Forex mn learning end kbi ni hoti ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mn learning end kbi ni hoti ?
    Dear members forex trading market mn ap jitna bhe lniwledge ya learning hasil kr len ap ki learning end ni hoti qk forex trding aik bahut he waseeh bussniss hai aor ap as ko jitna ziada learn krty rahen gy tu tab he ap ko kamyabi mily ge as liay forex trading k baray mn hamsh learn krty rahen qk baz time aik senior aor expert traders bje kisi junior sy kuch na kuch zarur learn lrta hai as liay as mn learning hasil krny ki koi end ni hai aor as ko ziada sy ziada seekhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

    forex trading aik wasee business ha is mn expert trader bnana k liay bahot mehnat krni prhti ha aik achha trader forex trading sa jitna bhi profit hasil kr ly khud ko kbi expert naen smjhta aur hmesha learning proses ko jari rakhta ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

      Gee haan forex mein aap jitna marzi aye seekhtay jayain iss mein kabhi aap ki learning khatam nahin ho gi kyun kay learning ka end kisi bhi shobay mein nahin hai aap jitna perhtay jayain gay aap ko knowledge kam hi lagay ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

        G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hum jitna ziyada work karte han hum utni achi earning hasil kaerte han our sath main learning bhi hasil karte han kyon k forex aik aisa business hai jis main achi earning k sath achi learning bhi hasil karte han is liye forex main hamein ziyada se ziyada work karna chahiye jis se hamari learning increase ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of knowledge or learning ke zarorat hoge q ka ager hamara pass lot of knowledge or experience hotaa ha to per hum ko lot of earning hotee ha laken ager hamara pass lot of knowledge nhi hotaa ha to per hum ko loss he hoga...........
          • #6 Collapse

            Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

            Dear friend mere Khayal see forex trading men hamesha larning ki zaroorat rhegi kiun key har field men new techniques ki gunjaish rehti hai forex trading men hamesha larning ko improve karne ki koshish Karen kuin key Forex mn learning end kbi ni hoti
            • #7 Collapse

              Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

              G dear forex trading ek samandsr hay our is may aap kabhi be hundred percent expert nahee ban sakhthay aap kahe na kahee mistake Kar dathay hay jis ke Waja say aap Jo loss ho jatha hay is liay is liay hamay chahiay ke is business Jo ziada say ziada study karay our apna knowledge Increase karay kionka jithna knowledge ziada hoga uthna loss k chances Kam hongay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

                G han aisaa hai jaisyy forex mareektt main earning ki koi limit ni hai wasyyy learning ki bi koi limit ni hai forex trading boht bara busnisess hai is main ap.jitnii zaidaa apni learning ko strong kartyy hai outnaa hri forex markeet main earning ko bi increase kar sktyyy hai...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

                  Ji Haan aaap Ne BiLkul Sahii Kahaa Hai FoRex Aik bhoT hii Waseeh BuSsiness hai Or Is main hum jiTni Learning kaRen kam Hai Q k iS Min itNay Zyaada opTions hai k HumEn RoZana Aik Nayi Cheez Seekhnay ko milti Hai or FoRex Main leatning k Baghair Kaamyaab hoNaa bhoT Mushkil Hai isliYe KoShiSh Karni Chaahiye k Markdy ko Zyaada se Zyaada tiMe DeN Or Seekhnay Ki koShiSh KREN....
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

                    g han forex trading aik bohat hi wasi business hai is me hume bohat kuch learn karna hota hai us ke bawjod bohat kuch rah jata hai hume is kam me bohat mahnat karni hai phgr lkahi ja kar hum is kam ko kar sake gy or hume is kam ka faida ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

                      Learning ka koe b end forex mey nahi ha forex mey ap rozna new chezen sekhtey ho ap koch na koch learn kertey he rahtay ho asa nahe k ap kaho ap ki learning khatam hogai ha rozana new chezen ajay gi samnay new information aor knowledge milay ga experience new hota ha eslye koi end nahi
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

                        G dear friend aapne bahut acchi baat ki hai ke Forex mein learning ki Kabhi end Nahin Hoti aurain ap ke bt se agree karta hoon kyunki forex form 1 international online aur bahut waseh business hai ismein lakho apradh kaam kar rahe hain aur hm jitna he post aur thread karenge utna hamara knowledgeain izafa ho ga is main ham bahut zyada Sikh sakte hain forex form par kaam karta Hain Tu Mari learning mein izafa hota Jayega
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

                          forex forum members learning kabhi bhi Kam nahi hoti aur naahi iski Koi had Hai Jahan se bhi learning hasil ho sakti hai ki Jaye lekin yaha khatam hone wali nahin Hai isko kahin se bhi hassil kar sakte hain forex forum online Google par YouTube par aur kahin bhi aapko Jahan se learning milti hai forex foreign key learning hasil Kare aur senior member or expert Ada se mila nahi kar sakte hain aur knowledge Le sakte hain Pakistan forex form par bahut jyada knowledge aur learning
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

                            Gee haan bhai learning ka end kisi bhi subject ya business mein nahin hai aye din naye naye cheezain aati rehti hain tou knowledge bhi barhta rehta hai aap apni koshish jari rakha kerain aur learning kabhi na chorain jitna zayada aap kay pas knowledge ho ga aap ki kamyabi kay chances bhi zayada hoon gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mn learning end kbi ni hoti ?

                              g han bilkul sahi forex ma learning ka kabi end nahi hota is ma hum jitna learn kere ge utna hi earn kere ge forex ek asi trading ha is ma hum jitna learn kere hamara hi benefit ha or agr hum learn krna chor de ge to hamara hi nuksan ha is liye koshish jari rekhen or mehnat se learn kerte rehe wese bi insan sari zindagi learn kerta rehta ha is ma hamara hi faida ha learning ka kbi end nhi hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X