kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    meray bhai jan mein tou forex trading business ko bohat hi ziyyada like kerta hoon kiyon ke yeh aik bohat hi wealthy busines hai hum iss per apna target ko kam ker k loss se bhi bach saktey hain kiyon ke yeh aik risky business hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g ha bhai is tarha hum trading main loss say bach sakty hai.main pahlay is business main bari trade kerta tha.to mujay har bar loss ho jata tha.mager ab main apnay account mian bari trade nai kerta ho.or is tarha mujay apnay account main loss nahi hota hay.or mujay acha profit bi mil jata hay..
      • #63 Collapse

        agar ap forex trading business main new hain aur ap lalach na karen aur agar ap ko kam profit bhi mil raha ho tou ap trading karen tou mere khayal se phir ap achi trading kar sakte hain.
        • #64 Collapse

          target kam rhekn tu tab bhe agar ap ke strategy tehk nhn ho ge tu ap khud ko loss sa nhn bacha sakty, loss sa bachny ka ly apna target ziada rhekn us sa ya ho ga k kuch trade loss kren gy kuch proift, tu target ap ka ya ho k average mein ap ko profit ay
          • #65 Collapse

            G haan.some time target kamm bhi kar leety hain bharha bhi leety hian.forex trading main sab kush fundamental or technical levels pay depend karta hai.agar to hum learn karty hain to achi earning lay sakty hain.
            • #66 Collapse

              bro ap mughy ya baty k hum pk fourm pr kis kis zaban ma threads laga sakty hy aor kya english ke thread ka javab urdu ma laga sakty hy.
               
              • #67 Collapse

                Meray khyal say tu hamay is me target set kar kay trade karni hi nhi chahye.Hamay market position ko dekh kar trade karna chahye.Or agar market ki samjh na ae tu trade next day kar lena chahye is tarha is me loss kam ho ga or profit ziada ho ga..
                 
                • #68 Collapse

                  G kiun nahi hum apny target ko kam kar kay kafi had tak nuksan say bach sakty hain iss liye humain chahye kay trade main hum apna target kam rakhain aur jaisay hum seekhain gain hum ko tajurba aye ga to hum iss main barha apna target barha dain gay
                  • #69 Collapse

                    well dear hum loss say buchny k liye apni trading abilities ki improve kara jata hai target ko kam karny say kuch nahi hota
                    trader ko chahiye k wo apni skills ko improve kary trading practice kary achi strategy bnaye toe wo loss nahi kary ga apny capital ka or target bhi hit kary ga.
                     
                    • #70 Collapse

                      gee haan bilkull mere dost yeh aap ne buht achi baat kahee hai gee forex business main ham ko anpna target km kr k loss se buht had tk haam bach sakty hain geee ,,,,,,
                      • #71 Collapse

                        G ha agar ap apne target ko km karte hain to ap loss say bach sakte hain kiyu kay is tara ap ziyada risk nai le gay to phir ap ko loss bi nai ho ga forex may trading karne say pahle ap ko risk management kay liye pori planning kar leni chahiye.
                        • #72 Collapse

                          Dear humn apni trading sy phely apna target ko set kar lena chahey tak hum loss sy bach sky. or zayda risk bi na ly. zayda risk lena to un logon k lie better ha jo k trading main expert ha. agar un ko loss ho bi jay to wo nwxt trading main apna loss pura kar lety ha.
                          • #73 Collapse

                            target ko kaam rakh k loss say bachna, ye baat kuch samjh nahi aye. app apna target kaam say start karo aur phir ziada ki taraf move karo. aysa karnay say app ko pehlay kaam target pay trade karna ayy ge aur phir jab app ahista ahista apna target ziada set karo gay to app deekho k app main kaam karnay k doran self confidence b ayy ga.
                             
                            • #74 Collapse

                              agar hum apna target samne rekne tu hum loss se buch sakty hain kaun ke jab hamara target hamary samaney ho ga tu hum risk nei lein ge aur hamein loss nei ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g han apko chaye k ap apne target ko kam rakho take ap is main kuch earning kr sakho is trhan krne se apko bht zaida profit mile ga kiun k aksar ap ka target hit hone se pehle market change ho jati he or apko loss ho jata he islye apko chaye k ap apna target kam rakh kr apna profit ziada kr sakhte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X