kya stop loss zarory hota hai trading main
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya stop loss zarory hota hai trading main
    sir agar as main stop loss zarory hai agar zarory hai tu as ke bare main share kare ta kee hamein bi new members kio as kee bare main pata chal sake kee as main kya karna hai
    PAK ARMY ZINDA ABAD
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

    Dear brother forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k seniors traders ko issi waja se loss kam hota hey kiun k woh stop loss ko use kartay hen stop loss iss liay zaroori hey k loss ko aik jaga fix kar letey hen jiss se account bhi safe rahta hey aur loss ko kam se kam kartay hen jiss ki waja se loss ko aasani se recover kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

      dair forex memebr mein to is k bare mein ye kahoin ga stop los agr ham lga lein to acha raeh ga kuin k agr ham sl ko use krien ge to is se ham los se bch skein ge or markeet ko chek kr lein agr zyada khtra nai h to phr sl ko use na krna hi behtr ho ga kuin k markeeet wapisd ane k chance hote hain is lye markeet ko chek kr k phr dekh lein lgana ho to lga lein sl
      • #4 Collapse

        Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

        g bhai jan stiop loss trading men bhot zroori hy kun ager ap koi bhi trade open kerty hain chye apka analyssi bhot acha he kun na ho to kbhi kbhi markete acank crash hoti hy tio is wjha sy appka account wsh hony ka khtra hota hy.isliye hmen is khtry se bacny kaily stop loss zroor lagan chye.
        • #5 Collapse

          Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

          g haan bhai jan apne hek kaha k Stop loss main calculated loss hota hai jis ko ham easily recover ker sakty hain lekin agar hamara stop loss hit ho jaey tou dobara koshish kerni chahiay ky same pair main trade open na ki jaey ky hamain market ky behavior ka sehi terha sy idea nehi hota aur ham dobara loss ker dety hain lekin stop loss lagana bahot zaruri hai ky bary loss sy bacha ja saken
          • #6 Collapse

            Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

            Stop loss na bhi lagayen to koi harj nahi hota lekin jab ap chahtay hain k apko kam loss ho to ap stop loss laga len us se apko faida ho ga or jaha tak stop loss ho ga waha pe ruk jaye ga or mazeed loss se ap bach Jayen gay,
            • #7 Collapse

              Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

              G Han dear Agar kamyab trading krna chahty hain to stop loss lazmi istemal kren kyun KY stop loss humen kisi bhi bare nuqsan se bchata hai aur hmare account ko safe rakhny men important role play krta Hai agar Hum stop loss istemal nahi kren ge to humen loss ho sakta Hai aur hmara account wash ho sakta hai aik kamyab trader Kabhi bhi stop loss ky bgher trading nahi krta Hai.
              • #8 Collapse

                Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

                Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend agar ap trading mein loss sy buchna chahtay Hain tou iss k liye stop loss zaroor lagana chahiye iss trha hamain trading mein loss bhi Kam hota hai Orr hamara account wash honay sy buch jata hai Orr acha profit bhi haasil hota hai lehaza hamain chahiye k hum stop loss zaroor use karain
                • #9 Collapse

                  Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

                  Stop Oss FoRex Trading Main Zaroori Nhi HoTaa Or Naa hii Take ProFit Ka opTiOn Zaroori HoTaa Hai humEn Yeh hamari mRzi py DepeNd KaRtaaa Hai Agar Hum Chaahen To Stop Loss Lagaa saktay Hin Or Chaahen to Naa LagaaEn issi Tarhaa tp Bhi Hamari apNi MaRzi Ki Baat Hai Lekin aagr doNo Options Use kiye Jaaen To humaara Account Kaafi SeCuRe ReHTaaa Hai....
                  • #10 Collapse

                    Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

                    yes dear stop loss bhot he ziyda zarori hain stop loss k bina trading hoti b nhe hain agar koi stop loss k bina trading karta hain tu thora bhot profit k baad account wash kar dete hain stop loss bhot he lazmi hain stop loss k bina trading nhe hoti hain agar acha balance hoga tu again trading kar skte hain is liye stop loss lazmi use karna hota hain apne account ko trading karne k liye
                    • #11 Collapse

                      Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

                      Asalam u alaikum dear sir mere Khaiyal se forex trading men stop loss both zarory hota hai agar ham stop loss na lagen to us ki wohi example hai jesy gR ko lock kiye Bagair kahin jna hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

                        g han stop loss boht zad faid mand rahta ha forex traeding ma hmmya is sa kafi zada faid mand sabat hoo skata han ahmmya chhay ak hmm iss ma bohat zada mehanf kr sath kaam krya or bohat zada ach tarika sa treading kr skay or hmmya bihat zad ach earn ken ka lia bihtzbada mehanat krna ki zerorat ha takay hmm iss ma bohat zada agay jaa sky hmmy mehant sa he kamyabi hasaal ho skya gi hmmya boht zada kamyabi ka lia bohat zada mehant ki zerort ha
                        • #13 Collapse

                          Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

                          yes sir belkul forex mien stop loss bhut he zarori hota hai or hamain as mien aa ker her bar jab stop loss or take profit lagy hoty hien tu hum as mein aa ker tension free ho jaty hien q k as say hum ko fikr nahi hoti hai or hum ny in o use ker k as mien khud ko big loss say bachana hota hai agar hum as mien aa ker stop loss ko use kerty hien tu yeh jab hit hota hai tu hamain as mien extra loss nahi hota hai or hamara account safe rah jata hai or jab hum take profit use kerty hien tu hum as mien aa ker as mie earning hasil ker sakty hien as lye hu ko as mien aa ker bar kam karna hota hai or hamain in say faida hasil karna hota hai as tarah hum khud ko loss say safe rakh sakty hien.
                          • #14 Collapse

                            Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

                            stop loss lagana buhut zroori ha agar hum stop loss nahi lagayengy our market ki movement opposite chali jati ha to huamara acount wash kara sakti ha agar hum na stop loss lagaya hova ha to kam sa kam ye tension nahi hogi k acount wash ho jayega thanks very much
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kya stop loss zarory hota hai trading main

                              Dear forex trade aik aisa business hay jis may ham apny ghar may he baith kar online hony say earning kar sakty han is trah aap apny business ko time dainy k sath apni family ko bhe pura wakt day sakty han is may age aur gender ke koi pabindi nahe isy har trah k log join kar sakty han is business may aap earning k sath learning bhe karty han aur apny knowledge may izafa karty han is lye stop loss use karna hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X