Dear dosto assalamualaikum aksar trader market ko analyse keye bagair he trade open Kar laitay Hain pir jab trade profit Mai chal raha ho to wo lalach Mai akar market say mazeed profit lainay kelye trade ko open he chor daitay hai Jo Thora say aur profit Mai ja Kar reverse hota hai aur pir hamai trade ko loss Mai close karna parta hai maira ye mashwara hai ke kabi be zyada ke lalach na karai market ko sahe analyse karkai jaha profit level banta hai waha apna profit laikay market say nikal Jaya karay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим