Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.
    Aap logo nay ye cheez note Kia hoga ke buhut say asay members Jin k pass buhut ziada knowledge hotha hay our trading ka acha experiance be rakhthay hay osay be loss ho jatha hay is ke 2 wajohaath hay ek ye k oska luck oska saath nahee detha our dhosra ye ke wo ziada lalich may aakar big lot size k saath trading karthay hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her kisi ko loss ho jata hey aur expert ko bhi loss ho jata hey loss kiun k business ka hissa hota hey iss liay loss hamen bahut kuch seekha deta hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss ka mukabla karna chahiay aur loss honay se bhi experience increase hota hey
    • #3 Collapse

      Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

      bhai jan ager apko acha experience hai to apko loss ho jata hai to mery khyal men is ki aik he wjha ho sakti hai k jab ap trade lagty hain to ap trade ka volume zyada rhkty hon agy aor is illawa ager ap trade ka vloume thk rhkty hon gy to ap account ki worh sy zyada trades open kerty hon gy.aor knoe;ldge bhi ho ga to yhe wjha hota hy k k ap us per ammal nh kerty apn akpo acha trader smjhny k sath sath lot ko zyda use kerty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

        G Han aisa ho he jata hai strong experience waly traders ko bhi aksar loss ka samna krna par he jata hai is se humen mehnat krna chor nahi dyna chaheye balky pehle se zayada mehnat shuru kr dyni chaheye ta ky hum apny losses ko ache profit men bdal saken aur ache kamyabi hasil kr KY aik kamyab trader bn saken is liye Agar knowledge aur experience acha hone KY bawajood loss ho Jae to mehnat ko aur zayada barha dyn yehe aik acha solution hai.
        • #5 Collapse

          Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
          Aap logo nay ye cheez note Kia hoga ke buhut say asay members Jin k pass buhut ziada knowledge hotha hay our trading ka acha experiance be rakhthay hay osay be loss ho jatha hay is ke 2 wajohaath hay ek ye k oska luck oska saath nahee detha our dhosra ye ke wo ziada lalich may aakar big lot size k saath trading karthay hay.
          Assalamu Alaikum Mere Khayal mein agar Hame Forex trading ka experience aur accha knowledge ho to Hame kabhi bhi Roz nahi hota Kyunki Hamein Agar loss Ho bhi Jata Hai To eyes recover karne ka option Hamare Paas maujood hota hai agar achha knowledge ho to loss hone ka koi chance nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

            Assalm-o-Alaikum dear friend Jin logon k pass acha knowledge Orr experience honay k bawajood loss ho jata hai tou iss ka Matlab ye hai k wo laluch Orr jaldbaazi sy kaam laitay Hain iss liye unhain loss hota hai Orr unn ka account bhi wash ho jata hai lehaza unhain chahiye k wo hamaisha sabar Orr hoslay sy kaam karain taa k loss ki bajaye acha profit gain Krain Orr kaamyaabi Haasil karain
            • #7 Collapse

              Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

              Assalamu Alaikum dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik world wide online business hae jois main pore duniya se log kam karte hain or is business main loss bhe ho jata hae jin ke pas knowledge or experience nhe hota hae lakin jin members ke pas acha experience or knowledge hota hae wo bhe kabhe kabhe loss karwa bethte hain jaldbazi or zayada profit ke lalach ke waja se
              • #8 Collapse

                Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                Experiance aur knowledge kay bawajood humain forex msin iss lye loss hota hai kyun kay hum iss mein jaldi mein kaam kertay hain rules ko follow nahin kertay soch samajh ker kaam nahin kertay bahut zayada ghaltian kertay hain iss lye humain forex mein loss hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                  ye phr kismat ki bat h apka is mein koi kasoor nai h ap agr forex mein saeh tor p kam krte hain or is mein acha knowlig hasil krne mein kamayb ho jate hain to is emin ap kam krte hain or kam krne mein apko los ho jata h to is mein ap pareshan na hoin blk ye kbnwolis or tujrba jitna apko faida DEin ge is k bare mein soch bhe nai skte is lye hosle se kam krien or los se na ghbraein
                  • #10 Collapse

                    Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                    ji haan bilkul experience on Knowledge Ke bawajood Hamein loss ho jata hai Kyunki Hum jaldbazi Aur lalchi Mein Aakar trading Karte Hain isliye hamein chahiye Jitna ho sake lale Jor jaldbazi se bache tab hi Hum Ek acchi trading kar Payenge aur Bade Acche trader band Sakenge isliye zaroori hai ki hum bahut hi jyada mehnat aur experience ke sath trading Karen tab hi Hum Jage Forex trading Mein Kamyab Ho Sakenge aur ek kaam yaab tRaider Ban Jayenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                      g han sir ap ne thek hi kaha hai forex main experience me ko sab se aham kaha jaye to galat nahi ho ga experience ki bohat value ha forex me forex me nakaami aur kamiyabi ki aik wajah experience bhi ha jo log experience gain karte ha knowledge hasil karte rahty ha un ko kamiyabi milty ha aur wo log jo experience hasil nahi karte aur sirf profit ko dekhte ha wo aty hi profit chahte ha is tarah se profit nahi milta experience ho ga to profit ho ga
                      PAK ARMY ZINDA ABAD
                      • #12 Collapse

                        Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                        Jo hamra experience hot Aya yahi hanya zeada Kama ta aay knolige ham hasil rtybhy k kma.kgsykrna hy PHR kniige k bad hamay exeorie ec hot hy sab sy phly hamny is kam my knolige. Hasil krta hot hy kahi sy hanay is my taky kam ki thought bhot smjh aye
                        • #13 Collapse

                          Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                          Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading Ek bahut accha business hai ismein knowledge aur experience hone ke bawajood loss ho jata hai hi is ki bahut sari vajah hai Mere Khayal mein ya Tu lucky on Ka Sath Nahi Deti kis wajah se loss ho jata hai yaroi big size ki lot Lagate Honge Jis wajah se a loss ho jata hai yeah Forex ke rules ko follow nahi karte Honge is wajah se loss ho jata hai isliye Jab Bhi try Karen acchi Tarah Se Soch Samajh Kar kaam Karen Inshallah kamyabi zaroor milegi aur aapko accha prapt Bhi Hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                            g ha sir ap ki bat bikul right ha me ap ki bat par agree hu boht say asy members ha pak forex trading me jis kay pas acha khasa knowledge hony kay bawajood loss hom jata ha jis members kay pas pak forex trading ka experience or knowledge hoty bhi loss ho jay is ka matalb ha kay wo kam karty akarty over confidence karty ha jis kay waja say ko loss hota ha q kay mareek kisi kay sath galt nhi karti
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Experiance our knowledge k bawajoodh loss ho jatha hay.

                              Forex trading busnisess main loss sub ko hotaa hai loss syy koi ni bachh sktaaa markeet ka kiaa pataa kbbn kidr movee kar jaiyy our loss de jaiyyy experincee trader ko bi loss ho jataa hai lykinn experincee tradingh plaingg kyy sathh chltaaa wo apnaa loss recoverrr kar lytaaa hai markeet main loss profit hotaa hai lykin plaing syy chal kar profitt gain kar sktyy hai..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X