*Why it's important to make a trading plan?*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    hum yahan kai baar planning ki baat krty hain lakin bhai jan jo baat ap ne kahi he wo sb se best he k hum is main planning to ker hi lety hain lakin humain is main trade krni b ani chahiye q k is main just planning se kuch nahi hoga humain is main learning or practice krny ki b zroorat he jis se hum is main achi trade ker skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      with out plane ap jo b kam kertay hai wo theek se poora kerna mushkil hota hai or trading ak bht sensitive kam hai is k liy ap ko market trend technical analysis or indicaters ki help laina perti hai ager ap with out plane trade open ker daitay hai to wo ap liy big loss bn sakti hai .
      • #33 Collapse

        hr kam karnay me ager hm kamyab hona chahthy he tho hamay planing tho karni hothi he q k plaining k baghair tho hamain patha bhi nahi hotha k karna kya lekin me app se is baath me ithifaq karungha k only planing kafi nahi he oor bhi gham he zamane me muhabbath k siwa
        • #34 Collapse

          trading plan theek kaha ye bhtzyada zaroori hotya hain forex business es world ka big business hay humay mehnat karni chaye humay khud ko lucky bohat zyada samjna chaiye kay aik unique business mila hay aur hum ess mei mehnat karkay achi earning karain
          • #35 Collapse

            planning is very important in anything we do so if we plan are trades carefully with knowledge and experience and analyze market there is less chance of loss and we can earn good profit with our planning.
            • #36 Collapse

              trading plan bohat zarori hai aur forex aik good job hai aur traders is par daily trading kartay hain aur new trader bi is business ko join karnay ky liye ready hai aur yeh best business ho ga future mein aur sab traders isi business ko like kartay hon ge only aap ko is business mein menhat kar ky profit make karna hota hai.
              • #37 Collapse

                iss mein hum ko siwaye loss kay or kuch bhi nahen mil sakta hai hum ko apne loss ko samajhna chahiye or kam karna chaiye wo bh imehnat kay sath. tab he hum iss karobaar ko acy tareekay kar sakein gay.
                • #38 Collapse

                  mary bhar palning kar k kam karna ke bohta zada ahmieta hote hay .agar aap palning kar k trad karo ga to as ma aap ko bohta porfit b hota hay . mary bhae ma to khta ho k palning k bgar trading ache nihe ho skte .
                  • #39 Collapse

                    trading planning ke sath kari jane se he kamyabi hasil hoti hai trading he woh cheez hoti hai ke jis me ham hamesha kama sakte hain agar sahi se trading ki aap ke pas knowledge ho to planning ke sath kar ke faida hasil kiya ja sakta hai .
                    • #40 Collapse

                      Demo account is really very important but without practice on the Demo account you are not able to earn so much and without earnaing you just waste your time
                      • #41 Collapse

                        without planing k trading achi nahi hoti hay plan hi hamary capital ko wash hony se bacha sakti hay or acha profit ham planing k sath trading karny me hi earn kar sakty hey
                        • #42 Collapse

                          Dear is business me sb se zyada zarorat ha k hmen is business me mehnat se kam karna chahe or is business ka experince har jagah se hasil krna chahe tb hi hm is business me achi earning asani se kr skaty hain or is business se asay hm apna career b bana skaty hain
                          • #43 Collapse

                            plannin is my dear friend an important element of success in forex trading kiunk agar ap ki planning nahi ho gi ya achi nahi ho gi to ap ko forex trading mein success bahot hi mushkil ho jay gi.......
                            • #44 Collapse

                              Zindagi ma kamyab honay k liye zroori hay k ap aik proper planning k sath chlain.forex ma b kamyabi hasil krny k liye ap ko chahiye k ap planning ksath chlain or apny capital ko dekhty huye hi trading krain ta k hum apna business aik achy treeqay sy agay barha skain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex main market buhat tezi sey move krti hy aur decision lena mushkil hota hy. Is leye agar aap ney planning ki ho ya koi target set kia ho to aap ko trading key doran decision lenay ki zaroorat nahi parti aur aap tension aur emotions key baghair trading kr saktey hain. Planning sey aap profit aur loss ka aik target decide kr letay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X