Over confidence ki trading ka anjaam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence ki trading ka anjaam
    Trading me agar profit kamaya jaye to traders over confidence me risky trading ka chance lety hey mery khayal me agar esi trading karny key bajaye profitable trading key bad be safe trading karny ki koshish ki jaye to ye traders key confidence level ko maintain rak sakta hay, traders ko na to over confidence me ana chaye aur na profit earn karny key bad risky trading karny ka sochna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over confidence ki trading ka anjaam

    Forex trading men over confidence ka anjam bara loss aur phir account wash ho jata hey jo log aik ya 2 trades men acha profit hasil kar letey hen woh over confidence ho jatay hen aur next bari lot laga detey hen jiss ki waja bara loss ho jata hey jo account wash kar deta hey iss liay self confidence ko improve karen aur over confidence se perhez karen
    • #3 Collapse

      Re: Over confidence ki trading ka anjaam

      Over confident ham us waqat hoty hain jab hamain lagatar kuch trades main profit hasil ho jata hai tou ham phir samajhty hain ky ab ham forex trading expert ban chuky hain ab ham jo bhi trade open kerain gy tou hamain profit hi hasil hoga lekin jab ham bari lot use ker ky trade open kerty hain tou bara loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Over confidence ki trading ka anjaam

        OVer confidence hamysha nukasaan data ha kuka insaan khud par umeed sa zyada itmaad kar lata haa or is over ma ho kar zyada trading kar ka invest karta rahta ha or nuksaan la bathta ha jis sa fr vo pachtata rahta ha or forex ko galat kahta ha
        • #5 Collapse

          Re: Over confidence ki trading ka anjaam

          dear friemd forex trading mn confidence k sath trade krna achhi bat ha lekin overconidence k sath trade krnay ka anjam hmesha loss he hota ha jb new traders ko profit milna shro hota ha to khud ko expert smjhtay howay overconfidence ho kr trading krtay hn to phir loss he loss hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Over confidence ki trading ka anjaam

            Yes ap bilkul thek keh rahy hai jetna over confident ho gy utna risky trading karyn gy ham mgr zayda profit k lae risky trading karna parti hai agr just reasonable profit chahe to phr kam risky trading kary or loss ko zehn ma zarur rakhyn ta k apko over confidence feel na ho
            • #7 Collapse

              Re: Over confidence ki trading ka anjaam

              G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main confidence ka hona bahut zarori hai jis se forex main ap acha work kar sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain lekin forex main agar ap over confidence hon gen to is business main ap ko loss ho sakta hai our ap nakam ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                Dear Yeh baat to sab he janty hain KY jab bhi hum kisi kaam men over confident hun ge to humen us kaam men bohat zayada nuqsaan ka samna krna par jata Hai isi tarha forex acha business hone KY saath saath bohat zayada risky bhi hai is men Agar hum apny confidence level ko maintain rakhen ge to hmare liye ache kamyabi hasil krna asaan ho ga lekin Agar hum over confident hun ge to hmara account wash ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke sir agar ham as main trading Karty Hain Tou Hamen as main lot size KO Kam Rakhna Hota Hai agar ham as main lot size Ziyada rakhen ge Tou Phr ham as main Aapna account wash Karwa Sakty Hain as Liye Hamen as main Chahiye ke ham as main lot size Kam Kar ke Phr trade lagaye Phr Hamen tention Bhi Nhi Hoga Phr ham as main tention Se door ho Jaye ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                    Forex market Mai confidence buhut ache bat hai magar over confident hona buhut he buri kaam hai agar ham over confident hokay trade karaingay to ghalat entry laingay Jo loss ka sabab ban jata Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                      G baai aap nay sahee kaha forex trading may hamay kabhi be over confident nahee hona chahiay kionka yahee wo cheez hay jis ke Waja say hamay ziada loss hotha hay is liay hamay apnay emotions ok control may rakhna chahiay our apnay haisiath k hisaab say trading karne chahiay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                        Dear friends, agar koi trader trading k doran over confident show karay to sirf aur sirf loss hoga aur woh kabi bi acha profit earn nai kar sakay q kah woh over confidence main aa kar woh bahut chezo ko ignore kar day ga jis say usay loss hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                          Over confidence ho ker trading.kernay mein kamyabi kay chances bahut kam hotay hain kyun kay aise trading mein ghaltian bahut zayada hoti hain humari soch iss mein bahut kam kaam kerti hai hum jaldi mein saray kaam kertay hain kyun kay hum samajh rahay hotay hain kay hum tou iss kaam kay master ban gaye hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                            Over confidencee ho kar markeet main kamm ni karnaa chiyee loss hei hotaa hai forexx riskyyy busninsess hai iss main choti sei mistkess syy bi losss ho jataa hai our phr loss ko recoverr karnaa mushkl.ho jataa hai confidencee honaa thkk haii lykinn over confidence honaa thk ni hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over confidence ki trading ka anjaam

                              G dear frend ap nay bilkul theak baat ki hai Pak forex aik online or risky business hai jis main agar ap apna confidence level high rakhain gay to is say hmain loss ka samna karna paray ga jis say hmara account wash b ho sakta hai is liye hmain chahiye Kay hum hmaisha apna confidence maintain rakh Kar he kaam krain tab he hum acha profit gain Kar saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X