loss in forex. ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    is ma los k koi chance,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,ma si kah jhs
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bhai yahan tak mera khayal hai aap ko forex trading business kay mutalik learning karni chahaye. aap ko demo account ko zafda se ZADA use karna chaaye. market se up to date rahna chahaye. or forex ki news bi dekhni chahaye.
      • #138 Collapse

        forex me sab ko he loss hota hai is business me loss and profit to chalta rehta hai kiun ke har business me profit and loss hota hai or ham ko forex me kamyab hone ke lye kafi mehnat karna parti hai warna ham ko is business me nuqsan ho he jata hai agar sahi se mehnat na kari jaye to is business me aap ko loss lazmi hota hai .
        • #139 Collapse

          dear is k lie ap ko thora sa profit bna kar ap ko sathi withdraw karwa lena chahie kun k is tra ap jaldi withdraw karwa lain ge tab ap ko trade open karne ka time hi nahi mile ga
          • #140 Collapse

            forex mein loss krne ke waja hote hien lalach aur trading mein sahih experience ka na hona jb trader aise ghlt faisle krte hein aur un ko trading nhe ate he tu aisa hota he aur trading ache income nhe de skte he
            • #141 Collapse

              Assalaam o alaikum g bhai jaan forex mein loss to hota hai becasue loss k sath sath munafa b hota hai isliye hamein forex mein trade b dhiyaan se lagana chahiye taake jo zehan mein loss k tenshion hai wo kam ho na ke ziada . demo par practice jaari rakhna chahiye taake confidence milte rahe .
              • #142 Collapse

                loss profit ki trha trading ka aik part hay and we need to accept it too aur isay hum minimize sirf apni knowledge practice and proper learning and experience say hy kersaktay hain so try again with confidence and proper analysis.
                • #143 Collapse

                  han loss to hota hai

                  agar ap ne loss se bachna hai to ap ko aik strategy banani pade gi jis se ap loss se bach sakte hain aur learn karen jitna ziada kar sakte hain
                  • #144 Collapse

                    Dear forex me loss is liye hota ha kyun k hm is business me greed se kam karty hain agr hm is business me greed se kam nahi karen gyn tu hmen is business me kafi loss ho saktah ha isi liye hmen chahye k hm is business ko hmeshah start karny se phely greed ko pahink dyn
                    • #145 Collapse

                      Forex me loss or profit sath sath chalta ha, lakin phir b me yehi kaho ga ka ye loss wala business nahi ha, zayada tr log jo us me loss me jate hen wo apni galti ki waja se jate hen, wo market ko dakht kar trade nahi karte, ya unhe market ka nahi pata hota, me yahi kaho ga ka pahle market ko ache se jan len phir is me trade karen tu loss kam se kam ho ga
                      • #146 Collapse

                        apko mera suggestion ye hoga k ap kam kam amount m profit bnayen or jese he apko profit ho ap usay foran withdraw karwa len takay apko loss na ho.. or ap thora experience or gain kar len takay apko loss na ho kynk loss ki waja lacking or experience hae..
                        • #147 Collapse

                          is mai jnab,,,loss jo hay na wo ho hi jata hay jnab,,,balky mai to smajhti hu jnab,,k is mai ho hi jata hay or har business mai hi ho jjata hay jnab,,ok
                          • #148 Collapse

                            my dear ap jb b trade open kro sab se pehle techncal analysis dekh lo kisi b forex site se yani jahaan forex k analysis k liye jate hain jesa k investing ek best site hai us k baad jis pairr pe ap trade lo economically analysis read kro phir economic calendar ko dekho us k baad trade open kr do
                            • #149 Collapse

                              well my dear friend, jesa kay aap nay khud he kaha kay aap say kuch ese trades lag jate hai jiss se loss hojata hai tou iss ka matlab tou yehi hai kay aap properly market ko analysis aur trends ko follow karay baghair trades open kar rahay hain, aur i think jub trades loss mein jati hain tou iss wajay say he aap kay withdrawal kay process mein issue aa rahay hon...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear loss or profit to forex ka hesa hy yi to sath sath he chalta hy agr loss hota bhe hy to us ka b ak faeda hy apky pass koi na koi nai cheez mil jati hy sekhny ko to ghbrana nahi caheay .........
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X