Forex mn learning end kbi ni hoti ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

    G bilkul theek keh rahy hain forex main koi b learning end time nahi hai kyu k is main kuch na kuch new ata rehta hai aur market ki movement b change hoti rehti hain jis k liye learning bahoot zaroori hai jitni hum learning karty hain utny hum kamyab hoty jaty hain kbhi b learning k stage end nahi hota hai is liye hume chahye k mehnat karain aur apni learning k liye time nikalain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

      g han forex ma learnuing ka end kabi be ni hota ha iss lia hmmya iss ma bohatzad learn krni chahay na kaa hmm thora bohat learning ka sath ik acha treader banan ki sochay ik acha treader kabi be apni learning s-kill ko ni shorta ha iss lai hmya be a cahahy ka hmm be acha treader banan ka lia apni learning ko hmasha jaeryae rakhay or agay barhtya jaya
      • #18 Collapse

        Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

        g han dear friend forex aik bahut bara business hae jis main pore duniya ke log kam karte hain to yeh aik wasih business hae is main knowledge kabhe khatam nhe ho sakta hae to is liye hamencahiye ke hum forex main zayaad se zayaada learning karen or apnea knowledge new members se lazmi share karen
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

          Dear friends g bilkul forex ak bht bara business ha is mn bht kaam ha is lia learning kabhi katam ni hoo sakti ha is lia agar aap ko successful hona ha to forex mn ziada sa ziada learn Karen jis sa ap ka knowledge mn izafa hoo ga

          اب آن لائن

          Working...
          X