Greed is curse.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Bro main is main kafi knowledge hasil kar chuka hun but mujhy abhi tak ya nahi pata chala k YA Greedy kia is ko kis liya USe nahi kia jata hai .
    I Neend Good friends............ :confused:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g han bilkul mein ap ki bat sy agree karta hn agaar kisi ny trade mein kamyab hona hy to sbg sy pehly trade karty waqt greed ko aik side par kar k phr karni chahiye
      • #108 Collapse

        mein b ap se agree krta hoon greed ek curse hi hai agar koi trader trading mein successful bana chahta hai to us ko chahiye k woh greed jese curce se bachein or ek achey or successful trader ban sakein
        • #109 Collapse

          greed aik esi cheez hay jo insan ko hamesha nuksan deyti hay agar ham greed karain gey to hamain kabhi faida nahi hoga kiun kay forex main hamain apni emotions ko control main rakhna hota hay
          • #110 Collapse

            g bilkul waqai me greed aik curse hi hy q ke forex ke business me loss ki main greed ki wajha say hum apnay kam par pori tawajah bhi nai day
            • #111 Collapse

              yesh i agree.. creed is a curse.. humein kabhi bhi lalach nahi karni chayein kahi bhi.... cuz kixxi ko bhi wo shaks nahi pasand ata jo lalchi ho.. aur wo shaks hamesha nakami hi pata hai har jaga phr
              • #112 Collapse

                forex main kabhi bhi greed nahi karna chahie kun ke ap forex main jitna zyada greed karen ge ap ko forex main utna hi loss ho sakta hai is lie ap ko kabhi bhi forex main greed nahi karna chahie
                • #113 Collapse

                  Greed hamsha es karobar min humin loss hi deiti he hum es karobar ko samjh kar karin to hum es karobar se kafi bari earning bhi kar skate hin hum es karobar min greed se bachin to humari kamyabi yaqeeni ho jati he. Greed humin deikhati he k hum jald az jald ameer ban jaein magar eisa hota nahi he.
                  • #114 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha is business me lalach buri bala ha hmen kabhi bhi is business me lalach k sath kam nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm lalach k sath kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha is business me
                    • #115 Collapse

                      G han appp ne sahi kaha ha me app ki baat se agree karta hn is business me lalach buri baala haa hm kabhi bhi is business me acha profit lalach rkh kar nahi hasil kar sakty hain isi liye hmen chahye k hm is business me lalach ko hmeshah khtm kar k hi is business ko kareen
                      • #116 Collapse

                        Greedy is the bad skill on the Forex market and we can never success in the Forex market, if we are follow the greedy.
                        In short we can say that the greedy end mean losses the money and no earning.
                        • #117 Collapse

                          Assalam o alaikum g g bhai g aap ki bat bikul darust ha k is ma gareet ka hona bohat zaroorat ha warna hum har bar hi lost krty rahy gay or hum itna lost kr jaeny gay k hamari soch sy b zeada ka lost ho jay ga so carer fully use it
                          • #118 Collapse

                            g han bhai jan ap nay thik kaha hai ki forex main greed karna buri baat hai humain greed nahi karni chahiay q kay greed karny waly log humaisha forex main loss karty hain un ko chahiay kay forex main aur ziyada mehant karay aur apna profit hasil karain.
                            • #119 Collapse

                              ma ap ki baat sy agree karta hu hamay soch smj k trading karni chae ha .aur trading karty waqt hamesha positive aur full confidence sy trading karni chae ha .aur forex ma to hamesha greed sy bach nae ha .kiu k greed ki waja sy ap ko bara loss ho sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Greed is a curse so do not run only behind profit blindly,make a plan before open your trade then move accordingly in any case instead of diverting your attention.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X