hm apni rozana ki performance ko kasa acha kr sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1681 Collapse

    Hum apni trading ko acha karny kay liey ziada time forex trading ko daina ho ga tab he humari trading achi ho sakti hay aur hum forex market say ko mazeed achy say samjh kar aur ziada profit earn kar sakty hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1682 Collapse

      brother mery khya se to eak to ap ko apna bouns barhana barhana chya posting k zarya or dosra demo account mn zyda se zyda practice karni shya ta kh ap ko zyda earning ho saky
      • #1683 Collapse

        Bahi jan agar aap daily forex trading main kam kartay hain to aap ko daily and regular apnay aap ko market kay sath update rakhana ho ga, esi say hum apni performance ko acha kar saktay hain.
        • #1684 Collapse

          ham apni rozana ki performance ko is tarhan achw kar sakte hen k ham kam karne or mehnat k sath sath har chex ko sikhe trade me experience hasil karen take age hame knowledge zadaw ho or ham apne kam me age barh saken :)
          • #1685 Collapse

            dear forex trading main hum daily time spent karain or appni knowledge ko develop karain so hum ko good knowledge kahe say be milain hum uss ko gain karain.iss say hamare trading skills improve hoge.
            • #1686 Collapse

              hum apni performance ko daily learning k zariay or ziada information hasil kar k behtar se or behtar kar sakty hain jo hamari mistakes hoti hain un ko rectify kar k hamari performance or achi ho sakti hai
              • #1687 Collapse

                Dosot hum apni rozana ki performance to behtar say behtar bana saktay hian agar hum is per mehnat say or lagan say kam karian to or jab hum is per mehnat say kam karain gay to hamain is per boht kuch samjh main ajyga ga or hamara experience is per boht ziada barh jaye ga or experience base pay hum is per kam kar skty hian
                • #1688 Collapse

                  Sab se pehle ap apne demo account pe practice karen and rozana post Karen Forex ke rules ko fallow karte huwe apni mistake durust Karen.
                  • #1689 Collapse

                    Is business me hm apni rozana ki performance tb hi achi kar sakty hain jb hm is busines ki demo account par daily practice karen tb hi app is business se rozana achi earning kar sakty hain or apni performance ko bhi acha kar sakty hain
                    • #1690 Collapse

                      Dear app apni rozana ki performance ko acha demo account se kar sakty hain kyun k demo account aik asa account ha jis se app ko kafi learning or kafi khuch sekhny ko milta ha forex k bary me isis liye demo account ko daily karna chahye
                      • #1691 Collapse

                        market watch kr k or zada sy zada forex ko time dy kr ham apny forex k knowledge ko bht behtr bna sakty hain is lie bhtr hai ap forex ko time dyn isy smjny ki koshish kary phr ap ko is ka acha idea ho jaye ga or ap ki performenc bhi achi ho jaye gi
                        • #1692 Collapse

                          meri nazar mein to ap apni daily ki performance is tarah sy achi kar sakty hain k ap ziada prctice karien aur us sy ap ko bohat knowledge mily ga is tarah ap apni performance achi kar sakty hain
                          • #1693 Collapse

                            g mn smjta hun ky agar hm ko apni roz ki performnce ko bhtr bnana hai to phr hm ko is ko ignore ni kqrna chayia jo ky hmary lia bhtr hai is lia mn smjta hun ky hm ko is ko karna chayia
                            • #1694 Collapse

                              ham apni rozana ki performance ko mehnat or practice se he kamyab bana sakte hain aap ki mehnat he aap ko is business me losses se bacha kar profits ki taraf laa sakti hai jitna aap is me sakoon se chalo ge utna he yeh aap ko profits kama kar de sake ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1695 Collapse

                                ham apne experience se acha kaam klar skte ahin ap ko jitna experience hotajae ga ap utna acha kaam kar skte ian is mein buhat zeyada mehnat hai is mein hmain greed se bachna chahiye ta ke loss na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X