Qualification during the forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    meri qualification masters hai aur mai yaha pe kamyab hu lekan yaha jis k pass education be ho tu wo be kamyab ho saktay hai shert ye hai k wo time day aur es ko sekhay aur es mai hard working kare wo be pesa kama saktay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      how exactly did their novice traders to spend a lot of time in this trade for their learning and develop their trade better on learning and continue this exercise will build up a lot of knowledge in them because I believe in this trade beginner would need a lot of exercise because they lack the knowledge to build a good and profitable strategy
      • #18 Collapse

        expirence is in the practise or act and not in the getting of the information. For you to become expirence which takes a long or few time depending on the trader, you must begin to practise all that you have learnt on this forum.
        • #19 Collapse

          Forex trading kay bussiness join kernay kay liay qualification ka hona zarori nahi hai. agar app intenet chalana jantay hain. to app is bussiness ko join ker saktay hain. aur ye kum say kum investment say start ho jata hai. it is simple bussiness easy to learn and earn.
          • #20 Collapse

            gi haan hum jitana zedah elam hasil akerain ge aforex ka utna hi hamin fidah bhi ho sakta he our ye zarori he k hum is k barey main sari batin janey our phir shru kerain our lalech se bach ke kaam kerain
            • #21 Collapse

              ye baat to hai kam az kam matric pass banda ye job karay nhi to wo tade samjh nhi paye ga aur ulti seedhi trade kerday ga usse loss bhi ho sakta hai aur account baned bhi..................
              • #22 Collapse

                ge sir vasy to taleen hasil karna bahoot zarori hae aap jitne bhe taleem hasil kareen kam he lakin forex tradin maen aap ka prha likha hona he kafi he prahe likhe hony ke sath sath tiping speed ka ho na zaroree he jitna ziada prha likha ho ga aur tiping speed nahe to ziada earn naheen kar ske ga..
                • #23 Collapse

                  forex ma qulafaction ke nahe balkye is ka bare ma knowledge ke zarorat hai agar hamye achi trade lagan ate hai aur hum englash ka zarye pair ko smjh sktye hai oto kafe hai.
                  • #24 Collapse

                    Qualification har aik ko hasal krna chaheye, qualification sy aap trading ko achy andaz me seekh sakyn gy, without qualification be log trading krty hyn, lakin wo forex market ko samjty nahy hyn bas wesy he trading krty hyn, jo sahee samj kr krty hyn market ko samjty hyn tau wo sahee kamyab hoty hyn, so qualification is necessary with forex trading.
                    • #25 Collapse

                      dear Forex trading karny k liye ap ko koi high qualified hona zaruri nai hai,,,lakin jab ap Forex trading karty hain to ap ko chaye k ap ko Forex ka complete knowledge ho is k bagair ap is main kuch bhe nai kar sakty.....
                      • #26 Collapse

                        hamien cahhiey kih ham forex tardeing mee earning ky liy is koo qualifie kareen taa kih achi earning ho saky forex great business ha es mei experience aur knowledge ki bohat zyada ehmiat hoti ha ap mehnat ki taraf tawajo de apna trading ka knowledge barha len good ha mehnat ki value bohat hy
                        • #27 Collapse

                          Ge han mara pyara bhai ma ap ke bat sa agree hon hmara pas qoulifecation ka hona lazmi ha kun ka agr hmara pas education nhi ho ge to ham trading ko na to sumajh sakin ga or na he is ko learn kar ka trading kar sakin ga.
                          • #28 Collapse

                            gi ha forex per kam ka liya app ka pass qualification ka hona zarori h< is sa app ko maza bhi aya ga or koi bhi masla nahi ho ga
                            • #29 Collapse

                              qualified honay ki zarurat nai hoti, forex k liye zaruri hai k ap ko knowledge ho computer aur internet use krnay ki, agr ap computer aur internet asani se use krtay hon aur smjh sktay hon tou ap ye kaam kr sktay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Kissi bhi kaam ko seekhnay kay liye kutch zaroori requirements hoti hain jin ko follow karna bohat hi zaroori hota hai.Aur meray khayal say Forex kay business main working karnay kay liye humain kissi khas qualification ki zaroorat nahi parti. Sirf humain thori si english main maharat ho aur market ko samajh saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X