kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    as kar sajkt ha par is ap jo loss ho a sab is maboht pisa kamt ha demo accont ma traing kar ka ap ko is maboht pisa kamn ha to is ma p ko pat time ma demo accoubnbt ma traig karn ho ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      jee bro hum apne target ko kam karke loss ko avoid karsakte hen agar hum apna target kam rakhen ge tou hamain yaqeenan loss kam hoga kyoun ke hum uske hisaab se apni volume lot kam karden ge iska ye faida hoga ke agar trading loss bi de tou kuch nai hoga
       
      • #558 Collapse

        Yes every time you can secure from loss and did not need little profit for secure to loss only realize that your profit depended upon your capital size then choose good lot and get profit every time .
        • #559 Collapse

          bhai main apko batata ho .agar app chaty ho k app ko forex trading main loss nahee ho tu app ko forex trading main koch bato ka kiyal karna hogha .ek tu app ko pehl forex trading k bary main knowlagde hasil karna hogha . or pir app ko forex trading main ek plane banana hoga..
          • #560 Collapse

            han hum yaha pay agar apnay volume k size ko kum kar den to hum yaha pay asani say apna profit earn kar saktay hain aur yaha pay risk ko b kam karnay ki yehi strategy hay.
            • #561 Collapse

              Yes sir ye bi bahot he achy bat ha q k jab ap forex me greedy karty ha our lalach karty ha to ap ko forex me zaror he loss hota ha our ap ager forex me kud daily he kam sy kam profit bi earn kary to achy hota ha q k ye loss sy ap bach sakty ha.
              • #562 Collapse

                Han bilkul hum apne target ko kam rakh kar loss se bach sakte hain kiyo ke hum jitna bara target set kar ke chale ge hume utni hi tension ho gi aur hume loss bhui ho sakta hai is liye set kam target face kam loss...
                   
                • #563 Collapse

                  aik acha trader hamesha apnay lye aik makhsoos target rakhta he jisay wo poora karne ki koshish karta he lekin agar market ki condition thek na ho to target ko chor kar loss se bachana mere hissab se koi buri baat ni
                  • #564 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: baberhanif پيغام ديکھيے
                    main esa nahi samjhta kiyon kay kisi bhi qarobar ka hisa hai risk chahy chota risk ho yan phir bara par risk hota zaroor hai aur agar kaam mein risk hai to loss bhi ho sakta hai aur yahan to loss achanak hi ho jata hai kiyon kay aap chahy apna target kam karo yan phir ehtiyat karo par loss kay chence hoty hi hein bas aap ko apny kaam mein improvment lani hai aur ehtiyat say kaam karna ho ga
                    yes dear ager trader apna target kam rekha ga tu loss kam ho ga, start karta waqt thora target sa la profit thora hoga.apna profit kam kar ke loss ko bhi kam kar sakte hai
                    • #565 Collapse

                      ji haan agr hamara target kam hoga to hamara loss ka chance bhi kam hoga ... agr ham kam invest karenge to loss bhi agr hua to kam hi hoga
                       
                      • #566 Collapse

                        g ha bilkul hum apni target ko kam karke loss se bach sakte hai par target ko kam karne se hamiri zada profit karne ka chance bhi kaam ho jata hai is liye humko hamiri target ki eak achi balance rakh na chayee
                        • #567 Collapse

                          jee han agar sach kahu to me ye manta hu k hume apna targhet hamesha chota hi rakhna chaiye tak ache paise kama sake pr apni family ko suport kar sake q k har koi yaha paise kamane aya hai..
                          • #568 Collapse

                            G haan bilkul.agar target kamm rakhain gay to ye target achieve karna bhi easy ho ga or is ko poora karny kay leiy big risk nahin leena pary ga .is waja say risk to kamm ho jaey ga.
                            • #569 Collapse

                              Forex trading k duran apna weekly ya monthly target rakhna koi buri baat nehi hai bal k yeh zroor hona chahye lekin sirf iss baat ke koshish kerni chaheye k aap jo b target fix kerein wo aap k capital aur skills k mutabik he ho aur raato raat ameer honay ke koshish nehi kerni chaheye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                jee bilkul ap jitna kum line rkkahyngy utan he kum loss hoga kun kay jitna limitations ma rah ker trade ho gi utna he loss ka chance kum hoga so apni limit rakhain to loss bhi kum ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X