kya forex main analysis karna zarory hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya forex main analysis karna zarory hai
    sir main ye kahna chahta hon kee kya forex trading main trade lagane se pahle as main analysis karna zarory hai agar zarory hai tu as kee bare main share kare tu hi ham as main kamyab ho sake geyy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya forex main analysis karna zarory hai

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil kanri ha to per hum ko chaheya ka hum market ko analysis karnaa start kardaa laken kager hum without analysis ka market ma enter hotaa ha to per hum ko loss he hoga es leya i think ka ager hum ko achi profit chaheya to per hum ko analysis karnaa chaheya..............
    • #3 Collapse

      Re: kya forex main analysis karna zarory hai

      Jee bilkul is business Mein analysis karna bahut zaroori hai aur Hamein bhi chahiye ke Ham is Mein analyse carry analyse Agar Hum market ko Karenge to hamare liye apna kaam karna Aasan Ho Jayega is wajah se hamein chahiye ki hum market ko analyse Karen market ko analyse karke hi Hamara fayda Hai market ko analyse karke hi Ham is business se fayda Hasil kar sakte hain is wajah se hamein chahiye ki hum market ko analyse Karen
      • #4 Collapse

        Re: kya forex main analysis karna zarory hai

        g bhai analysis nkerny bhot he ehm hai is k bgair to trading na mukaml hy.isliye hamen chye k ham ham markete ko analysis kerna seehken aor jitna mumkin ho jaldi seehken.analysis he to hy jis ki bunyad per trading ki jati hay ager ham analysis per mukaml control hasil ker lety hain to ham aik acha prfoit bnany k qabil ho jain gy.
        • #5 Collapse

          Re: kya forex main analysis karna zarory hai

          g han dear forex mein kam krne klye or is se achi arning krne klye hamein ye bat lazmi apnani chahye k ham anylasis kr lein agr hamwein khud ko itna tjrba nai h kam krne ka or anylasis krne ka to hamein isko kahein se chl kr sekhna chahye phr ja k hamein is se bht hi acha faida hasil ho ga is lye forex mein kamayb hone klye hamin anylasuis zaror kr lena chahye
          • #6 Collapse

            Re: kya forex main analysis karna zarory hai

            Ji bilkul zaroori hai. Agar aap rate open karna isko close karna stop loss Lagana take profit Lagana Ja sab kuch Sikha De Jate Hain lekin aapko market ka analysis karna Nahin Aata ke liye ab kis Taraf Jayegi to Fir aap ne kuch nahin Sikha.asal Mein Hum is Waqt hi profit Le sakte hain Jab Hum Ko Market ka analyse karna A jae.
            • #7 Collapse

              Re: kya forex main analysis karna zarory hai

              Forex Mein analysis karna bahut zaroori hai agar Ham analysis nahi karenge To Ham nuksan Mein Rahenge is wajah se hamein chahiye ki hum market ko analyse Karen market ko analyse karna Hamein Aana chahie tabhi Hum trading Mein profit Hasil kar Payenge ab Jab Bhi market Mein Koi Bhi candle Bane to Hamein Usi Waqt lead Laga Deni chahi Yahi time hota hai trade lagane ka big candle banane ka App Intezaar Karen jab hi bich candle Bane aap trade Laga len
              • #8 Collapse

                Re: kya forex main analysis karna zarory hai

                Ji haan sir aapne bilkul right Ka Hai Barsaat Forex Mein kamyabi ke liye Hame market ko achi Tarah Se analysis karna padta hai Kyunki bagair analyses ke Ham is main kabhi bhi loss kar sakte hain aur profit nahi Kama Sakte apne aap ko analyzers karne ke liye Apne experience and knowledge ko demo account account mein practice Karen tabhi aap market ko bhi acchi Tarah Se analyses kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: kya forex main analysis karna zarory hai

                  G han analysis kerna bahot zaruri hota hai agar ham analysis ky baghair hi trade open ker lety hain tou hamain aesi trade main loss hony ky bahot zyada chances hoty hain aur profit hasil kerna analysis ky baghair possible nehi hota ky ham trade tou open ker lety hain lekin market kis direction main kitni movement ker sakti hai iska hamain pata nehi hota tou hamain bara loss bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kya forex main analysis karna zarory hai

                    G hain bhai jan apne bilklu hi sahi kaha hain humko is mein analysis kar k hi is mein trade ko open karna chahye au ri mein humko mehnat se kam karte rahna chahye aur is mein humko chhaye k hum is mein sabar se kam karte rahna chahye aur is mein humko har trade ko open karne se pehle is mein analysis karna acha sabit ho skatra hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kya forex main analysis karna zarory hai

                      forex trading business mein trade open karne se pahly analysis karna is liye zaroori hy k analysis kar k hum market ko samjh saktay han aur analysis se hum market ki movement ko samjh saktay han aur js currency pair par analysis kiya jata hy us ka ye pata chlta hy k us ko sell karna hy ya buy is liye analysis karna zaroori hy aur aik trader ko analysis karna zaroor sekhna cahaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: kya forex main analysis karna zarory hai

                        yes analysis bhoot zarori h aur ham ko as mien jab b trade karna hota h tu ham ko as mien analysis karna hota h agar ham as mien waqt per theek analysis kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar soch samjh ker waqt per trade kerna hota h agar ham as mien theek waqt per trade kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar sochna hota h aur samjhna hota h aur ham ko bad mien trade karna hota h as lyee as mien kaam waqt per karna hota h aur waqt per kamaee kerna hota h as lyee mehnat karna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: kya forex main analysis karna zarory hai

                          Analysis k Baghair foRex Main Kaamyaabi HaasiL Karnaa Or Trades Ko ProFit Main Close karnaa BhoT muShkil HoTaa Hai isLiye HumEn Chaahiye k Jab Tak Huk MaRket ko Achi tarhaaa samajh Naaa LeN Or Achay Analysis Naaa KaR sakeN Tab Tak FoRex Main Real AccoUnt MAIN kaam KaRnay ki Bajaaey DeMo Ko TimE DeN Q k is Se Hmen Kaafi Achaa expEriEnCe Ho Jaey gaa...
                          • #14 Collapse

                            Re: kya forex main analysis karna zarory hai

                            g han forex me analysis karna bohat zaruri hota hai or is k liye forex ka knowledge or forex ka experience bi hona bohat zaruri hota hai so hum sub ko chahiye k hum forex ka knowledge or forex ka experience hasil kare ta k hum forex market ko achi tarah se analysis kar sake ku k jub tak hum forex market ko achi tarah se analysis nahi kar pate tub tak hum forex me earning nahi kar pate so forex me earning karne k liye market ko achi tarah se analysis karna bohat zaruri hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kya forex main analysis karna zarory hai

                              ji haan bilkul Forex ko analyse karna bahut zaroori hai taaki Hamein Pata Chale ki market mein kya chal raha hai market of Pattaya down hai tab hi Ham trading lagayein isliye Hamein trading Lagane Se pahle market ko analyse karna bahut zaroori hai analyse Karke hi Machi tradable Sakenge Kachi trading kar Sakenge isliye analyse bahut jaroori am kirdar Ada karta hai Hamari trading mein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X