kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    yes hum waqai rakh saktey hain aur jab hum forex main lalach nahin kartey hain aur low profit sey trade kartey hain to pihr hum is main apne loss ko bhi bacha saktey hain aur is main sada kamiyab hi rehtey hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      ji humesha aisa hi hona chaye main to samajhti hun jahan per risk hote hain wahan target kam hi rkahna kam fiada bare nuqsan se behter hota hai humesha isliye behter hai k kisi na kisi tarhan hum losses se bache or earning ko positively enjoy kjaren ye na ho hum earning enjoy bhi nhn kar saken or losses ka shikar hujayen or patience bht zaruri hoti hai is field main ziada se ziada achi skiklls or stretegy humare pas hune chayen take hum jeet saken
      • #513 Collapse

        When you lose something, it just means that you deserve better... be patient. So apne Loss se ksbhi bhi ghabrana nai chahiye loss or gain tou business may tou is se koi fark nai parhta k hum target kam rakhen ya zada .....
        • #514 Collapse

          yes if you can put your target small you will always will be a gainer. so avoid the greed on profit and satisfy with a small profit. I hope you will do better. Thank you for the question.
          • #515 Collapse

            G han is m koi shak nahi h k ap apne target ko kam kr k loss s bach sktae h...lalch na krien r slow trading ke technique ko apnae r forex forcaste r newz pr nazar rakhae ku k forex trading m ya dono cheezae bhi bht eham h ...
            • #516 Collapse

              jee bilkul hum aisa kar saktay hain ager hum apne profit se ziada apne appko loss se bachanay ki fikar karain to trading bhi achi karain gay aur acha profit bhi earn karain gay aur saath he humara loss bhi control ho jaye ga.
              • #517 Collapse

                g bhai ap apna traget ko kam rakh k loss sa bach saktey ho.ap stop loss kam lailo aur apna take profit ziada kar do.ap moneymangement k rule ko follow karo us main apko loss kam ho ga aur profit ziada hain...
                • #518 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                  kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
                  g han yei aik both acha tarika hy loss sy bachny ka kyn k ager hm greedness ko avoid karty hain tu hm kabhi b loss face nai karain gye aur km profit main happy rhain gye
                   
                  • #519 Collapse

                    Yes app ko jab kuch na kuch nafa mil jye tu app ko is main trade ko closed karna chahye ta ke app ko loss na ho jye aur app ka account ko risk na ho aur app ko per day ka kuch acha nahi tu kuch na kuch nafa tu mil jye ga .
                     
                    • #520 Collapse

                      ji haaan hum apne target ko ager kam rakhte hain to haum loss se bach sakte hian kion ke loss se bachne ke liye app ke pass invest ment ka hona zarori hota hai aur bohat kam paisay se trade laga kar loss se bach sakete hain
                       
                      • #521 Collapse

                        ji han ap apna target set karke apne apko loss se bacha sakte hen apne apne terminal me option dheka hoga stop loss ka so ap agar loss ko use karen to apka loss 1 limit tak hi hoga jo ap set karenge stop loss bohat hi acha tool he jisko ap use karke ziada loss se bach sakte hen or isko isi liye hi banaya gaya he take apko limit tak hi loss ho
                        • #522 Collapse

                          ap ko is ma bophtpoisa kamn ha to is ma ap ko kam resk par he kamkarn ho ga sab is ma pat time ma he pisa kamt ha ap kois makamkarn ha to is ma ap ko pat time he kamkarnho ga ap ko ya kam boht he pasnd ho
                           
                          • #523 Collapse

                            yes absolutely we can save ourselves from loss if we keep our target less if we keep our target setting and follow it regularly and timely so we can definitely gain profit because we have no more tensions by keeping our taget less and by setting our target perfect for us
                             
                            • #524 Collapse

                              yes mere dost forex trading ma agr ham apny target ko manage kar ka aur kam rakhe gay tu ham loss se bach sakty ha agr ham ne trade he galat lagai ho gi tab tu loss he hoga beshak ham ne target kam lagaya ho is liye market ko achi tara check kar k trade lagani chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                ji haan hum apne traget ko kam kar ke apne loss ke chancess kam kar sakte hain kion ke jinti kam waqt ki trading app karte hain us mai apka hi faida hota hai app ko loss nahi ho sakte kam waqt mai hi pap earn kar lete hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X