Crude Oil Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude Oil Market
    Dear All Pakistan Forex Forum members Assalam o Alaikum: Dear all members jaisa k hum trading ka kaam kar rahe he to me aksar trading jo he wo Crude Oil per karta ho Monday ko jab market chal rahi to Crude oil ki market up and down ho rahi thi bar bar mene us din 9.5$ profit lia sell or buy k orders laga kar jab night hui to market ka trend down ja reha tha or buht saare traders sell ki taraf ja rahe the us time market rate 56.40 tha or prediction ki ja rahi the k Crude oil 55.60 tak ja sakta he to mene sell ka order laga dia to jab order lagaya to thore hi time baad market up jana start hui or trader full confidence k sath dekh rahe the k market kab 55.60 ko touch karti he aisa karte karte mene bhi trade ko chalne dia k market reverse ho sakti he lekin market ne reverse nahi lia or aaj 21$ ka loss ho reha he lekin mene trade close nahi kia he kio k agar close kar donga to mera capital 27$ bachta he phir me bonus aane tak Crude oil per trade open nahi kar sakonga is liye ho sakta he k market kuch down ho jai.

    Aap sub seniors se request he k aap k analysis k mutabiq kia market down aa sakti he ya nahi agar aap log rehnumai karenge to hum juniors aap se achi learning haasil kar sakte he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude Oil Market

    Dear brother, crude oil ki market Iran aur America k issues ki waja say down aa rahi thi aur un ka problem kuch had tak solve ho geya hay aur mazed nai barh raha aur esi waja say oil ki market ub strong ho rahi hay aur un k problem solve ho geya to yah mazed strong hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Crude Oil Market

      Dear crude oil ki market wasy tu bht acha move krti ha darasal ap ne pehli ghalti ye ki k jb ap ko 9.5$ ka profit ho gya tha tu ap ko chaye tha k ap us din mazeed trade na lagaty aur next day kisi achy moqy ki talash mein rehty jb ko achi trade milti tu ap tb trade lagaty aur acha profit kama laity laikn ab chon k ap loss mein jaa rahy ho tu capital k hisab se ap trade close na kro aj sham ko achi news haen un pe ap shaid profit mein aa jaen. Risk ha but laina perhy ga.
      • #4 Collapse

        Re: Crude Oil Market

        Dear aj crude oil ki news Ani hai aj crude oil men bohat zayada movement hone wali hai agar ap ko abi moqa milta Hai to trade zaroor kren lekin 7:30 bjy jab data aye GA tab markeet ne bohat taizi se move krna Hai tab koshish kren ky dehan se he trading kren ta ky account bhi safe rahe aur acha profit bhi Hasil Kiya ja sake.
        • #5 Collapse

          Re: Crude Oil Market

          Good After Noon Friends....
          Crude oil main mai9n ham ko analysis kar k hi is mein tard karna chahye aor agar ap is mein tarde lagate hain to apko is ein market ko achi tarah analysis karn chaiye is mein ham ko tarde agane mien jald bazi nahi karna chaiye is ein ham ko market kjo achi tarah dekh kar uar is mein apne senior se ppch kar tarde karna chaiye ham ko is mein kam tarde oepn kar ne cheiy is mein ham ko zyada tarde oepn nhi karna chaiye aur is mein aci tarah to ham is mein chart ko dukh kar hi is mein tarde kar te hain aur is mein tuke wala tarde na lagie aur is mein market ko achi tarah dekh bhal kar k hi is meion tarde karna chaiuye.
          • #6 Collapse

            Re: Crude Oil Market

            Crude oil ki market kay analysis tou yehi kehtay hain kay yeh ab kisi bhi waqt neechay move ker sakti hai aur kyun kay ab yeh bahut zayada ouoer ja chuki hai tou jub yeh neechay move keray gi tou bahut lambi move keray gi jis sae sell mein trade bara profit ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Crude Oil Market

              Crude oil ki market mein bullish trend hai jis ki wajah sae market ki movement upward hi rahay gi kuch neechay move keray gi lakin zayada ouper ko market ja sakti hai iss lye iss mein soch ker trade kerain aur anlalysis zaroor kerain
              • #8 Collapse

                Re: Crude Oil Market

                curde oli market jab move karte hain to hamy is ko samjna ho ga hamy is ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky amount invest karne ho ge pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy ache learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Crude Oil Market

                  curde oil mai kam karny sy hamy acha bonus milta hain hamy is mai aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international busines hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar skaty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy analysis ko use karna chahey
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Crude Oil Market

                    forex mai hamy crude oil ke market mai expert ban ky kam karna hota hain pher he hum kamayab hoty hain forex aik aam busines ke nisbat acha business hain hum is mai out of cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik bohat bara real business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X