market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    markety men jab bhi trading kerni hoti hai hamain market ka trend ko lazmi chek ker k traend ka pata kerna hota hai phir hi hamain is men achi trading ker sekty hain or is men kamyab ho sekty hain is ley trend ko mind men set ker k phir tradig kerni chahye.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      yes focus on market trend is necessary in forex trading. every one know that trend is the best friend in forex market. but it is also necessary how to follow the trend it necessary to understand so we use it properly.
      • #258 Collapse

        agar hum market ki trend ke sath market main trade kartey hain to phir hum to kabhi bhi forex main fail nahin ho saktey hain aur phir hum is buisness main always successful hi hotey hain.
         
        • #259 Collapse

          hamain trading kerny se pahly market achi tarah se analys kerna buhat zarori hai jis se hamain is ka trend [pata chalta hai or ham is men trading kaer k kamyab ho sekty hain is ley hamain apny mind men trend ko rakh ker trading kerni chahye.
             
          • #260 Collapse

            jee bhai agar aap market ka trend daikey bina trading kartey hey thab aap ko losss sey koi nahi bacha sakte or kio key market ki trend daikney sey trader kaafi faida utathey hey or aap us faidey sey mehroom raho gey
            • #261 Collapse

              yeto intahai aham aur bubiyadi bat hai ke ap ko markeet trend ka pta hona chahiye kyon agr markeet sell ja rahi hai aur ap buy kr dete hain to ap ko profit kaise ho skta hai lehaza jo trend ho usi pe trade krain
              • #262 Collapse

                market ka trend buhat hi importnet hota hai forex market men trading kerny or profit kamany k ley jis se hamain kamyabi bhi milti hai is ley apny mind ko set ker k or market ko analyse ker k achi trading kerni chahye phir hi hamain kush hasil hota hai.
                 
                • #263 Collapse

                  forex markit k trand k hilaf mat jan app hamesh trand ki tara trad lagan take app profat kar sakhn trand k hilaf jane se app ko loss ho skhta hai
                   
                  • #264 Collapse

                    mere dost jab tak apko markeet trend k bare sahe pata nai ho ga ya ap os pe nazar nai rakhen ge tu ap ko forex trading me madad nai mile gi balk apko loss bhe ho sakta he is liye ap ko chaye k markeet trend and jo bhe pairs hen on sab pe nazar rakhen k kia slow he kia up he ,so os hisab se ap treding k karte rahen tak apko success mile
                    • #265 Collapse

                      market trend ki badolat he trading achy tarikay say ki ja sakti hai jab hum trading kerny lagty hain to sab say pehly market trend ko analyse kerty hain than hamein andaza hota hai k hum trade buy mein lagaye ya sell mein ager to trend zyada neechay a gya hai to is ka matlab yeh hai k humein buy mein trade lagani hai
                      • #266 Collapse

                        yes agar ap market k trend ko mind ma nai rakta to ap mery nai khayal forex trading kar k acha profit hasil kar skyta ha forex ma vo he insan sucess ha this ko forex ki market k trend ka pata ha forex ki market k trend ka ap ko us waq he pata chala ga jb ap ko ko forex trading k bary ma information hasil ho gi.
                        • #267 Collapse

                          Market trend ko mind main rakhna bohat zaroori hai kyon k jis waqt aap trade kr rahy hoty ho to aap ka sara dheaan market trend per hona chahiye kyon ke is ke bhagair aap trading nhi kr sakty ho.
                          • #268 Collapse

                            market trenda or situation ko mind main rakhna or wahan k tamam current affairs or current incidents se ba khabar rehna bohat zururi hai. kyun k koi bhi waqia market situation k liye harmful ho sakta hai. agar kisi time per market ki condition down ho to phir us main new investments kerna kisi tor per bhi samajhdari nahi hai.
                            • #269 Collapse

                              Market kay trend ko daikhty huway trading karna bohat eham hay agar hum market kay trend kay ult trade karen gay to humari trade loss main he jaye gi agar hum trebd main reh kar trade karen gay to hum es say acha profit nikal saky gay.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                jee han main ap se itfaq kerta hon ke agar ap ko marekt ke trend ke bare main sahi elem ho jye to ap log asni se achi earning ker sakte ho iss main trade kerne ke bad ap ko sirf profit hi mile ga iss lye trend ko dekh ker hi trade kero
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X