Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

    dear agr hume is main experince and knowledge k bhawajood lose hota ha tu phr hume ap samj lein gey ap is main lalach se kam krte hein lalach hi hume is business main kameyab nai hone deti hai hume lalach se door rehna chaiye ur apne emotional ko control krna hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

      g haan bhai jaan app ne thek hi kaha hai new members join karten hain aur experience unka uss time zero he hota hay itna acha platform pe wo aa chukay hotay hain eska unko samajh honi chahiye then eska faida len acha experience gain karain experience sab sey zyada important hay forex pe success kay liye maximum experience aik trader kay liye bohat important hai aor hamen as main har wakat ache se kam karna chahiy hai
      • #18 Collapse

        Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

        is bat me koi shaq nahi hai k experience or knowledge k bawajood bi loss ho jaya karta hai lakin kabi kabi hi hota hai or zayada tar ap ko profit hi hota hai so agar ap forex ka knowledge or experience hasil kar k ye bat karo k ab ap ko kabi bi loss na ho to ye bat galat ho gi ku k loss bi forex ka hisa hota hai or ye kabi na kabi ho hi jata hai so ap ko chahiye k ap sabar se kam lain or agar thora bohat loss ho jaya kare to next trade me profit hasil kar k us loss ko recover kar liya karen.
        • #19 Collapse

          Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

          forex trading bussiness main hamk bohat zyada mahnat karta hain es bussiness ka bar main bohat hi zyada knowlidge jhasil lkrta hain or es bussiness ka bara main acgha experience bhi ho jata ha lakin en sabh ka bawjood ham lose hota ha asa es liya hota ka hamari attention market ki taraf kam hoti ha or ham, market ka trnds or ups downs ko ignor kr data hain to hama lose ho jata ha hama care fully kam karna chiya
          • #20 Collapse

            Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

            Bhai humko chahye k hum is mein expriences hasil kars akte haina ur humko chahye k hum is mein knowledge k begair is mein ap earning nahi kar skate hain aur humko chahye k hum is mein apna loss na karwae aur humko is mein sabar se kam karnba chahye
            • #21 Collapse

              Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

              Aapko bhi yahan par earning karne ka Jada mauka Milega Hum Log Yahan Par Forex se Mumbai Nahin ho sakte Nahin hone ke liye Hamein Yahan Par Jyada Se Jyada kaam karke dikhana hota hai lekin kiske Yahan Par Nahin Karti Hai Samaya Nahin Deti Hai search rate karte hain long time kam karne ke hum Yahan Par isliye movement ke sath bhi kuch bhi nahi milta regular income generate karne ke Lawa
              • #22 Collapse

                Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                g han dear brother ap ne achi bat share ke main ap se agree karta hun..forex main work or kamyabi ke lie experience ka hona bahut zaroroi hae q k jis forex trader ke pass experience hota hae woh achi earning kar sakta hae aik new trader jis ke pass experience nhe hae woh demo account se bhe experience le sakta hae
                • #23 Collapse

                  Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                  G ham logo ko chahye ka ham log is ma mehnaat Kara aur ham logo ko is ma loss is Liya hota ha ka ham log is ma lalch ko hoti h aur ham logo na maker ko achi tara analysis Kara bagar is ma trade open Kiya hota ha is ma ham logo ka kabhi luck sath nahi diya hota ha is ma ham logo ko Perachan nahi Hona chahye
                  • #24 Collapse

                    Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                    jiss ko bhi forex main expereince hony k bawjodd loss hota hai uss psychology problem hoti hai jiss ki waja say wo loss karta hai iss leay uso chahay k pehly trade karny say wo aik plan bnain aur aik target bnay aur uss ko likh kar apny samny rakhain aur jab bhi trade karay tu ephly us ko daikhay k kia main plan k sath trade karr raha huun aur trading karny main jaldi bazi na karain achi tara say analysis kar k phir he trade karay.
                    • #25 Collapse

                      Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                      DEAR FRIEND ap ki bat sahi hai as main hamen chahiy hai kee ham as main zaror hi as kee bare main ilam hasil kare aor haan jo as main knowldge hasil kare gaa wo hi kamyab hasil kar lee gaa aor jis kee pass as main knowledge nahi ho gaa tu ham as main kamyab nahi ho sake gee as liy hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor hamen as main knowledge hasil karne ki kushsh karna chahiy hai aor hamen chahiy hai kee ham as main learning bi kare q k as main ham learn kare gee tu hi hamen as main earn mile gaa as liy hamen as main har wakat knowledge aor experience aor earning learning bi karte rihna chahiy an kee sathhamen mihnat bi karna chahiy hai tu ham kisi bi hall main ham as main naklam nahi hon gee as liy hamen chahiy hai kee ham an sab ko as main hasil karne ki kushsh kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main kab tak kam kare yani kee tab tak an ko use karte rahe jab ta kee hamen as main experience mil na jay
                      • #26 Collapse

                        Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                        Dear brother main ap ki bt se bilkul agree krta hn aesa hi hota h jo ache traders hote hain un ko jb loss hota h to us ki waja yahi hoti h k luck un ka sath chor deta h ya phr wo lalach me a kr loss kr jaate hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                          Good evening friends....
                          Jab hamary pass experience or knowledge hota hai to hum ko kesi cheez ki bi parwah nahin hoti hai q k ham janty hain k ham trade kesy karna hai aor ham ko as mien earning kesy hasil karna hai jab hum as mien experience hasil kar lety hain to hum market ki current satuation ko jan laty hain k market kis side par ja sakti hai or ham ko ab trade buy ka lagana hai ya ham ko trade sell ka lagana hai as tarah ham trade as mien laga daty hain or hum earning aram say hasil kar lety hain,her kio kehta hai k hum ko knowedge or experience zaror hasil karna hota hai as lye experience ka hasil karna be had zarori hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                            Insan Khata ka putla hai Insan se mistake ho jati hai Chahe Koi expert Hai Jyada knowledge Rakhta hai woh bhi jaldbazi Mein lalach mein Main Jyada profit kamane Ke Chakkar Main Aur galat wajha loss kar jata hai aur iss main Kisi Na Kisi Tarah aap ki Kismat Ka Bhi Chakkar ho sakta hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                              Agar Hamare Yahan Par $100 nuksan ho jata hai to Hamein Itna jaldi ho sake isko recover karna chahie market Mein kaam mein Business mein stability Hona bahut jyada Hota Hai hasane ke saath kaam mein management karna Hamare liye bahut jyada important Hota Hai ka Mastani ke saath kar sakte hain Hum Log aapko Agar Kisi bhi Kishan ki account ki information Yahan Par Khatam hoti hai to aap Yahan Par islie is information generate kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                                g han aisa hi hy experience or knowledge hony k bawjood ham khd ko loss krwa rhy hein .iss ka ye mtlub hy k ham khd ko confidebt or perfect smjhty hein apny knowledge ko use ni ker rhy hein to zahir hy loss hi hoga .hmu apny work ko work ni smjhty hein isi liy loss ker baithyty hein ,bhai jan agr ham sicrerity k sath work krein gy to hhi kamiyab ho sakty hein .other wise loss hi hoga,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X