Dear all members jaisa k hum sub log forex trading ka business karte he, forex trading aik worldwide business hota he or ye business online hota he, jo k her member apne ghar per hi ker sakta he or apne experience or knowledge k mutabiq wo earning kerta rehta he. Forex trading ki jo learning he wo kuch mushkil zaroor he lekin na mumkin nahi he, agar hum mehnat or lagan k sath trading me kaam kare to hamen koi or business ya job karne ki bhi zaroorat nahi ho sakti kio k is business me unlimited earning hoti he. Forex trading ki learning kaise ki jai me kuch neeche tips share karta ho:
(1) Forex trading ko learn kerne k liye hum internet ka sahara le sakte he, Youtube se ache videos mil jate he trading ko learn kerne k liye, Internet per doosri bhi buht saari websites hoti he jeha se hum achi learning haasil ker sakte he, online trading books milti he unko read kerna chahiye.
(2) Forex trading ki knowledge or experience ko improve kerne k liye hum Instaforex ka demo account use kar k apne experience or knowledge ko mazeed improve ker sakte he.
(3) Forex trading me agar profitable trading kerni he to hum logon ko daily basis per News ko follow karna hoga kio k sub se ziada market per News ka affect perta he is liye News ki timings ko dekh ker hi trade open kerna chahiye.
(4) Trade open kerne se pehle market k trend ko dekhna chahiye, or analysis k mutabiq trade open kerna hoga, agar begair analysis k trade open ki to buht bara loss ho sakta he.
(5) Apne capital balance k mutabiq hi lot size lagani chahiye lot size ko jitna kam rakhenge loss utna hi kam hoga kio k hamara bonus account hota he to hamare pass ziada capital balance na hone ki waja se big lot size se account wash ho sakta he.
(6) Forex trading me kabhi bhi lalach nahi kerna chahiye jis ne lalach ki he uska loss howa he is liye lalach ko apna dushman samajh ker trading kerni chahiye.
Agar hum log in tips per her soorat me amal ker k trading kare to mujhe yaqeen he k hum zaroor trading me kamyab ho sakte he.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим