how to manage our loss and capital?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    Is forum per her wo material milta hai ap ko jo ke ap ko ek professional trader banata hai jab tak ap ke pass achcha capital amount hai ap always achchi trades ker sakte hai lekin us ke liye ap ko mehnat kerni parti hai or hard-work kerte rehna parta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      jnab humain trading main agr kam karna hay to huamin is main practice kar kay kam karna ho ga ta kay huamin is main practice kar kay kam karna ga or is main money ko mange kar kay kam karna hoga ta kay huamin capital main loss nai ho
      • #1428 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
        hm kasa apna pasa ko loss sa bacha sakta han
        my dear brother forex mein profit aur loss dono hi hoty hein lekin agar aap ko loss ziyada ho raha hai aur aap ko dar hai k kaheen acount hi wash na ho jaye to aap ko stop loss k options use karne chahiye aur trade lagany se pehle anylisis kiya krein is se apko loss kam karne mein kafi asaani hogi
        • #1429 Collapse

          loss aur capital ko manage karnay kay baad he hum safe trading mumkin kar sakty hay agar hum esko manage nahi karen gay to market main ziada time tak nahi reh sakty aur market main loss kar sakty hay so humay enko manage zaroor karna chahiey
          • #1430 Collapse

            forex aik risky business he jis me hume pehle he risk management kar leni chahiye or ager hum loss se bachna chahte hen to hume chahiye ke hum stop loss ko use keren or is ke sath hum apni learning ko strong keren to phir he hum kamyab ho saken ge
            • #1431 Collapse

              mere khyal me hum ko itna loss karna nai chahye loss tab hota he jab hum isme stop loss nai lagte is liye hum ko stop loss lagna chahye or is me sabar se trade ko open rakhna chahye or learning karte rahna chahye
              • #1432 Collapse

                humain traidng main market ko dykh kar kay kam karna ho ga ta kay humain trading main kam kanry main humain loss nai ho skay humain is main achy say profit hasil ho saky or humain is main capital ko save rakhny main asni ho skay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #1433 Collapse

                  loss aur capital ko manage kar kay trading karnay main humara faida hota hay agar hum aisay blindly trading karen gay to loss he karen gay agar hum theak say account ko manage kar kay trading karen gay tab he kamyab hon gay
                  • #1434 Collapse

                    manage kis tara say kr saqty hain hum apny balance ko nuksan say laikin jo banda is account main teek say manage nahi kr saqta hai is ko market main nuksan milta hai or koi b is ko safe nahi kr saqta hai kun k hum nay kafi sari option k sath kaam ko krna hota hai laikin is k liay hum ko tayari krny ki zarort hoti hai
                    • #1435 Collapse

                      capital aur loss ko manage kar kay agar hum trading karen gay tab he market main stable reh sakty hay kyun keh agar hum achi trading karna chahty hay to humay theak say money managemnt aur risk management zaroor karni chahiey tabhi kamyab hon gay
                      • #1436 Collapse

                        humain khyal say kam karna ho ga ta kay huamin achi earning ho skay is main agr capital main loss hota hay to humain koi faida nai ho ga humain practice kar kay har kam main leanring kar kay kam karna ho ga k profit ho saky
                        • #1437 Collapse

                          loss ko safe krny k liay hum nay khud ko is tara say market main kaam ko krna hai k is say safety k sath or kum volume say trade ka order ko open krna hota hai or is main take profit ki limit ko set krny main kafi sari or option ko mind main use krna zada behter hota hai ik trader ki tara say
                          I LOVE PAK FORUM
                          • #1438 Collapse

                            lost ko apko apnay account ki equity kay hisab say hi manage karkay rekhna chaiy kyu kay lost agar ap ka zayadah ho autr apkay pass balance kum ho tu phir ai bohat bari tensin hoti hai
                            • #1439 Collapse

                              Bhai g forex trading mai looss tu apko is busniss ko proper seekh ker sakty ho lakin capital mai bunas sai trading kerta hun ap zaida sa zaida poting ker ke ap capital manage ker sakty ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                humay apny loss aur capital ko manage kar kay trading karni chahiey tabhi hum achi trading kar sakty hay aur humay esmain lalach nahi karna chahiey safe trading karni chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X