market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    forex main sub sa zarorat cheez he market trend hai jis ke bunyad per app apni strategy banate hain.trading ma stress sa bachna chaheya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      g han main apki baat say agree karta ho agr ap is forex forum main treading karna chaty hay to apko is forex forum main treading karty howey trend ka khas kar k khyal rakhy ta k apko is forum main loss na ho aur ap is forum main say loss kiay bagir acha profit hasil kar saky aur is forum main kamyab ho saky..
       
      • #1218 Collapse

        ha jab aap forex me tarding karte hai to aapko trend ko samaj kar trade karna hoga agar aap wo nahi karte hai to aapko loss hota hai i sliye aapko forex me bahut hi hard work se pata chalta haiki forex me abih kesa trend chal raha hai i sliye aapko tarde nahikarna hai fore xme kam karna trend ke mutaik hota hai
        • #1219 Collapse

          Sab say safe trading market kay trend ko follow karty huway karnaa hay esmain humay loss ka risk kam say kam hota hay aur market humary trend main jo target hota hay usko achve kar leti hay.
          • #1220 Collapse

            jee hy sir ma apki baat pay gare krta ho sir baat ya ha kay agar ham market trend ko fellow krky tarding kty hy to hamay kabi bhi loss nai hota hy lakin uskay liye bs apko ziada say zioada mehnat krni chahiye tab hi ap kamiayb ho skaty hy
            • #1221 Collapse

              forex trading main market analysis sahe kar judge kar kai trading karna bohot important hai kyun kai forex ke market trend ko mind main rakha kar he hum appni trading ko sahe direction main le kar jasakte hain
              • #1222 Collapse

                Dear bro yeh bohat hi important han because agr ham aisa nai kary gay to is man hamy loss hi loss hoga or ham kuch bi nai krsaky gay or phir ham is ko leave krdy gay.
                • #1223 Collapse

                  ge bilkul ap ko agar trading men kamyab hona he to market trend ko to lazmi ap ne apne zhen men rakhna he tabhi ap sahi trading kar sakte hen.
                  • #1224 Collapse

                    market trend ko mind me rakh kar he trading kari jae to faida hota hai mere bhai kiun ke forex me trend ke hisab se he aap ko kam karne me faida milta hai is business me trend ke hisab se trading lagane me bohat profits kamaye ja sakte hain or trading successful rehti hai .
                    • #1225 Collapse

                      market trend ko mind main rkhy bgair ap trading kr e nhi skty ye aik bot important factor hai kun ky agr apko market ka nhi pta to ye aik bot risky bat hai
                      • #1226 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        market trend ki trader ki success ma kia ehmiyat ha?
                        app ne akk ashi baat ki he or me app ki baat se agree kerta ho kiun ke pakistan forex forum per app ko pakistan forex forum ke tredinig kerni ho gi markrt ka hasab se kiun ke pakistan forex forum per app ne je mind me rakhty hoye is per kam kerna he ke app ko pakistan forex forum per jeb markit bend na ;..
                        • #1227 Collapse

                          market trend kou mind mein rakh kar trading karna bht ipmrtnt hai agr ap inku apne mind mein rekhe gy tou forex mein trading bht earn kare gy agr nahe rakhe gy tou apku loss hou
                          • #1228 Collapse

                            Agar hum forex market kay trend ko zehan main rakh kar trading karen gay tab he hum profit earn kar sakty hay kyun keh jab hum trend kay against trade place karty hay to humay loss ho jata hay.
                            • #1229 Collapse

                              salam, bro baat he market trend ki or market k analysis ki hai, agr koi in ko nazar andaz kr k luck base per trade krta hai wo buhat nuksaan main jata hai, hmain market ka analysis kr k find out krna chaye k kia trend chl raha hai phir os hisaab se trade krain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                forex ma trading krna ka lea bht sara indicators ko mind ma rakhna parta ha kew k yahan market har wqt ak jasi ni rahti ya time to time time change hoti ha or kisi b wqt new trade lagana k sa phla ap ko cahea k ap market trend or indicators ko phla review kr lain to hamain mehnat say kam karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X