Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.
    Dear all Pakistan Forex Forum members Assalam o Alaikum umeed kerta ho k aap sub members khairiat se honge Ameen: Dear all jaisa k hum sub log Forex Trading me kaam karete he or hamen pata he k Forex Trading k software MT4 me kuch tools use hote he jin ko use ker k hum log apni trading ko kuch aasan bana sakte he us me jo indicators hamen un indicators se madad leni chahiye or us k mutabiq trading karni chahiye: Indicators me se aik indicator Relative Strength Index (RSI) hota he jis ko use ker sakte he jab aap software open karte he to us me aik oper left side per INSERT ka option he jab us per click karenge to to aik list open hogi us me sub se pehla name indicators ka aata he us per click kerne se aik or list open hogi jis me OSCILLATORs me ja ker weha se aap ne Relative Strength Index open kerenge or aik window open hogi us per ok ker dena he jab ye open ho jaeiga to chart me neche left side per RSI likha hoga or aik blue color ki line open ho jaeigi, RSI k sath kuch numbers show ho rahe honge jab wo numbers 70 se oper chale jaein to weha per hum log sell ka Trade open ker sakte he or jab wo numbers 25 se kam ho to weha per hum log Buy ka trade open ker sakte he. Dear all aap sub log RSI ko use kia kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

    G bhi ap ne RSI ko bari tafseel k sath install se ly kr end to brief Kia a, me ye manta hoo koi b indicator a to Ap us se help ly skty hain us se trading ni kr skty jesa k lazmi ni k rsi 30 ya 70 pr gai a to phir us k reverse trade lga do aksar 30 aur 7 ko b cross kr jati a trading k liey hr cheez ko dekhta parta a aur indicators ko as a technices use Karna chie
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

      G bhai aap ki sharing zabardast hai indcators trade karnay main helpi g tools hotay hain jin ki madad le k hum overbought ya oversold ka andaza lagatay hain aur trade ko mazeed confirm kartay hain . indicators ki madad se baaz dafa achi trade mil jati hai .
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

        dear ap nay barri tafseel say yeh baat samjhai hay jiska main aka shukria ada krta hoon ,yeh baat theek hay k forex aik online markeet hay jis main ham sab sirf aik computer ki help say he kaam kr saktay hain agar ham isay samjh saktay hain to kuch tools ki madad say he samjh saktay hain k konsa pair kahan say khan tak ki moovemnet kr sakta hay aur konsa indicator ya tool hamko is main kaisay help day sakta hay is liye indicator ko ham sirf ideas k liye he use kr skaty hain yeh koi perfect directions hamko nai samjha saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

          as mien jab ham kaam kerte hien tu log kehte hien k ham ko signalsmil rahe hien magar mien as mien signlal ko nahi manta hun aur mein as mien as baat per yaqeen kerta hun k jetna ham as mien khud sy acha fesla ker sakte hien kio aur as mien fesla nahi ker sakta h as lyee ham ko as mien khud sy analysis karna hota h aur ham ko as mien soch samjh ker bad mien trade karna hota h jab ham as mien dosro sy signals lete hien tu ham as mien her bar apna nuqsna ker sakte hien as lyee ham ko apne aap ko as mien nuqsan sy bachana hota h aur ham ko as mien kaamee kerna hota h as lyee her bar mien forex mien signals nahi leta h aur mien as mien khud sy trade ker leta hun.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

            Gee haan forex mein indicators ko lazmi use kerain iss sae humari trading aur achi ho kaye gi forex Trading me kaam karete he or hamen pata he k Forex Trading k software MT4 me kuch tools use hote he jin ko use ker k hum log apni trading ko kuch aasan bana sakte he us me jo indicators hamen un indicators se madad leni chahiye or us k mutabiq trading karni chahiye aur indicators ki madad se baaz dafa achi trade mil jati hai .
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

              G belkul aisa he hai app nai buhut achai say samjay hai ye post khas Kar new logo ke let buhut faydamand hai lekin Mai aik bat kehna chahunga ke hamai hamesha wahe indicater use karna chaye jiske oper hamai uboor hasil ho jise ham trade karna jantai ho.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

                Forex market main boht se traders ye Mana hay k humain indicators par zada trust nai karna chaiay kiu k ye humain kabhi bhi right trade nai btate aur in par trust Kar k hum Apna loss hi karte Hain lekin is market main kuch aese indicators mojod Hain Jin par hum trust Kar sakte Hain aur in k mutabik trades Kar sakte Hain jesa k RSI MOVEING AVERAGE Wagera rsi aik acha indicators gay aur ye humain achi trades Bata sakta hay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

                  Gee haan humain forex market mein indicators ko lazmi use kerna chahyea aur meta trader 4 mein hum trading kertay hain tou uss mein bhi bahut achay achay indicators maujood hotay hain agar hum kahin aur sae indicator lenay kay bajaye wohi indicators use kerain tou bhi humain forex mein bahut zayada faida ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

                    forex aik unique business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hamy expert ban ky indicators ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or profit gain kar saky gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading Me Indicators Ko Use kia kare.

                      Main ap ki bat say hundred percent mutfiq hon. kuch log indicators say thori si bhi help nahi letay. hala kay indicators trader ko lazmi koe ishara zaror detay hain jab bhi kuch honay wala hota hay. aur trader ko kabi bhi aik indicator use nahi kerna chahye. que kay aik indicator ghalat entry dey sakta hay. 2 say 3 indicator zaror use kernay chahye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X