how to manage our loss and capital?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    loss aur capital usi soorat bach sakta hai k ap ki investment ziada ho kiun k agar ap ki koi trade phas bhe jaye to yo masla na ho ap usay lock ker k next trade may us ka hisab braber ker lain. capital ziada hone ki waja say loss ka ration automatic kam hojata hai mera to ye khayal hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      agar aapko loss se bachan hai to aapko bahut hi practice karna hota hai demo account me uske baad hi aap real me trad kare aur jab aap real account me trad karte hai to aapko lot size kam se kam me trad karna hai aur akhir aur main baat ki aapko har trad ka stop loss ka use karn abahut hi jaruri hota hai
      • #753 Collapse

        jee bilkul jab humain loss hota hai toh humain dill nahi harna chaheye balke again business satart karna chaheye.
         
        • #754 Collapse

          bhai jan me to abhi si business ky bary me kuch khas nahi janti hon q ky me abhi isbusiness me new coomor hon or abhi mjhyis buisness ko join kiy huy isrf kuch he time hua ha mea bhui sath sath is businessky bary me learing kar rahi hon
          • #755 Collapse

            hum yahan per hard working se apmney profit ko manage ker sakhtay hain aur is main mujhe payment ko used kernay ka treeka bas manage kerna p[arta hai ap ke pass jitny payment hai apko us ko utna used ker ke hi profitko withdrawal kerwana chahiye.
               
            • #756 Collapse

              ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey
               
              • #757 Collapse

                Trader ko apny capital aur loss ko aisy manage karny ki zarurat ha k woh ek trade main kitna loss afford kar sakta ha, jis say woh apna capital baki trades k liyeh bacha saky, is k mtlb yeh k ek trader ko ek hi trade per itna ziada loss nai karna chaiyeh k us ko bahi trades k liyeh capital bachy hi na, trade ko apna sara capital apni trade k hisab say manage karni chaiyeh...
                • #758 Collapse

                  dear sir i agree you for this quesiton me to kehti hun k humari trade agar aik bar loss me chali jaye to hum isko kisi bhi tariqe se nhe bacha sakte hain hum sirf intezar kar sakte hain k kab market pasa palat de or bazi hamare hath me ho jab tak hamara account khali nhe ho jata tab tak hum market ko dekhte rahe...
                  • #759 Collapse

                    jab ap apni trading sahih krain gy aor forex main apna knoweldge hasil kr kay aor demo account pr achi trah learning kr kay kam kro gy to ap ko loss na ae ga aor ap apna trading safe kr skain gy aor profit bhi acha haisl kr lain gy
                    • #760 Collapse

                      I think as traders we should be able to manage capital and it would be very nice and all will be fine and all need the process and always wait would be very nice and all will be fine and all need the process and always be ready and it will be very nice.
                      :eek:
                      • #761 Collapse

                        jee bahia merey aisa hey key aap ko chhaiye key aap ko chhaiye key aap ko big capital or or loss ko manage kar saktey hey or ais aey key aap big capital ki waja sey lalach mey bi aa jatey hey or apa ko lalach ki waja sey nuqsaan milta rehta hey
                        • #762 Collapse

                          may abhi forex trading may expert nahe hon or na he itna mujhay pata hey kah loss or capital ko may kisi manage karun laiken may ye money managment seekhun ga or ais say mujhay fadia ho ga kah loss or capuital ko kaisay manage karen may nay abhi just demo account ko he use kia hey itna tajarba nahe
                          • #763 Collapse

                            Dear ager ap forex mein money managment or loss ko kam manage kerna chahte hein to apko chahiye ke ap kam size ki lot se trade krein or zyada profit ke liye long term trade krien is se ap ye ker payein ge
                            • #764 Collapse

                              forex main loss ko managae karna ko mushkil kaam naheen hay lakin is k liye apko experience ki zaroorat hoti hay or agar ap hardwork naheen karo gay to apko experience naheen mily ga so apko chahye k ap pahly experience gain karain or isky baad hi loss ko managae karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                capital magement ya risk management k 2 tareqy hoty hen k ap agr normal trading krty hen to ap zida say zida 15% ka risk len sari trades mila kar or agr ap bot aggressive he to 30% ka risk len es say ziada ni .. or long trend ma jahen to ziada acha ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X