kya stop loss zarory hota hai trading main
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

    Good morninng Friends .........
    Stop loss nahayt se ihm hota hain Trading k liy aor agar ap is mein stop loss use kar te hain to apka account wash hone se bach jata hain uar ham ko is mein stop loss use kar te hain to ham ko is mein kamyb ho skte hain aura agar ham is mein stop loss use nahi kar te hain to hamara account wash hone se bach jata hain is liy ham ko is mein stop loss use karna chaiye is mein ham ko stop loss ihtyt se use karna chaiye stop loss k baghir ham ko is mein tarde nahi karna chaiye aur ham ko is mein ache se lagan chiye tab ja kar a is meuin kamyb ho sakte hain aur is mein earn kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

      DEAR main ap ki bat se sihmat hon aor as business main ham jitni menat krte ein utni hi kam hai menat krni hai tu phr hume as main dil laga kr kam krna chaiye daily menat krein ur is main ap daily eraninig kr sakte hein market main hume har roz new experince hasil krna parta ha kameyab hone kee liy hamei trade karte hoe stop loss ka zaror hi use karna chahiy
      • #18 Collapse

        Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

        Dear friend aap ne bilkul theek kaha ke Forex trading main stoploss bahut hi important hai Agar Jab Tak Hum trading Mai stop loss use Nahin Karenge tab tak Hum profit nahin kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

          Boss aap ki baat belkul durast hai aur zindgi ka kio b shoba ho ham ko as mien plan karna hota h agar hamara plan mazboot h tu ham as mien her bar kamyab ho sakte hien aur agar hamara plan mazboot nahi h
          tu ham as mien apna nuqsaan ker sakte hien aur kio b as mien apna nuqsan nahi kerna chahta h
          as lyee ham ko as mien her bar aik proper plan aur mansoba bana ker as mien kaam karna hota h aur ham ko as mien apne lyee her bar achi kamaee kerna hota h aur khud ki zindgi ko asan karna hota h aur ham ko stop loss b zaror astmal karna hota h.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

            ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Hamen stop-loss ka istemal Jarur karna chahie Kyunki jo bhi stop loss ka istemal Karte Hain vah Kabhi Bhi Na Kam Nahin hote hain aur jo bhi unhen nuksan hota hai vah apna nuksan bahut hi jaldi recover kar paate Hain isiliye stop loss istemal karna chahie thanks

            اب آن لائن

            Working...
            X