Market ke sath kese chalye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ke sath kese chalye
    Ager ham market ke sath chaly yo iss ke liye hamy kia karna ho ga taky hamy market ke next move ka pehla pata chal jaye aur ham acha profit hasill karty rahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ke sath kese chalye

    dear memebr markeet ka sth chlne ka asan treka ye h k ham jb markeet mein in ho k kam kr rahe hain to hamien trading krte wqt markeet ko dekhna chahye ta k is mein hamein pareshani na ho agr markeet ko pehle dekh lein or markeet ki momint k motaBIKK KAM KRIEN TO ISEMIN HAMESHA KAMAYB HO SKTE HAIN
    • #3 Collapse

      Re: Market ke sath kese chalye

      bhai jan ager apko marjkete kio moving smjh a jati hai to ap markete ki moving k sath chal sakty hain kun k markete ka kbhi trebnd up hota hai aor vkbhi down ho jata hai.isliye hamen is cheez ko aik to analysis kerny kaily hamen expert hona chye aor is k ilawa ager ham forx k ander moving average ko follow kerty hain to ham aik acha profit kma sakty hain.ager ham markete ki movuing ko smjh jaty hain to ham aik achy trader ban sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Market ke sath kese chalye

        Hamein market ke sath Chalna padta hai market ke sath Chalna bahut hi jaruri hai agar Ham market ke saath Nahin chalenge to Hamein nuksan Hoga trade Lagane se pahle Hamein market ko dekhna hota hai ki market ki movement kaisi hai fast hai ya FIR slow hai FIR Usi hisab se Hamein Faisla karna hota hai trade lagane ka Forex Mein kaam karne se Hamare ghar ka budget thora accha ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Market ke sath kese chalye

          daily Hum Jitna Zada Kottayam Denge Uthe nahi Jyada Hamen Forex form ka Delhi ka daily news aur update milati Jaenge is wajah se hum Forex ke saath chal sakte hain Hamein forex market ke sath chalne ke liye isko bahut jyada time Dena hoga aur Hamein Iske sath sath Chalna Hoga Har Aane wali new news par focus karna hoga aur tabhi Hum isme bahut acche market Ban Sakenge
           
          • #6 Collapse

            Re: Market ke sath kese chalye

            Markeet kyy sathh chlnaa chahtyyy haii tuoo trend ko.follow krenn trend ko dehknyy syy pataa chal jataa hai ajj markeet kaisaa movee karr rahiii haii phrr asnii syy agy markeet ko.analysis kiaa jaa sktaa haii ourr smjhh lagg jatii hai markeet kidr kidr move kar sktii hai..
            • #7 Collapse

              Re: Market ke sath kese chalye

              market k sath chalne ka tareeka ye hai k ap forex market k trend ko follow karte rahe so jub tak ap forex market k trend ko follow karte rahe gey tub tak ap ek bohat achi earning kar sake gey or is tarah se ap forex me ek bohat ache trader ban sake gey so agar ap forex me kamyabi hasil karna chahte hain to ap ko chahiye k ap forex market ka zayada se zayada knowledge hasil kare ta k ap forex market ko achi tarah se analysis kar k trading kar sake.
              • #8 Collapse

                Re: Market ke sath kese chalye

                Market ke sath mein Chalna hoga market ke sath Chal Ke he Ham is business se fayda Hasil kar sakte hain is wajah se kaha jata hai ki market ko follow karna hi padta hai Agar Hum is business Mein minute Karen To Ham gurbat ka Hath ma kar sakte hain is business ke jariye Kyon nahin kar sakte is wajah se hamein chahiye ki hum mehnat Kari mehnat Se Apna Har EK Kaam Karen aur kamyabi Hasil kare
                • #9 Collapse

                  Re: Market ke sath kese chalye

                  ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex ke market ke sath Chalna Chahte Hain To Hamein Pakistan Forex ke market Mein Har Waqt online rehna Hoga Agar Hum Har Waqt market mein online Rahenge to Hamein market ke bare mein bahut hi accha knowledge Milega aur Hamein Har Waqt achha profit Bhi Milega thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ke sath kese chalye

                    market k sath agar tuch rhana ha to best ha k ap log forex ki news her roz sunay or pta ho k humary lia kya best ha tab ja kr hum market main achi or best trading kr skty han ya humary lia bhot zarori ha wran market k sath chalna bhot mushkil ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ke sath kese chalye

                      market ke sath chalne ke Liye Hamein daily market mein apna experience Hassan karna chahiye learning Karni chahiye Jitna ho sake Hum Forex pamper time 10 Jitna Hum time Denge utna hi sikhenge aur Market ke mutabik Chalna Shuru kar denge isliye Hamesha hi kya market ko Jyada Se Jyada time dq
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ke sath kese chalye

                        forex ke karobar main agr market ke sath na chalen gey to humesha kesy acha bonuss kama sakan gey ye forex main henat ke sath kam kar ke market main trading karny main expert ho ke kam karna hota he tab he successfull ho sakty hain ye aik kamany ka acha source he human apni hardwork ke sath acha bonuss be milta he for ex aik legal work he jo ab pkistan main be legal he
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ke sath kese chalye

                          Dear members ap ki baat bilkulll theeek hai agar hum markeet main hain or kam kar rhy hain to humain sath sath markeet ko dkhanty rhna chahai to is humara apna hi faida hai agar hum sath sath kam rkty rahen gy to bad main pershani ni hoge thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ke sath kese chalye

                            Dear brother aksar members jo market k saat chalny ka mashwara dety ha vo actual ma trend k saat chalny ka kihty ha agar hum trend k saatvtrading karengy to loss k chances kafi kam ho jaty ha our profit k zyada ho jaty ha thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ke sath kese chalye

                              Market Jis Taraf ja rahi ho Uske against thoda sa Jalti hai aur FIR Usi Taraf Jane Lagti Hai Humko Yeh movement analyse Karni hoti hai ki aaj market ka trend kis Taraf hai use Trend ke against Jab thoda sa jaye aur ruk Jaaye Tu Wahan Se trend ki taraf trade Karde isko kehte hain market ke sath Chalna.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X