market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    yes brother me apke post ke sath eteefaq karta ho market ke trend ko apne pas zehen me rakna intehaye zaruy he gar ap market trend ko samj he payenghe to phr trade se apko profit he melghy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      yeah bht ziaada important hai kun k app ko market ka pta ho ga then hi app trade lagayein ge or app ko market ka barosa ho ga or apne app par aitmad ho ga then hi app profit pa saken ge ,,,,,
      • #408 Collapse

        asslam o alikum dear's forex market ma trader asy kamyab hoty ha.trading ma kamyab hony ky liye apko exprence our forex ky bary ma knowledge ke zororat ha.
        • #409 Collapse

          Jab hum market kay trend ko apnay mind main rakh kay trading kartay hain to humain loss kay chances kam ho jatay hain. is trah jo trade bhi lagai jati hay wo poray knowledge say lagai jati hay is liye profit bhi hota hay or apna bonus loss honay say bhi bach jata hay. Agar hum market kay opposite jayn gay to hamaisha loss hi othayn gay.
          Proud To Be a Pakistani ..
          • #410 Collapse

            bohat bohat he zarrori hai k market ku zehan mein rakh kar trade karna kiyon k market hemsha kud ku he dekhti aur dosra par etna zorr nahi deti market k mutabiq ap ku chalana parta hai
               
            • #411 Collapse

              dear forex mai agar ap kamyab hona chaty hai to ap ko market ka trend dekh kay hi kaam karna pary ga aus kay bad hi ap ko suces ho gi
               
              • #412 Collapse

                jo log market ka trend nahi janty hain or is ko chek nahi kerty or trading kerty hain un ko is men zyada ter loss khana perta hai is ley hamain market ka trend pata hona cahye phir hi trading kerni cahye phir hi ham achi trading ker sekty hain.
                   
                • #413 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                  market trend ki trader ki success ma kia ehmiyat ha?
                  Jee mery khyal main bohat he zaruri hay keh forex trading karny say market trend check kea jaye aur humay chahiey keh market kay trend main rehty huway trading karen es trha trading humary liey faida mand hoti hay.
                   
                  • #414 Collapse

                    dear agar market ka trend hum apny zehan mai na rakhy to ais mai se humy loss hi ho ga aor profit ki koi ameed nai hai jis se humy koi faida ho janb ais liay market ka trend dekh kay hi kaam karna chaye
                     
                    • #415 Collapse

                      ap market trend kay zaryay work kartay ho tab kamyab hotay ho. market news ko watch karein phir trading karein. market trend ka pata hona chiyay.
                      • #416 Collapse

                        dear brother forex trading may esay kuch nahi hota hai jis ko chor kar hi trading ki jati hai brother forex trading may agar ik bar enter ho rahay ho tu who sub kuch learning kiy karo jo forex say related ho who is liyeh k jub b trade open karna ap nay must learnin karni hai brother k market kiya kheti hai our jesay may nay trade karni ho gi brother only trend par kuch nahi hota hai
                         
                        • #417 Collapse

                          agr koi shakas new business start krta ha to us ko sb sa phla markit pehchan honi chahya agr wo markit ka hilaf jy ga to wo bhut bary loss kry ga
                          • #418 Collapse

                            ji ha bilkul aap ko markit ke trend ko dekh kar trading karni chahiye our aap ko chahiye ke ye dekhe ke markit kitna uper gaye hay agar markit zayda uper gaye hay to ab wo neeche jaye gi ye markit ka trend hota hay lakin kabhi kabhi wo aap ke opposite bhi jale jati hay.
                             
                            • #419 Collapse

                              yes you are saying right mere khayal main market trend ko follow kr k trading krna buhat he best hai aksar log ye daikhty hain k ye buhat high chala gaya hai jis ki wja se ab ye down aye ga mgr wo maret trend ko follo nahi kr rahy hoty hain jis ki waja se ko loss ho jata hai
                               
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                je market k trand ku rakh kar karnay se he ap save rehay gae aur short term se ap kafi save reh saka gai es mein experience aur knowledge ka hona lazmi hai then u r successful
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X