trade in one pair vs trade in many?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    dear sir i think trade main jeet maany people hi ki hogeku k one pair insan k liye kam hain hai lakin agar many people sahe work karen karen tabhi apna kaam pora kren gy aur jeety gy nahi to one pair hee apni mehnat se jeetay ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      in my opinion trade in one pair best hai except than many jo pair apko suit kr jae aur jis ki market achi ja rhi ho ap os ki trade kro achi earnings hoon gi,means thandi kr k khao yeh na ho munh jal jae so es liye pair trading is best than many
      • #138 Collapse

        g main yahi kahunga k ek hi pair main apko knowledge nahi karni chaheyh balkey sare jitny pairs hain sab ko samjna chayeh ta k ap profit zyadaa se zyadaa kar saku baaz time ek pair main achi trade nahi banti haftu haftu tak islye apko jitn b pairs hain sab ki study karni chayeh
        • #139 Collapse

          i think ke newbie ko chahiye ke aik waqt me aik he pair per trading kare then us ke baad kisi or pair ki taraf barhey or jo is business me purane hoty hain or jin ko is ka thora bohat experience hota hai woh is business me multiple pairs per bhi aik waqt me trade laga sakty hain .
           
          • #140 Collapse

            trade in one pair is batter because when you will follow only one pair then you can learn all about this pair but when you will follow more pairs then you have need for learning about these all pairs that is tough then learning about one pair so trading in one pair is batter..
            • #141 Collapse

              well mai zyada to is bary mai nahi janta lakin mai khud jo trade krta hn wo mai pairs mai krta hn aur mjy is ka kafi dfa faifa bhi ho jata hai lakin kabhi kabhi apko single trade mai b boht faida hota hai to ye ap depend krta hai k ap konsa acha kr lety hain
              • #142 Collapse

                agar apke pas acha knoweldge aur experience he to phir aap is main many pair par bhi trade kar sakte hain aur agar apke pas acha knoewldge aur experience nahin he to phir aap is main just one pair main hi work karen to acha hota hey.
                   
                • #143 Collapse

                  Well, ager aap achay trader hain tou yeh kehna mushkil hoga k konsa pair acha hay or konsa bura kyn kay opportunity dekh ker trade open kerna perti hay or yeh opportunity aap ko kisi bhee pair per mil skti hey, jis pair per aap ko faid nazar aaye aap zarur trade lagaen kisi aik pair tak khud ko mehdud na rakhen.
                  • #144 Collapse

                    mere khayal mein agr ap zyada pairs pe trading krte ho tu phr ap ko zyada benefit hota hai kyo ke, agr ap restricted ho ke mein sirf ek ya do pair use krta ho tu phr ap ka profit limited rehta hai, zyada pairs pe opportunity zyada milti hai aur profit kamane ka acha muka milta hai, sare pairs pe market volatile nhn hoti kafi time market sideways chalti hai jis mein ap ke lye trade krna mushkil hota hai
                    • #145 Collapse

                      mere khayal me trading one pair me ki jay to zada behtar hy ku key is se apka capture loss kum hota hy or apko profit bhi zada mil jata hy .
                      • #146 Collapse

                        dear app ko all pair ko join karna chahiye lakin wo us waqat jab app forex main mukamal intelligent nai ho jaty, ager app new member hai to apko just ek pair ko hi lay kar trading karni chahiye.
                        • #147 Collapse

                          meri hud experience yahe hy k humy single pair pe at a time ya mostly trade krni chahey. Q k us se focus bhe ziada rehti hy ek pair par oor ap uske market ko asani se analyze kerty ho. so handle krny me bhe per asani rehti hy...
                           
                          • #148 Collapse

                            its depend on forex market ap aik se zyada pairs mai bhi aik sath trade karsaktay hain zyada pairs mai trade karnay se ap multiple profit bana saktay hain
                            • #149 Collapse

                              agr ap forex ma trading karty hai to ap apni marzi sy trading kar sakty hai es ma koi muskil nhi hai ye aik best business hai or ap aik sy zeyda pair pe trading kar sakty ho or acha earn kar sakty ho
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                forex ma koi trading karny ki limit nhi hai es ma ap apni marzi k pair sy trading kar sakty ho or ap acha earn kar sakty ho es ma koi muskil nhi hai ye aik best way hai earning ka ap 2 pair sy bhi trading kar sakty ho
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X