*Success and failure both are depend on trader*
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    han bilkul sab ka sab trader per he depended hota hai is business me is lye mere bhai jan forex me kamyab hona bhi aap ke hath me hota hai or nakam hona bhi aap he ke hath me hota hai mere khayal se yahi cheezen aap ko is business me samjh leni chahiyen .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      jee bilkul aap pay depend krta hy agar aap mehnat kran gay or sath he aap practie or learing continue rakhan gay to aap trading main success hasil kr saktay hn warna agar aap practice nhe kran gay to aap ko failure ka samna bhe krna pady ga
      • #78 Collapse

        Ji sir aap ki bat bilkul durst he jo bhi trader agar pori tarha se forex ko sikh or samjh kar trading start kary ga wo profit Le ga or jo begher sikhay karay ga wo Los karay ga.
        • #79 Collapse

          hellow freind deako jasay ka hamy pata ha ka ham jo b kam shuru kry gay us ma agar ham mehnat nhi kry gay tou fail ho jay gay aur mehnat kry gay tou kamyaaab ho jay gay kkiu ka mehnat ma azmat ha aur hamay success hinay ka liye zada sa zada mehnat krni chaiaay aur hard working b krni chaiaya ta ham 1 achay trader ban saky.......................
          • #80 Collapse

            yeh bat tu ap ke sahih he success and failure trading ke apne ap pr hota he trader acha experience , knoweldge aur apne skills ka use krta he tu us ku trading mein profit hota he loss mein us wqt jata he jb wuh ghlt faisly krta he
            • #81 Collapse

              success ho sakti hey aur ap kay aik achay trader ban saktay hay aap ko chayie kay forex ko achi tarha say learn karay takay aap ka knowledge increase ho au raap forex say unlimited money made kar saktay hay yeh aik lifetime business hay aur woplrdiwde busines bi hay s
              • #82 Collapse

                Forex may success aor failure both he trader py depend krta hy,yh bot interesting business hy aor es may ham confidence sy kam kr ky behtreen earning krty hyn.
                • #83 Collapse

                  g han dost ap ny theek kaha hai lakin agar ap ko yahan pr koi bhe kam krna hai to ap ko yahan pr demo sy help lyni caheya q k ap ko sari help demo sy mil jati hai trade main ap ko agar news ka pta hai to ap ko yahan pr koi tension nahi lyni caheya
                  • #84 Collapse

                    bilkul expereence and sikll person dont do for3ex trading perperly and face to loss maximum trade
                    • #85 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha is business me success bi trader khud hi hota ha or fail bhi is business me khud hi hota ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen success b hasil hoti ha or hmen is business me failure bhi hasil hota ha isi liye hmen is business ko soch smjh k karna chahye
                      • #86 Collapse

                        g hain g forex amin hum koloss ebhotu hian aaurprfotibe hotu haisn is hum ko bhut kuchj saiknu ko miltu hains ismahum moeanrinagshal hotu haisn ismain hum ko bhut profitbe hotu haisn
                         
                        • #87 Collapse

                          loss hony ki kia kia wajoohaat hen
                          • #88 Collapse

                            ap ke bat thek hy k forex me success ya failure bandy per depend kerti hy ager wo hard working ker rha or forex ko sekh rha hy demo per khob practice kerta hy to wo aik din zaror kamyab ho ga ager wo learn nhe kerta to fail he ho ga na
                            • #89 Collapse

                              g ahin gfore xmain humko los ebhotu hain aur prfotibe hotu haisn is main hum ko eanringahsalhotuhaisn is veyr good bussien sahiasn is humjko bhut earning ahsal hotu ahisn is main hum kobhut kuchsaiknu ko miltu haisn
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                actually trading main loss kay and profit kay chances equal hoty hain aur is main fail hony ki reason traders khud hota hay kuinkay agr low experience and little knowledge kay sath trading ki jaye to phir failure hi hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X