trade in one pair vs trade in many?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dear i think that we should trade in one pair instead of trading in many currency pairs and i think that forex trading is the best bsuienss and we all should join forex trading to take more an d kore profit from forex trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jee app ko kisi bhi time main aik hi kam ko karna chahaye aur app ka js currency apir main acha experiene ho je is ko hi apni trade main use kare ya agher kiis ho ko use karna chahte hay tu si ko phir achi tarha se demo per earning ke liye samaj le .
       
      • #93 Collapse

        dear main to aap ko yehi mashwara doon ga k agr trading krni hai kisi b pair main dil kary to karo lekin aik ya do sy zyda pairs na rakho kiun k zyda ki learning mushkil hoti hai. so aap aik ya do he rakho pr un ki learning achay sy karo taa k aap ko faida dy. wessy to world main sb sy zyda famous pair to euro usd hai.
        • #94 Collapse

          forex marekt men buhat sari currencies hain jin per ham tading ker sekty hain or isi se hamain profit bhi milta hai or loss bhi hota hai is ley forex men ager am 1 hi pair ko trading kerny k ley use kerty hain to hamain is per acha control mil jata hai or ham good trading ker lety hain.
           
          • #95 Collapse

            b bhai agar ap slow trading kar rahy hauin to ap ko chahye k ap EUR USD pair ko chosse karna chahye q k yeah aik bohat acha pair ha jiss mein profit k chancess ziada hotay hain aur agar ap aik say ziada pairs use karty hain to us mein cross trade ho jata ha jis k natijy mein hamen loss ho jata ha
            • #96 Collapse

              forex trading main koyee pabande nahee hain k app is main ek pair main trading karty ho yha pir app is main bohat si pair main trading karty ho . buss app ko forex trading main agar app ko acha experience ho tu app is main kisi be pair main kaam kar sakty ho . or agar app ko forex main expereince nahee ho tu app is main kisi be pair main kaam karo app ko profit nahee ho saktha hain
                 
              • #97 Collapse

                ik time main to ik he pair main kaam karna chahiey.main to ik pair main he kaam karta hun ik time main or kush din kaam karny kay baad main new pair main start karta hun.is tarah is time main 4 pairs main kaam kar raha hun.
                • #98 Collapse

                  i think yeh us waqt market ki condition ko dekh kar hi banda trade laga sakta hey aur main samjhti hun keh agar hum forex main many pair par trde kartey hain to yeh ziada acha hota hey because agar aik pair loss main hey to dusra profit main ajata hey aur is trha se hum acha profit hasil kar lete hain.
                   
                  • #99 Collapse

                    ek say zyada pair mein trade karna zyada profitable hoga coz agar ek pair say apko faida nahi ho rha to dusray say kuch na kuch mil hi jayga. so behtareen pair search kar k us pe trade karain.
                    • #100 Collapse

                      meray ek bhai nay pehlay b ye sawal kya tha aur me nay usay jawab dya tha k sub say best pair eur/usd hai.ku k is me changing bhot tezi say aur bhot juldi ati hai.hum kam wakt me zyada profit hasil kar saktay hain.
                      • #101 Collapse

                        I think we should trade in one pair to go with, in beginning I would never advise the traders to trade in multiple currency pairs but stick with one pair and strengthen their analysis in the specific pair because if they go for more pairs due to greed they would definitely be in loss.
                        • #102 Collapse

                          trade ap jb b kre to aik hi pair per kre is sy ap ko kbi loss ni hoga kiyun k ap ko pair ka pta hoga k yeh kha tak or kb tak movement kerta hai din main or yeh ap ko kb tak profit deta hai
                          • #103 Collapse

                            han g ap eik pair se dosre pair mein bi kam kar skte ho but agr ap ke pas enough knowledge and enough experience hai to ap is mein buht acha kam skte ho
                            • #104 Collapse

                              main sakjhti hoon keh eyk hi pair main trade karna zyda behtar hai different pairs main trading karny sy because jab hum eyk hi pair per apni tmam twajah markooz karty hain to prediction asan ho jati hai or ham asani sy tade kar sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                                ap khyal ma kon sa best ha or keww
                                i will prefer the trade in the one pair i think the trading in the one pair is the more profitable and the more easy then the many pair so that is why we should trade in the only one pair EUR/USD that is the good for the all the new and the old trader as well
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X