Over confidence ki trading ka anjaam
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Over confidence ki trading ka anjaam

    Assalm-o-Alaikum dear friend agar hum forex mein over confidence k sath trading kartay Hain tou hum kbhi bhi kaamyaab nahi ho saktay Orr iss trha hamain loss bhi hota hai lehaza agar hum kaamyaabi haasil Karna chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum hamaisha sabar sy kaam karain Orr over confident bilkul bhi na banain issi mein hamari kaamyaabi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Over confidence ki trading ka anjaam

      pak forex trading aikacha online successful business ha is jasa koi business nhi ha is pori daunia me is business kay boht say faiday ha is business ko hum kisi bhi time kar sakhty ha or khi bhi kar sakhty asal bat ye ha kay agr koi achy say bhi acha trader ho os ko is business kay bary me ketna marzi knowledge or experience q na ho agr wo is business me over confidence kary ga osy bhi loss ho jay ga
      • #18 Collapse

        Re: Over confidence ki trading ka anjaam

        Good After Noon Friends .....
        Ham is main over confidencs main aa kare tard karte hain to is ka anjam yahi hota hain hamra tarde loss main jata hain aor is mein agar ap ache se mehnat kar te hain to ap is mein akmyb ho sakte hain aur jo is mein mehnat kar ta hain wo hi is mein kamyb hota hain aur ham ko is mein daily posting karna chaiye aur ham ko chaiye ham is mein quality wale posts kare aur is mein mehnat kare jo is mein mehnat kr ta hain wo hi is mein kamyb ho sakta hain agar apko is mein kamyb hona ha to apko is mein mehnat karna chaiye is mein mehnati log hi kamyb hote hain uar ham ko chaiye is mein kamyabi logo mehnat ki waja se mailta hain aur apko is mein kamyb hona hai to apko is mein mehnat karna chaiye tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aor is mein ham ko over confidence nahi hona chahye
        • #19 Collapse

          Re: Over confidence ki trading ka anjaam

          confidence har trader main hona chahye lekin over confidence se bachna chahye agar ap over comfidence ho jain ge jis ka ap ko nuqsan uthana par sakta hai is lye koshish kren k over comfidence main na ayian lekin jb bhi trade kren confidence se kren planing se kren stratagy se kren insha Allah ap ko profit hi profit ho gi
          • #20 Collapse

            Re: Over confidence ki trading ka anjaam

            hum sub ko chahiye k hum hamehsa confidence k andar reh kar hi trading kare ku k jub hum over confident ho kar trading karte hain to hamara account wash bi ho sakta hai so ye bohat hi risky hota hai so ap ko chahiye k ap is se bach kar hi rahe or hamesha safely trading kare or apne mind se achi tarah se soch samaj kar trading kare ta k ap long term k liye trading kar sake or earning kar sake.
            • #21 Collapse

              Re: Over confidence ki trading ka anjaam

              Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai jo log bahut zyada overconfidence Karte Hain overconfidence Ho kar trading Karte Hain unko loss Ke Siva Kuchh Nahin Milta aur Unka account wash ho jata hai isliye UN logo ko chahie ki Jab Bhi tried lagayein Hamesha Soch Samajh Kar Apne confidence ke sath kam lot tried lagayein Is Tarah wo achha profit hasal Karenge aur loss se batch Jayenge
              • #22 Collapse

                Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Trading me agar profit kamaya jaye to traders over confidence me risky trading ka chance lety hey mery khayal me agar esi trading karny key bajaye profitable trading key bad be safe trading karny ki koshish ki jaye to ye traders key confidence level ko maintain rak sakta hay, traders ko na to over confidence me ana chaye aur na profit earn karny key bad risky trading karny ka sochna chaye.
                Yes sir Over Confidence se hmen bohot loss ho skta hai. kun k har time market hmary favor me to move nai krti hai or agr hm ziada profit k chakr me khud pr jyada Bhrosa kr k big volume trading laga den gy to boht mumkin hai k hmen Big loss ho jaey ya account hi Wash ho jaey. is lye hmen sirf Market analysis pr apne Trading me enter or exit hona chaye or apne emotion (over confidence) ko control me rakhna chahye.
                • #23 Collapse

                  Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                  trade krty huay hamain kabhi b over confidence nai hona chahiye, ager start mei ako 5$ b profit ho rha hay to ziada ki lalich mei trade mt brhaen , with the passage of time trading mei aagy barhty jaen , aik din mei hi sb hasil nai hoga sb kuch waqt k sath mily ga .
                  • #24 Collapse

                    Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                    G han jab koe trader overconfident ho jata he to wo market ko analize nhn karta or jaldi jaldi trade kar deta he jis ki waja se ghalt trade ho jati he or wo trade loss kar jati he.kbi bhe ye na aamjhen k market ap k sath or ap ki marzi se chale ge.profit ae to trade close kar k brdak laga den or kbi bge profit ki waja se overrconfident na hon.
                    • #25 Collapse

                      Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                      Good evening friends....
                      hamain as mien aa ker sirf confidence say kam karna hota ai or ap ny belkul sahi baat ki hai or main aap say agree karta hon k hum ko learning zaror karna hota hai agar hum learning karty hain tu earning karna bhut he easy ho jata hai as lyi hum ko forex trading main agar learning karni hai to hum ko as trading forum main demo account use karna hota hai or hum ko as main acha practice karna hota hai or bad main hum as mien as qabil ho jaty hain k ham aik expert ban kar as main khud ko prove ker lain aor apny lyi aik acha future hasi kar lain pher success mil sakta hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                        Forex mein humain trade mein kamyabi milti hai tou hum aik hi teade kay baad over confident ho jatay hain jo kay forex mein theek nahin hai aur over confidence main hum ghalt trading ker kay apna loss kertay hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                          ji haan bilkul overconfidence ki vajah se Hamein bahut jyada loss ho sakta hai overconfidence par Hamein control karna chahie apna confidence par Hamein Apna control Rakhna Aata Hona chahie tab hi Hum Forex Mein Kamyab Ho Sakenge Jitna Hum Apne confidence par control Rakhenge Apne Jyada Forex Mein Kamyab Sakenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                            Me nay jo bat note ki ha over confidence k sath jis nay bhi trade ki ha uska anjaam acha nai hua hmaesha loss he hua ha. Forex ki market mn kisi ko cnfrm nai hota k next kia ho ga so hamin kbi bhi over confidence ka shikar nai hona chaeay aur over confidence k sath kbi bhi trading nai krni krni chaheay. Jitna ho skay cool aur fresh mind k sath trade krain aur over confidence say avoid krain.
                            Kinza789 Trading Journal

                            اب آن لائن

                            avatar Ayn
                            Working...
                            X