Loss hamesha mistakes say ata hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

    forex trading main loss hony ki sub se bari wkjah khud tradors hoty hain jo khud he koi na koi galti kar dety hain jis se un ko loss ho jta hai tu apko aghr forex main loss ko kam karna hai tu apni trading main mistakes na karen jub ap mistakes karty hain tab he ap kamyb hoty hain or apki tradng main succes bhi ayse he milti hai jub ap apni galtiun ko cover karty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
      Dear friends, bahut saray traders aisay hain jen k pas trading ka acha knowledge hay phr bi un ko loss ho raha hay aur aisa esleay hota hay q kah woh analysis main mistake kar jatay hain esleay un ko loss ho jata hay, so mistakes say bach kar loss say bacha ja sakta hy.
      Assalamu alaikum bhai jaan Aap Ki Baat bilkul theek hai Forex trading Ek Aisa business Hai Jab Tak Hum isme mistake Nahin Karte Hamein loss Nahin Hota Hamein Hamesha loss apni mistake ki vajah se hota hai
      • #18 Collapse

        Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

        g bhai thk khhty hein hmein loss ham khd apni ghlti sy hi krty hein .ham loss iss k liy ker jaty hein ham forex ko folloew ni krty means forex k rules ko follow ni krty hmein chahiy ham fores k against ni chalin .iss k rule ko hmein follow krna chaiy .takeh hm aik kamiyab forex treder bun sakein.to bhai khd ko loss sy bachny k liy forex k against bhi ni chalin iss ko follow krein.
        • #19 Collapse

          Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

          G haan bhai aapki baat se agree kerta ho hum logon ko apni mistakes per control kerna hoga or kabhi bhi jald bazi se kaam nahi kerna hoga agar hum ne apni mistakes ko ignore kerte rahe to hamen future me koi bari kamyabi nahi mil sakti, loss ki waja ko dekhna hoga, keha per kia mistake ho rahi he usko check kerna hoga tab ja ker hum apni mistakes per control ker sakenge.
          • #20 Collapse

            Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

            aapne Sahi kaha hai ki nuksan Hamesha mistake Se Hota Hai Hamein mistake Se Bachana chahi galtiyan to ho hi Jati Hai old member Se Bhi Ho Jati Hai Jo new hote hain Unse Bhi Ho Jati Hai Par Hamein in galtiyo se seekhna chahi insulation Lena chahiye Taki ya galtiyan next time na ho Agar Hum Apni galti se sikhenge nahi To Phir Hamein nuksan par nuksan Hoga Yeh Baat Theek Nahi Hai Hamein apni galtiyo se seekhna chahie
            • #21 Collapse

              Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

              G bilkul thek kaha ap ne loss hame apny mistakes s e bhi ata ha is liye hame apny mistakes se bhi learn karna chahiye bohat se log same mistakes repeat karte ha jis ke wajah se un ko loss hota rahta ha wo mistakes repeat is liye karte ha kiu wo apny mistakes se learn nahi karte apny mistakes se learn karna bohat zaroori hota ha
              • #22 Collapse

                Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                g han loss humesha mistakes se hi ata ha is liye her kaam ko soch samej ker kerna chahye forex ma bi hume soch samej ker trading kerni chahye shoro ma agr loss ho bi jai to hosle se kaam lena chahye ghabrana nhi chahye or apni mistakes se sabeq seekhna chahye apni mistakes ko ignore nhi kerna chahye bulke mehnat ko jari rekhna chahye isi tera ap ek kamyab trader bun sakte hen
                • #23 Collapse

                  Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                  yes hum ko mistakes nahi karny hoty hien or jab bi hum demo account use karty hein to hum trading main aik spcialist ban sakty hain wo as tarah k ham ko trading ka experience or knowledge a jata hai aor jab hum ko experience mil jata hai to hum as mien as qabil ho jaty hain k ham trade kar sakty hain or ham trade kar k as mien apny lyi earning generate ker sakty hain as lyi hum ko her bar jo bi new user ata hai forex main us ko demo use kerny ka kahna hota hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                    agar kisi b trade main loss ho jata hain or loss ki mistak ko hum find kar lete hain tu taab he apne loss ko next time is mistkae say bacha kste hain bhot trader apne loss ko ignore karte hain apni mistake ko b ignore karte hain vo log b next time itna loss kar dete hain k account wash hone k paas ho jata hain loss say bahcne k liye apni mistak ko apne pas not karna lazmi hota hain jaab b pher new trade lete hain koi b trader tu lazmi apni last mistake ko apne mind main rakh k trade lete hain loss humhain apni ghalatio ki waja say hota hain loss humhain merekt nhe deti hain merekt aapk samen hoti hain merket aapko na profit deti hain or na he loss loss and profit aapk hath main hota haina agr aap merket ko achi tara analiysis kar lete hain or merket main trend ko check kar k kaam karte hain trend buy ka ho or aap by laga lete han tu pher ye koi galati nhe hain agar trend sell ka hota hain or trader agar buy laga lete hain tu pher un ko masla ho skta hain apni ghalti ka is liye merket loss nhe deti hain loss hum apni ghalatiyo ki waja say karte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                      g bilkul ham logo ko forex par jitna be loss hota ha wo ham logo ko apni hi ki gayi mistakes ki waja sa hota ha is liya ham logo ko kabhi be apna loss ka zamadar orex ko nai kahna chayia aur ham logo ko chayia ka ham log forex par apni mistakes ko khatam karna ki koshish karya aur is ka liya ham log demo account par zada sa zada pratice karya
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                        Assalamu alaikum dear members umeed hai kya aap sab log khairiyat se honge bhai ne bahut acchi baat ki hai ki hamein loss hamesha mistakes ki vajah se aata hai agar hum mistakes nahin karenge aur upar control karenge tu mere khayal mein agar hum mistakes nahin karenge hamein loss nahin hoga balke Hamari main bhi e a kamyab trader ke tarah shahadat hogi aur hum achha profit, sakenge aur bonus bhi Kama sakenge agar hum apni mistakes par control Karen aur loss se bhi ban jayenge
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                          Dear friends, bahut saray traders aisay hain jen k pas trading ka acha knowledge hay phr bi un ko loss ho raha hay aur aisa esleay hota hay q kah woh analysis main mistake kar jatay hain esleay un ko loss ho jata hay, so mistakes say bach kar loss say bacha ja sakta hy.
                          Traders ko chahiye ke trading Hamesha Soch Samajh Kar Karen agar aap Bina knowledge or experience share trading Karenge to apko trading Karke loss Hoga isliye Hamesha Soch Samajh Kar kaam Karen
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                            G belkul Bhai app sahe keh rahai Hain hamai hamesha loss apnai he ghaltyo ke waja say hota hai agar ham apnai in ghaltyo pe qabo pay Lai jis Kay waja say ham loss kartay Hain to yaqenan ham profit Kama saktai Hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                              Dear forex user ap na theak kha ha forex aik online job r parsnal busness ha jis ma hum markeet analysiss ko smjh kar trading sa profit hasil karty hain r jab hum koi mistake karty hain markeet analysiss ma to hum ko us ki qeemat loss ma chukana padti ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                                Assalam-o-Alaikum ..bilkul yeh baat theek hy k insan apni mistakes ki vjha sy loss main jata hy. Lekin agr hum mistakes ko kmm krain or acha acha likhain to hum zaroor acha result b hasil kr skty hain ..insan hmesha apni ghltiyon sy ni seekhta hy or aik mehntti shakhs hamesha apni ghltiyon ko khatam krny ki koshish krta hy ...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X