Greed is curse.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g bilqul bhai greed nahi karni chahiye aur khas tor per forex trading mein tau bilqul b greed nahi karni chahiye kyn k greed karne se koi faida nahi hota bus nuqsaan hi hota hai. is liye order us waqt lagana chahiye jab market ki position theek ho aur aap ka mind satisfied ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Greedy is curse in this business and it is very bad habit which destroy your business and you loses your hope and do not come again in this platform and make more amount in it.
      • #63 Collapse

        is main jo b lalach krta he main ne usko is main se loss hoty hoe hi deekha he lakin ye 1 insaani fitrat bn chuka he hum is ko chorr nahi skty or bhai jan apki baat thk he k is main greed bht buri cheez he or aghr hum is main greed krty hain to humain is main bht sara loss ho jata he phir is main hmary pass ofsoos k siwa kuch nahi bchta phir
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqas0123 پيغام ديکھيے
          Greediness bhut buri cheez ha aur is business may is koe importance nai ha. is leay hamay har order us waqt place karna chaheay jb hamara concept clear hu.
          forex aik asa business hy jis main greed ki koi jagah ni hni chaye agr ap greed kro gy to ap ko bht loss ho ga or business main greed ni krni chaye hummy step to step chalna chaye or greed sy bachna chaye yea aik bht buri cheez hy
          • #65 Collapse

            This is business of happiness ,hopes and emotions. Our emotions are the result of our wrong judgement of the market and if we like to earn money and get profit if we not do trading under the influence of greed. Greed is that possible situation which try to convince us to get huge amount of money and huge profit is possible. When we do trading with the logical calculation of the situation of the market we earn money and get profit. Profit is the outcome of our calculated move here.
            • #66 Collapse

              never think u will make double your equity or balance in one day what u earn its your what you lose it ill not come back same day u have to pataince and wait for good move then enter yoyr trade do not be greedy in this market other wise you ill be always looser
              • #67 Collapse

                greed is curse es main koi shuq nahee jo bhe koi kaam kia jaay os main laalach aa he jati hay magar laalach say buchna chahiay taakay nuqsaan say bacha jaa sakay
                • #68 Collapse

                  g han bahi jan ap bilkul sahr kah raha ho kyo ka mara khyal yah kahta ha kah jab bah ham ko yah kam karna ka bara ma bohot achi kam lag raha ha jaha tak amh as ko janta aya ha askam mah.
                  • #69 Collapse

                    han g bilkul waqai me greed aik curse hi hy q ke forex ke institution me loss ki main waja aik hi hy somotime hamary pas acha knowledge AND ALSO experience ka hoty hony ke bawajood hum isme greed ki waja se isme loss ker bethty hen
                    • #70 Collapse

                      Asallam o Alekum , g haan my dear brother apki baat 100% durust hai aur isi cheez ka afsos hota hai jab loss ka samna karna parta hai , forex isi saal dekheygey agar samjh na aya tou bye bye
                      • #71 Collapse

                        g bhai jan mein b ap se recognize krta hoon greed ek curse hi hai agar koi trader trading mein successful bana chahta hai in order to you ko chahiye k woh greed jese curce se bachein or perhaps ek achey or even successful trader ban sakein
                        • #72 Collapse

                          Asslamualikum...bhai forex trading mein hmein hmesha greed sy door rehna chahye...hmein aik achy trader bnny k lye zaroori hai k greed ko side pr rkh dien or basic rules ko achy tareeqy sy follow krty hoey eaern krein....is sy hmein lose kam sy kam hoga or profit ziada hoga ...greed hmesha insan ko khrab krti hai...hum hmesha sy sunty aa rhy hein par amal nhii krty
                          • #73 Collapse

                            app ki iss baat se main itfaq karta hoon kay greed buree chez hay main ne jab bhe essa kia tu long term intezar karna para ya phir kuch loss bhee huwa is leye iss se bachna chaye
                            • #74 Collapse

                              no doubt that greed is curse but this market is so chrizmatic no one can save oneself from greediness in this volatile market. lakin agar ap is market say khuch earn karna chahtay hain tu ap ko apni greediness per control karna ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ji bhai ap sahi bol rahy ho jab tak hamara concept clear nahi ho ga ham apni trade main kamyab nahi ho sakty is liyea greet nahi karni chahiyea bul k phly market k trend ko samajh kar hi hamain trade ko open karna chahiyea without trend ka hamain loss hi ho ga na k profit.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X