loss in forex. ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss in forex. ..
    mere saath pechley kuch months se wk problem horah hai jub bhe apne profit ko withdrawal kerwane lagtee hoon sara loss hojata hai kuch ese trade mujh seyy lag jate hai jis se loss hojata hai kal mujhe 150 $ ka loss huwa main ub kiya karoon kuch samajh nahee araha jahan hum trade open kerte hain wohi syn market kiu palat jate hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar hum ko loss hota hai to hum ko samjhna chahye k kesay kam karna hai hai aur kesay ye sub dekhna hai k kesay is ko kya jae aur kesay is ko samjha jae yehi kam hum khud he kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      acctually bat ye he k last three month se ma b is market me profit kama k us ko phir loss karwa chuka hun reason ye he k hum log lalach me par jaty han or isi sillslay me toatal loss karwa datry han or hamara account wash ho jata he ,
      is se pta challta he k hamary annder kuch mistakes han jo abi takk approve ni hui!!
      • #4 Collapse

        g yun akser hota rehta hai. mujhay aap new trader lag rahi ho is liye aap abi thore paise hi invest karo aur apne profit ko pehle withdrawl karwaya karo agar vo aa jaye tau hi next trade lagaya karo.
        • #5 Collapse

          agr hamra kici busines main loss hota hay to us main hamri ghalti zahror hoti hay agr hamra loss ho jay to humain us ghalti ko cover kia jay ta k next time humain loss say bacha ja sakya ur acha profit hasil kia ja saky is liay zahrori hay k ap is business main bar bar prextice kary ta k next time apka loss na ho aur apko is main acha profit hasil ho..........
          • #6 Collapse

            Bhai jahan tak mera khyal ap ko thora thora kar k profit earn karna chahye. Jab ap ko loss hota hai to ko sochna chahaye k trade q galat ho jati hain apni galti ko find karna chahye or next time ap ko soch sumjh kar trade karni chahye. is liye ap ko chahye relax ho k trade kare jaldi ki koi zarurat nhi hai.
            • #7 Collapse

              ji bro pak forex main taqriban sub ko loss hota hy or hamin loss is liya hota hy k hum forex main experience oe knowledge kam honain ki waja say hota hy or aap is main koi galti karty ho to aapko loss hoga aapko chiya k galti ko control kar sakty aap is ko soch samajh k sath kro
              • #8 Collapse

                forex trading main loss ke basic waja hai trading ka experience na hona forex trading main experience ke kami ke waja say ham trading main achi planing nai kar patay hain aur ham trading main loss ka sheekar ho jatay hain forex trading main jo trader demo account par practice karta hai wo apnay loss par control kar sakta hai aur khud ko improve kar sakta hai
                • #9 Collapse

                  dear market ap ko loss dany k liye nai palati balky ap ko chaye k ap market trend ko samjh kar he trade karo and is main har analysis and strategy ko samjh kar he trade lagaye and profit gain karain.......baki withdraw ap profit ka 40% karwaye yahi best hai.....
                  • #10 Collapse

                    ji bhai mujhay jo samjh aai hy wo ye ky aap stop loss ka istamal naheen kur rahay heen, oor jub trade aap ky khalaf chalnay lagti hy tu aap wait kurtay heen ky kub trend aap ki favour meen aa jaey, laikun phir buhat deer ho chuki hoti hy oor baaz dufa tu account bhi wash ho jata hy, aap ko chahye ky stop loss lagaeen thora loss buray loss sy behter hy.
                    • #11 Collapse

                      oh very bad k apky sath aisa ho raha ha aia tab hota ha jab hm se koi mistake hoti ha or hm se mistake tab hoti ha jabb hm forex k rules ko follw nai karty or us k against jaty hn tab hmn loss hot aha or is liye hmn apni galtioun ko thk karein or saai se kam karein
                      • #12 Collapse

                        ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey
                        • #13 Collapse

                          forex business is always not for profit dear. loss and profit is part of business. if u facing loss it is because of your mistakes. try to focus on your mistakes and try your best to avoid that mistake again and observe market situation first than invest your money.
                          • #14 Collapse

                            loss jub insaan ki luck mai hota hay na to phierr wo ho karhe reahta hay .,,,,,,,,,,,,,,trading mai kia mery khal mai har cheez yani businessmai loss to lamzi hi hoata hay .............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              loss orprofit is the main part of every business hum ko in tension nhi leni chahiya kiu k ya dono mil k he business bnaty hain hum ko apni try jari rakhni chahiya or hard work kr na chahiya is sy hum ik achy or experienced man ban jay gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X