kya forex main analysis karna zarory hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kya forex main analysis karna zarory hai

    g bilkul theek keh rahy hain forex main analyse karna bahoot zaroori ahi kyu k analysis se he hum judge kar skaty hain k knsa time favorable hai aur konsa time unfavorable hai aur her movement k pata chala skaty hain aur tab he achi tarde kar skaty hain agr hum analysis nahi karain gay to hum loss main he jaain gay aur is se humara account b wash ho skata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kya forex main analysis karna zarory hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: lubna1212 پيغام ديکھيے
      sir main ye kahna chahta hon kee kya forex trading main trade lagane se pahle as main analysis karna zarory hai agar zarory hai tu as kee bare main share kare tu hi ham as main kamyab ho sake geyy
      Acchi trading karne ke liye analyses karna bahut jyada Jaroori hai agar aap Bina analyses ki Yehi trading Karenge to apko trading Karke success nahi hoga bulke aapko loss hoyega isliye Hamesha analyses Karke trading Karen
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: kya forex main analysis karna zarory hai

        Good evening friends...
        hamain as mien her bar analysis karna hota hai or main to her bar yeh he kata hon k hum ko learning karny main belkul hichkechna nahi chahye agar hum learning main sharm mehsos karty hain tu ham kabi bii succcess hasil nahin kar sakty hain q k hamari learning he hum ko success deti hai as lyi hum ko learn karna hota hai or hum ko apny lyi earning ka way talash karna hta hai or jab tak ham earning nahi kar lety hain tab tak hum kamyab trader nahin kehla sakty hain as lye hard work karna hota hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X