Market ke sath kese chalye
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ke sath kese chalye

    hai to ap markete ki moving k sath chal sakty hain kun k markete ka kbhi trebnd up hota hai aor vkbhi down ho jata hai.isliye hamen is cheez ko aik to analysis kerny kaily hamen expert hona chye aor is k ilawa ager ham forx k ander moving average ko follow kerty hain to ham aik acha profit kma sakty Forex ke market ke sath Chalna Chahte Hain To Hamein Pakistan Forex ke market Mein Har Waqt online rehna Hoga Agar Hum Har Waqt market mein online Rahenge to Hamein market ke bare mein bahut hi accha knowledge Milega aur .ager ham markete ki movuing ko smjh
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ke sath kese chalye

      Friends jesa k apko pata Hy k forex trading ka Sara business market py hota Hy or hum market ko news or news paper ki madad say tuch KR sakty Hain or is main waqat ki nazakat ko daikh k trade krty Hain to humy kbi nuksan nhi ho sakta
      • #18 Collapse

        Re: Market ke sath kese chalye

        dear hamko har haal main forex markeet main achi karkardagi k liye isk sath he chalnay say ham kuch earning k kabil ho saktay hain aur agar ham ysh samjh kr is main kaam krtay hain kk ham amrkeet say ziada samjhdaar hain aur is k open honay say pehlay he is main say acha earn kr saktay hain to yeh hamari bahut bari bhool hay kabhi kbhi aisa tukka lag bhi jata hay laikn ham usko kayaabi nai keh saktay hain.
        • #19 Collapse

          Re: Market ke sath kese chalye

          Good Morning Friend
          Is main ham ko market k chart ko dekh is k sath chalna chahye aur ise analysis bhi karna chahye saor ham ko is mein market ko focuse kar k hi is mein tarde karna chaiye uar is mein ham ko chaiye k ham is mein market ko samjhen k liy is mein mehnat kare aur jab tak ham ko is mein sahi waqat nhi milta hain is mein trade nahi karna chaiye is mein ham ko sahi waqat ka intzar karna chaiye aur market ko achi tarah analysis kar k is mein kam trde lagane chaye aur ham ko chaiye k ham is mein sabr se hi trade kare is mein ham ko ihtyat se trade karna chaye aoaor is mein market ka samjh agar apko nahi aa raha hain to apko is mein tarde nahi karna chaiye .
          • #20 Collapse

            Re: Market ke sath kese chalye

            G ha sir apko marjkete kio moving smjh a jati hai to ap markete ki moving k sath chal sakty hain kun k markete ka kbhi trebnd up hota hai aor vkbhi down ho jata hai.isliye hamen is cheez ko aik to analysis kerny kaily hamen expert hona chye aor is k ilawa ager ham forx k ander moving average ko follow kerty hain to ham aik acha profit kma sakty hain.ager ham markete ki movuing ko smjh jaty hain to ham aik achy trader ban sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: Market ke sath kese chalye

              G Han friends forex ak online trading job hai is mn humay market ko dakhty howy us kay hisab say chal a chaye is lay liy zorori hai kay ap kay pass acha knowledge ho ta kay ap market kay movement ko dakhty howy apni trade laga saky humay har roz markets mn hony waly ups and down ko analysis krna chaye ta kay sahe time par sahe trading Kar saky or zaida acha bonus earn Kar saky
              • #22 Collapse

                Re: Market ke sath kese chalye

                ji han sharab mein bilkul right ka hai Varna aapse baat ko manta hun Agar Ham market ko settle karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apne number se main Chhora Karen aur usse sikhen kya Ham market ko kaise kar sakte hain Hamen Bata sakta hai ki Ham Apne market course kar sakte hain ya nahin
                • #23 Collapse

                  Re: Market ke sath kese chalye

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur analysis aik aisee cheez h jo hamari her waqt madad kerte h jis ki madad sy ham market ko samjh pate hien aur ham as mien ye jan lete hien ka market kaha ja sakti h as lyee ham
                  ko as mien her trade ko kerne sy pehle analysis kerna hota h aur ham ko as mien jab trade kerna hota h
                  tu market per gehri nazar rakh ker as mien trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam karte hien tu ham as mien kamaee b zaror kar sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kamae kerna h tu analysis zaror kerna hota h aur ham market k sath chal sakte hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Market ke sath kese chalye

                    forex trading karte howe market ke sath chalna bhot zrori hai lekin baat ye hai ke market ke sath kis tarhan chala jai market ke sath chalne ke lye ap ko market ki learning hone chahye market trend ki samajh ani chahye market ke ytar charhao ki sojh bojh hona zrori hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X