Loss hamesha mistakes say ata hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hamesha mistakes say ata hy
    Dear friends, bahut saray traders aisay hain jen k pas trading ka acha knowledge hay phr bi un ko loss ho raha hay aur aisa esleay hota hay q kah woh analysis main mistake kar jatay hain esleay un ko loss ho jata hay, so mistakes say bach kar loss say bacha ja sakta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

    Assalamu Alaikum han loss Hamesha mistake se hota hai tu Jyada Se Jyada aap mistake se bachne ki koshish Karen naye member Jo hote hain wah Forex mein Hi mistakes karte Hain woh To karte hain tu Aise Insaan seekhta hai aap lose Ko Na Dekhian ke aap Yahan ye Dekhenge aapne Galti kahan se ki hai aur use galti se kya Sikha hai ye sabse Ahm bat hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

      Ji aapne theek Kaha lost Hamesha mistake se hota hai Hamein apni mistakes ko recover karna chahie Insaan apni galtiyo se a hi sakta hai Hamein apni galtiyo se ghabrana nahin chahi balke an unko dekh na chahi Unse sikhana chahi Agar Hamein loss ho raha hai Hi Tu To Hamein Himmat nahi Harni chahie aur apne kaam ko Jari Rakh na chahie ISI Mein Hamari battery hai aur Hamein dekhna chahiye ke Humne kaun si aur kahan pe mistake ki hai aur next time usko Dur karna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

        Forex trading men koi bhi jan boojh kar mistakes nhi karta lekin phir bhi insan se mistakes ho jati hen aur forex trading men mistakes ki waja se hi ziyada loss hota hey aur jo log mistakes ko avoid kartay hen woh bar bar loss uthatay hen aur jo mistakes se seekhtay hen aur mistakes ko theek kar k dobara trading start kartay hen unn ko loss ki jaga profit zaroor milta hey
        • #5 Collapse

          Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

          yes dear ap ki bat thek hai lose hume hamri msiatke ki waja se hota ha hume lose se bachne k liye is main menat krni chaiye hume jab lose hota ha tu phr is main apne lose ko fallow kr k apni mistake ko dekhna chaiye hume daily is main work krna hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

            Dear forex min sirf knowledge hi zarori nai hay balke acha experience bhi boht zarori hay humare liay is liay humain chaiay k hum apne experience ko bhi Increase Kare tab hi hum acha profit gain Kar sakte Hain aur loss free trading Kar sakte Hain jab bhi trade open Kare us se pehly analysis zaror Kare is tarha ap k liay achi trade karna easy ho jata hay analysis boht zarori hay achi trade k liay
            • #7 Collapse

              Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

              Je haan loss mistakes sey he hota hay jab acha knowledge nahi hoga experience nahi hoga yahi barri wajah banay gi loss ki so koshish karain mistakes na honay den mistakes sey bachain hamesha insan apni ghalti sey he sekhta hay so jo loss kar rahay hon wo apni mistakes pe aik dafa lazman gor karain.
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Hamein Jab Bhi loss hota Hai hi Hamari apni Galti Ho ki vajah se hota hai hi ISI Tarah Forex trading ke Business mein hai Hamare Paas trading ka experience Hota Hai knowledge bhi Hota Hai lekin Jab Hum trading Karte Hain Thore Si mistake ki wajah se Hame loss ho jata hai hi Hamari mistake ki vajah se hota hai hi Is liye Hamein chahi trading karte waqt apni galtiyon ko ko note Karen aur koshish karen key Dobara Koi mistake Na Ho Aur na hi Hume loss Ho
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                  Bilkul sahi kaha ap ne loss hamesha mistakes se Ata hai or jab hum regular mistakes kartay hain or unka Hal nahi kartay to loss ki sorat mein hamen inam milta hai es liye agar aik dafa koi ghalti Kar len to us pe qabo Pana cha or usko dubara repeat nahi karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                    g ha sir ap ki bat bikul right ha me ap ki bat par pora agree hu mistake ki waja say hi loss hota ha agr hum is loss say bachana chata hay to hum ko is me soch samjh kar kam karna ho ho ga or is memehnat say kam karna ho ga or is pak forex trading business me kay rules ko follow karna ho ga phr hi is loss hony say bach sakty ha warna nhi is ley hum ko mistake khtam karni chahy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                      G hn bilkul mn ap ki bat sy agree hon bilkul ap ny sahe kaha hy bahut saray traders aisay hain jen k pas trading ka acha knowledge hay phr bi un ko loss ho raha hay aur aisa esleay hota hay q kah woh analysis main mistake kar jatay hain esleay un ko loss ho jata hay agar mistakes ko khatm kiya jay tub hi hm acha profit earn kar sakty hn aur loss sy bach sakty hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                        loss jo hota hay who zead atar ham ko hamri mistakes ki waj sy h hota hy jb ham apnai mistake krty hy us ki waj sy hi hama pana loss krty hy our ham shai kam kr sgty hy jab hama paana kam acha krty hy to hama bhogt zead acaha kam kr k hmaa acha prfit hasil jr sgty hy mistake ka bhi hona kbhi kbhi sahi hota hy un ki wjaa sy bhi hamya lerning hoti hy our hamry knolige my bhot acaa izafa hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                          Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai loss hamaisha mistakes sy hota hai lehaza hamain chahiye k hum hamaisha soach samjh kar kaam karain taa k mistakes Kam sy Kam hon Orr loss k chances bhi Kam hon Orr mistakes sy issi soorat mein buch saktay Hain jab hum demo Parr practice kartay Hain lehaza hamain chahiye k hum demo Parr practice karain taa k hamara experience acha ho Orr ham real trade mein mistakes Kam sy Kam karain Orr phir acha profit gain karain isssi mein hamari kaamyaabi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main jab hum mistake karte han to is mistake ki wajah se forex main hamein loss hota hai our hamara account bhi wash ho sakta hai is liye forex main hamein loss se bachna chahiye hamein ziyada se ziyada forex main work karna chahiye jis se forex main hum acha profit hasil kar sakte han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hamesha mistakes say ata hy

                              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or hum ko apna mistake ko teak karnaa hoga to per hum ko achi profit hoge or ha ager hum apni mistake ko teak nhi kartaa ha to per hum ko continues loss hotaa rahaa ga...........

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X