Qualification during the forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex ke business ko start karne ke lie hamare pass koi degree bhe nahi he toh ham phir kam kar skate hen lakin forex me jo qualification hamko chahie woh yh he ke ham learn karen isko or forex me ak achi strategy banayn jis se ham market ko easy se handle karna seekh jayn or yhi qualification hamko acha trader bana sakti hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      i think knowledge hona bhot zarori hy qualification bi zarori hy par qulification sy ziyada apko forex ko samjne ki zarort hy tab hi ap ake achye trader ban sakte hain as like the hard working is the key of success so isi tara apka knowledge trading main ziyada hy to ap successful hain
      • #48 Collapse

        jee bilkul is my qulification ke zroret hoti hain lakin itni zyada ni bus normal aie ager ap isy smjhy gyh to ap ko yeh aram sy smjh ah jahain ge or ap aram sy trade ker sktain hain lakin kuch logh jin ky pass qulification ni hoti wo bhi isain ker rhain hain ku ky yeh buht aie easy hain bus isy kerny ky liyh isy smjhna zrori hain ap ko simple.
        • #49 Collapse

          my dear brother aapne acha question kia hai likin mere khayal mai tu forex trading mai kaam karne k liye qualification ki nahe balkeh knowledge aur experience ki zaroorat hote hai baqi aap loogo ki marzi thanks.
          • #50 Collapse

            itni qualification ho k ap English read and understand ker sakein ta k apko trading mein masla na ho and specially trade open, close, order modify kerne ka pta ho, TP and SL lagane ka pta ho... baki jitna gurr daloge utne meetha hoga.
            • #51 Collapse

              dear iss main apko thora bht knowledge ka hona zroori ahy is smain forex ki qualificatioon ki zrurat nahi pareti ap iss busienss ko net se easily seekh skte hain iss main koi mushkil baat nahi hay ye best busienss hay ap forum se bhi iss ko easily learnn kar skte hain.
              • #52 Collapse

                Brother is forex trading business ma koi khas qualification ki zarorat nahn hoti sirf ap ko itna ilam hona chaiye kay ap jis ki trading karna chahtay han us ma kia kia hota hya. ap ko jitna forex trading ma knowledge ho ga ap utnay he achay trader banan gay is liye ap ko sirf trading ka knowledge hona zarori hay
                • #53 Collapse

                  ji haaaan dear forex mai hum during forex learning kar saktay hain and forex mai hum jitni learninbg karen gay to hamay bhut sara aprofit bhi milay gaa and yai bhut hi achaa bussniss hai and mai aapki bata say bhi agree karti hon..and apanay bhi bilkul thek kahaa hai............................................... .....................................
                  • #54 Collapse

                    forex mein education ka hona aur is ki trading k bary mein agahi rkhna bhtr he is waja se trader ko loss ata he jb woh baghar knowledge se trade lagate hein to success k liey knoweldge lazmi he
                    • #55 Collapse

                      Dear atna to malom nahi ha but dear Forex Pkaistan ma Qualification ke to zororat nahi ha but dear Forex Pakistan ma work krna ka sa phaly one month ya two month damo account ma work kr ka phir ap apna real account ma comments kr but Qualification ke zororat nahi ha.
                      • #56 Collapse

                        Wese forex me koi qulification ki jarurat nehni he lekin Thoda qulification ki vi jarurat hoti he.kiun ki jese forex me forum posting etc... ke lie qulification ki jarurat hoti he.
                        • #57 Collapse

                          qualification trading k liya bth important ha agr hmary pas knowledge ni ho ga tu hum trading ni kar sakyan gy or na he profit earn kar sakayn gy is k liya qualifcation bth zrori ha qulifcation he hman agy bharny ma help karti ha qualifcatiobn ho gi tu hman forex ko sekhny ka moqa mailay ga usi ki bina pa hum apny comments post kar sakayn gy.
                          • #58 Collapse

                            humein knowledge hais lkarna hcihaiye ager hum experience gain karty hai nto hum ek achi tradin gkar sakty hai leki humeni lalachnahe nkarni chahiye warna humein loss bhi ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #59 Collapse

                              is main education ki koi demnad nai hai is main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saky gay aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay it is best job
                              "The mind is everything, What you think you become"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X