Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain
    Bahot say trader aysa karty hain kay trading lot size ko bara rakhty hain mager trade ap kay jaq main jiye to bether hai mager ager trade loss ki trafe move karye to ap ka avcount bhi wash ho sakta hai so ap ko choye kay trading main lot size kaam he rakhyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

    Trading market main success hasil karne k liay aur loss se bachne k liay boht zarori hay k hum hamesha small lot size select Kare aur kabhi bhi big lot lgane ki mistake nai Kare ki k jab hum big lot k sath trading karte Hain tou hum Apna big loss bhi karte Hain kiu k market ki movement k bare main humain nai pata hota kab kidhar kitni move Kar hay is liay hamesha soch samjh Kar Apna lot side select kare
    • #3 Collapse

      Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

      Dear brother forex trading men ziyada tar woh log bari lot size lagatay hen jo ziyada profit ka lalach kartay hen aur forex trading men lalach nuksan ki jarh hey aur agar kam profit pe bhi khud ko satisfied karen aur small lot size ko use karen tu loss kam hota hey aur profit regular milta rahta hey aur account bhi safe rahta hey
      • #4 Collapse

        Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

        Hamein chahiye ke hum Apna Kaam Soch Samajh Ke Kari Agar Hum Apna Kaam Soch Samajh Ke Karenge To Ham se bahut hi Sada fayda Hasil kar sakte hain is wajah se mehnat Karen aur aage Badhe Nattu Karni hi padhti hai Kyunki Mein Naat main Azmat Hai is wajah se hone chahiyeis waja sy hamy chahiye k agy barhein aur mehnat karein aur kamyabi Hassel karein
        • #5 Collapse

          Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

          trading me Big Lot size of Laga sakte hain kyon nahi laga Sakte Agar isme nuksan Jyada Hai To fir aap Na Laga hamein chahiye ki hum Apna jo bhi kaam Karen hikmet Amli ke sath Kare Agar Hum hikmet ungli ke sath Apna Kaam Karenge To Ham is business mein se bahut hi jyada fayda Utha sakte hain iss wajah se apne aap ko majboot Banaye aur mahanati Banaye aur aage Barhein aur kamyabi pane
          • #6 Collapse

            Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein lot size hamesha apny capital kay mutabiq istmaal kerna chy hamein lot size hamesha kam rakhna chy q kay kam lot size ka yeh faida hota hai ager hamara nuqsan kam hota hai to hamara nafah bhi kam hoga our ager ham zyda nafah ki lalch main lot size zyda lagayein to hamara nuqsan bhi zyda ho sakta hai iss lay hamein chy keh ham kam lot size krein zyda lalch na krein our na he apna zyda nuqsan kerwayein kuch members esay hain jo keh raaton raat ameer hona chaty hain wo lot size zyda laga dety hain jis say unka phli he bar account wash ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

              Ye AP ke capital pe depend karta hai ke AP ka capital kitna volume accept Kar sakta hai aur ye money management hai ke AP AP ne utna volume lagana hai ke apbka account wash na ho aur AP loss bhi cover Kar saken to agar AP ke pas itna volume hai to phir AP bara volume bhi laga sakte Hain koi masla nahi hai aur enjoy Kar sakte Hain acha profit
              • #8 Collapse

                Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                Dear baat ya hay k instaforex trading aak bhot different tarha ka bussniss hay iss main money managment ka bhot zayada khayal rakhna parta hay kyun ager aap money managment ka khayal nahi rakhain gay tu aap ko aap kabi be bussniss main success hasil nahi kar sakhan gay iss laya lot size hamasha aap capital k matabic rakhna chaya ager aap ka capital kam hay tu lot size kam rakhna chaya
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                  g han hume koshish yahi karni chahiye ke jub b trade kare tu bohat hi soch samj kar trade kare jub b hum big lot size lagate hai tu loss ke chance zaida ho jate hai q ke hum apne emotions per kabo nahi kar sakte is liye hume loss ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                    Salaam Alaikum dear Raksha member aapne bilkul theek kaha hai ki agar Hum bigger size ka lot size lagayenge to ho sakta hai ki Hamara account jaldbazi Ho Jaaye main bhi bigger lot size ka trailer Lagaya Aur Main Bhi Ek Hi movement mai apna account was karwa Diya isliye main aapko apna Mashwara Dena Chahta Hoon ki aap Chhote size ka lot size Laga Ke trade Karen
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                      g bilkul is bat me koi shaq nahi hai k trading me zayada tar big lot size nuksan dete hain so ap ko chahiye k ap jub bi trading kare to soch samaj kar kare or lot size dekh kar rakhe ku k jub ap lot size bohat zayada rakhte hain to ap k liye loss k chances bohat zayada hote hain so ap ko chahiye k jub tak ap ek ache trader nahi ban jate tub tak ap lot size small rakh kar hi trading kare ta k ap thora thora hi sahi lakin profit to earn kar lain or loss se bi bach sake gey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                        G Han bilkul sahi kaha hai ap ne aisa he Hai trading men hmesha lot size kam he rakhna chaheye jitna lot size kam ho GA utni he ache kamyabi hasil hone k chances zayada hun ge aur Agar loss ho ga bhi to kam he ho GA jis ko ham easily recover kr saken ge is liye jab bhi trading kren to koshish kren ky lot size kam he rakhen ta ky kisi bhi bare nuqsan se khud ko bcha ya ja sake aur ache earning ko hasil kr KY apni needs ko poora Kiya ja sake.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                          G haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai trading mein big lot size zayada tar loss ka sabub bntaa hai iss liye hamain chahiye k jab bhi trade open karain tou hamaisha aisa lot size choose karain jiss sy hamain faida ho naa k nuksaan leheza hamain hamaisha soach samajh kar lot size use karna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                            G han big lot size ka use karna traders key money management ko completely fail kar sakty hey trading hamesha kam lot size use kar key karni chaye es se traders ko loss par complete control hota hay, agar traders big lot size ka hi use karen gey to us ki risk management strategy be fail ho sakti hay, fix lot size key sath hi trades ki opening karni chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main big lot size ziyad ter nuqsan he dety hain

                              dear member ap ne bahut ache bat ke hae forex trading main big lot size matlab risky trading hamen big lot size sirf wahen use karna cahiye jahan hum khud market ka analysis kar ke jo strong trade ho us ko open kar den to hamen profit howa to zayada profit ho ga or agar loss howa to big loss hota hae to hamen is ka khayal rakhna cahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X