*Success and failure both are depend on trader*
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Dear ya ak success full trader pay depend karta hy jo expert trader hota hy wo pahly market ki analysis karta hy aur ak trading plan bnata hy us hasb sy trade karta hy lakn jo new treader hota us ka pass knowledge nay hota wo jab bi trade karta hy wo loss kar jata hy us ki waja us ka knowledge hy agher wo bi pahly forex ki trening lay aur forex ko learn kary to new trader bi bi kamyabi sy trade kar saktya hy aur loss sy bach sakta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      kamyabi or loss dono ka zimedar ham khud he hote hain hamari trading he loss or profit ki zimedar hoti hai hamesha agar ham proper sahi se kaam karen or soch samajh kar trading dehan de kar karte jaen to kabhi bhi losses face nahi kar sakte hain jab ham careless hon ge or lalach me par kar kaam karen ge sirf us he time ham ko loss uthana pare ga .
      • #123 Collapse

        yes kamyabi or nakami hamri trade pe depend karti hai agr hum ashi trade karin ge to hum kamyabi hasdilm kar sakty han agr ashi trha trade nai karin ge to lazmi batb hai k hum ko nakmi ho gi....
        • #124 Collapse

          Belkol jee aap ki success ka fromadar aap ki business strategy aapki mehnat know pe depend karta hai uar aap k market experiences pe ussi trah aap k failure apki adam twaja ki waja b ho sakta hai dosra iss kam mai. Loss b ho jaya karta hai koshish jari rakhen mehnat karen kamyabi door nahi INSHAALLAH
          • #125 Collapse

            ji yeh humari trading per depend krta hai k hum kitny sucessful hai ya failr iss mein hum broker ko khali qaswoor nhi thera sakty iss liye apni ghltiyon ko sahi krany mein hi humary liye behtari hai otherwise humary liye time short
            • #126 Collapse

              app ke baat bilkul sahi ha ke forex trading tu aik business hai aur iss mai kmayabi aur nakami trader ke skills per aur uss kay trading decision per depend karte hai . iss liye traders ko chiye ke woh kamyabi hasil karnay ke liye mehnat karin tu forex trading mai kamyabi mil sakti hai aur ager mehnat nai karin gaay tu time he waste ho ga.
              • #127 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                app ke baat bilkul sahi ha ke forex trading tu aik business hai aur iss mai kmayabi aur nakami trader ke skills per aur uss kay trading decision per depend karte hai . iss liye traders ko chiye ke woh kamyabi hasil karnay ke liye mehnat karin tu forex trading mai kamyabi mil sakti hai aur ager mehnat nai karin gaay tu time he waste ho ga.
                gee bhai yeh bat to he keh trader ko forex trading mein apne experience se fiada milta he aur trader ko mhnt krte hien aur jo apne trading ke business mein sahih skills ka istemal krte hien aur apne business mein ache planing se apne trading krte hien woh apne trading mein hmesha kamaybe hasil krte hien aur un ke trading successful hote he
                • #128 Collapse

                  yes aap ne sahi kaha agar ham forex ko learn karne k baad kare to ham successful ho skate hain lekin ham main se ziada tar log without learning hi trading shuru kar dete hain aor fail hote hain ye galat hai first trading ko samajhne ki zaroorat hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #129 Collapse

                    forex trading mai profit b hota hai aur loss b. ham ko chahiye k ham forex trading mai mehnat k sath kaam ko seekhain taky ham ko trading mai profit he ho aur koi loss na ho. trader ko chahiye k wo demo account py b trading ki maximum practice kare.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X