Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

    Dear freindd ya bat ni hai ya ap ky capital par depeand kartaa hai kyy ap kitnaa lot size lgaa skttyyy hai agr ap ky pass capital zaidaa hai markeet bi axhaa move kar rahii hai best single mil rahy hai zaidaa lot lgnyy main koi harjj ni hai jitnaa lot ho gaa outnaa profitt bi hasil ho skyy gaa money mangement ky mutbeeq chlnaa chiyee ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
      Bahot say trader aysa karty hain kay trading lot size ko bara rakhty hain mager trade ap kay jaq main jiye to bether hai mager ager trade loss ki trafe move karye to ap ka avcount bhi wash ho sakta hai so ap ko choye kay trading main lot size kaam he rakhyn
      Salaam Alaikum Ji Bhai bilkul sahi Kaha aapne trading Mai Big Lot size nuksaan Deti Hai Aksar new traders Jyada profit Hasil karne ke liye Big Lot size Lagate Hain Jis mein hua big nuksan Hote Hain chahi keva lot size Chhoti lagayein Agar profit Chhota hoga to nuksan bhi Chhota Hoga Shukriya
      • #18 Collapse

        Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

        Ziada tar login ka loss big lot size ki he wajabse hota hai . account se ziada lot lagaana account ko wash karwaba hota hai koshish ye honi chahiay k lot size aisa ho k aap ki trade nuqsaan main jaye tab bhi aap ko koi tension na ho aur aap usay loss main bhi chalnay dei. .
        • #19 Collapse

          Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

          Dear member aapne bilkul right kaha hai hame Big Lot size Car trade kabhi bhi nahi Lagana chahiye Kyunki se Hamein jyadatar loss hi hoga Agar aapke paas balance kam hai aur aapne lot size Jyada Kiya Hai To usse apka account wash bhi ho sakta hai isliye kabhi bhi Big Lot size mein trading mat Karen aur apne lot size ko kam se kam rakhne ki koshish Karon
          • #20 Collapse

            Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

            Bara lots size hamesha nuqsan deh he sabit hota hai lehaza hamai chaye ke lots size hamesha money management ke rule ko follow kartay hui lagaya karay zyada bara lot size laganai say guraiz karay.
            • #21 Collapse

              Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

              of curse dear friends jo members lalch karty hn aur sochty hn keh jalfi jaldi profit a jay aur bahot ziyada profit a jay aisa karny par nuqsan hi ho ga hm jub bhi trade open kren us ka lot sizr thora rakhin es sy profit tu thora ho ga par loss sy bach jain gy hm jetna lot size kam use kren gy utna hi ziyada hm loss sy bach pain gy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai trading Mein web lot size Aadat or nuksan hi deta hai isliye Hamein ya istemal nahin karna chahie bulke Dam use karna chahiye kyu kya hua Hamein experience aur knowledge deta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X