kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    G han agar ham ziada profit ka greed na karien to ham ziada earning ki bjae agar less target rakhien to ham loss say bach sakte hain aur hamien trading pori trah learn kar k hi start karni chahye tab hi ham loss say bach sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      pyare bhai ye bat thek ha k ap apne target ko kam kr k loss se kafi hadd tak bach skte hain kyu k es trah ap risk ma nhe ate aur loss usi wqt zyada ane k chances hote hain jab band ksi chez main risk leta ha agr ap apna target kam kre ge to ap loss se bach skte hain aur esi trah trading ma ap ke experince ma b azafa ho ga........
      • #1503 Collapse

        Assalamualikum....bhai this is a very good question ....hum bilkul apna amount short rkh k lose sy bach sakty hein...iscy ye hoga k agr let suppose hmein lose hota bhi hai to hmein is mein ziada big lose nhii hoga or hum ziada dissappoint nhii hngy....hmein invest bhi utna hi krna chahye jitna hum lose bear kr sakty hein....ziada greedy nhii hona chahye jitna ziada greed krien gy utna hi lose hoga.....
        • #1504 Collapse

          Han bat bilkul durast he agar hum apna aik target rakh lin aur phir hum us se apni earning kar k sabar se beith jaein aur lalach na karin to achi earning kar sakte hin. Yahan hum karobar kar k apni earning ko bhi bacha sakte hin. Loss aur earning sath sath chahlte hin phir hum ye target jeise hi acheive kar lin to phir hum ruk jaein aur mazeed trading na karin to hum safe earning kar sakte hin.
          • #1505 Collapse

            zahir c bat hai k ap apna target ko jitna high karan gay utna hi apka loss ka risk berh jai ga so starting men to yehi hona chahiya k target low ho......
            • #1506 Collapse

              g han may be iss se aap bach jayen lekin main aap ko ye hi suggest krna chahun ga ke iss kaam ko krney ke liye aap ko kuch margins set krney hon ga aur agr aap iss kaam main greed karen ge to aap ko nuksaan hi ho ga so you have to be very careful and donot be greedy
              • #1507 Collapse

                yes it is really important for us to set a target because if you want to become a successful trader and you want to earn money then you have to set a target and it will give you much benefit.
                • #1508 Collapse

                  G han dear agar ap apna target set karen or apna target thora rakhen to ap loss se bach sakte hain mera khiyal hay k apko apne capital k hisab se target rakhen to ap easily acha earn kar sakte hen or loss se bach sakte hen.
                  • #1509 Collapse

                    Yes you can protect yourself from the loss if you keep your target small more because in this business if you will do more greed then you cannot earn good money from this business.Always keep short targets in this trading business.
                    • #1510 Collapse

                      g han ddear is main tarhet ki baat nhi ha is main expericne ki baat ha agr apk kam ata ahak kia tra karnha hakis tra isse profit ho ga is leye ap isse money ache earn kar sakhty hain thanks
                      • #1511 Collapse

                        is possible ager aap ap apne target ko dekh kay stop loss lagai ge tu aap ko kam loss hoga aur aap aik bare loss se bach jao ge iss leye target ko mind me rakh kay trade kerni caheeye phir aap ko loss bi kam aur profit zeada hoga
                         
                        • #1512 Collapse

                          bhai jan ak acha trader hamesha apna target medium rakhta ha jis sy wo apne loss ke chances ko low karta ha aur sath sath yeh bhe dakhta ha ko apna captial save rake.
                          • #1513 Collapse

                            bilkul ap ki baat bht hi thek ahi aur muje to bht hi pasand bhi ai hai k ap waqai main apny target ko bhi kam rakh k aur lot size ko bhi kam rakh k loss se bach skty hain ap ko chye k jab bhi trading kry to is main ye kry k apna lot size kam se kam rakhy jis ki waja se ap ko loss se bacha ja skta hai
                             
                            • #1514 Collapse

                              aap forex kay kam may apne target ko dekh kay kam kare aap ko zeada loss nhi ho ga aur aap ka capital save rhe ga iss leye forex kay kam may apne target aur capital ko dekh kay kam kare wo sub se accha hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                agr hm apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge humy is business me greed se avoid karna chahye q k humy is business me loss aisa business ha log zada kamane k chakr ma apne pehle se earn kia hoa bhi kho dyte ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X