kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2251 Collapse

    Janab main yehi tu shorow say kehta howa a raha hon kai agar hum loss say bachna chahtay hain tu humay chahiyay kai hamesha is amrket main aik target kai sath jayn aur wo target kam sy kam rakahain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2252 Collapse

      Aslam u alikum frnds , bro g agr hm apnay target ko km rakhty ha to ham khud ko bray loss say bcah saktay lakina saw kbi kbr ho saktay na k hr brchy hm kitna hi chota target kue na rakhay hamy loss ka samna krna pr sakta ha
      • #2253 Collapse

        ha g hm apnay target ko kam kar k risk sa bach saktay hain jitna investment kam ho g utna risk k chance kam hn ja lkin targets b boht zarori ha
        • #2254 Collapse

          forex ki trading business mein loss ko kam karnay ka aik he tarika hai wo ye kay hum is trading business ko completely seekhein aur phir demo par fully practice karein so do it.
          • #2255 Collapse

            Jee apki baat theak hay humay apny profit kay target ko kam rakh kar trading karni chahiey es trha hum market main theak say perform kar sakty hay so humay ziada lalach nahi karna chahiey
            • #2256 Collapse

              yes surely if you are not a well experienced trader then you can lessen your loss factor by lessen your profit target, if you are going to close your order with 200 pips profit then you can close it to 100 pips by lowering your profit to half to do good trading
              • #2257 Collapse

                ham forex trading business me apne target ko kam rekh ker bare loss se bach sakte hen kiyun ke ye aik risky business he is se hume acha profit bhi mil sakta he men is ko like kerta hon
                • #2258 Collapse

                  bul kul hum is kam me ap achi planing kr k bach sakte ho kue k is me ye loss se bachna he bharha kam hui ye kam un logo khub pulta hai jo trading ka kam karna jante hi ye kam simple aur easy hai is me sirf aap dil laga kr karna hota hi
                  • #2259 Collapse

                    g bilkul dear humay forex trading mai apna target ko kam say kam he rakhna chaiye kiu k is tarha say hum apni trading ache say kar sakte hai and forex trading mai hum jab b apni trading start karte hai is mai humay ziayda tar loss ko b face karna par sakta hai jis say humay hamesha say he loss rahe ga
                    • #2260 Collapse

                      Apki baat theak hay agar hum profit kay target ko thora rakh lain to es trha bhi hum loss kay risk ko kam kar sakty hay aur safe trading kar sakty hay bs humay dil lga kar mehnat say trading par focus karna chaiey
                      • #2261 Collapse

                        G han hm is business me target ko kam kar k hm is business me loss se bach skaty hain ye iak asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha or is business me hemn loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hemn chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam le kar kam kareen
                        • #2262 Collapse

                          g han hum apne target ko kam kar k loss se bach saktay hain wo is tarha k target tak pohanchtay pohanchtay market aik dam se phir revers ho jati hai jis ki waja se hamay loss ko bardasht karna parta hai.
                          • #2263 Collapse

                            Yes this is a great trick k to avoid the loss target kam rahkna ye kafi effective hey is py umal kr k hum nuksan sy Bach sakty han aur thora thora profit jor kr kafi had tk profit ko increase kr k achi hekmat amli sy trading ko improve kr sakty hen
                            • #2264 Collapse

                              G agr aap apna target ko kam roka to aap ko loos b kam hoga humy is business ma greed sa avoid karna chahye q k humay is business me loss isi waja sa hi hota ha humey acha earn bana chahye a.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2265 Collapse

                                target ko find krny kliay humy is main target ko teek say set krna b important hai agar market ki moves hamri trade ki faver mai nahi hai or hum is main zada profit ka soch rhy hain to hum khud ko bavakof bana rhy hain humy is main loss zada ho saqta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X