what is robot trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    dear normal hum robort kehty hai magar mt4 k andar expert advisor hota hai aus ka ye hota hai k market ko wo khud hi chk karta hai aor auto pr trade laga deta hai magar aus ka ye bhi hota hai k loss ho ya profit wo ap ki trade kat deta hai, lalch ni karta wo.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      assalamo alaikum bhia jan ap jb apni strategy ko live trading main successful paty hain to to usko programming kr k auto trading jb bna dety hain to usko ea kehty aur au ko ea ya robot kaina naam dai jata hy ,,, jis ko robot kehty h
      • #1788 Collapse

        Robot trading ka matlab hai k khud trading na karna bal k robots trading karty hain or mujhy to lagta hai k robot sahi trading nahi karta hai wo ap ko profit ki bjaye loss karwa sakta hai is liye ap is k bary mein na sochy.
        • #1789 Collapse

          robot mein ney suna hi ke ye ak auto trade system hai jiss mein app kokuch be ni karna hai account mein sirf app ney apne account mein jo robot app ke pass hai risk level lay kar set karna hot hai or us ke bad wo khud he app ke account mein trade karta hai
           
          • #1790 Collapse

            robot trading mn aik khas qisam ki files tyar ki jati hain unko om computer k areye gain kia jata h isse robot trading kehte hain iss se market anaylyes to ni hoti lekinaap is se trading kr sakte hain iss trading mn loss k chance ka khatra rehta h
            • #1791 Collapse

              ye ak riski buisness hai is main trade karny k liye hard work karni ho gi aur experience ho ga tab hi hum is main trade kar sakty hain aur market main palning kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hai
              • #1792 Collapse

                Robot trading ka matlabb auto trading ya auto cammand etc keh sakty hain jiss main app aik target sett kr k trading ko moniter krty hain aur loss ya profit ko hasil kr sakty hin
                • #1793 Collapse

                  answer's

                  Bahi Jan forex trading mein rebot trading ki bahot zaida qadr hai humein rebot trading krni nhi chahiye kiyon is mein pehli bar tu profit hota hai phir loss hi hota retha hai apni trading krein bus
                  • #1794 Collapse

                    Assalam o alaikum bhai jan me abi is forex platform per bilkul new hun na to mare pass is k bare me itna knowledge hy or na hi itna experience hy bus ahista ahista thora thora kr k seekh raha hun or knowledge or experience hasil kr rha hun jb ye dono cheeZen aa jain gi phr ap k question ka answer bhe de don ga
                    • #1795 Collapse

                      rebaot sea mataelab hea kaa khaod ba khaod kaam kareaa iss tarha robots Forex mea aisa tradings hotaa hea go computer softwares khaod ba kho arteficail intiligence estimal kareaa or woh tradings mea hesaa lea mean kaa woh traeing kareaa yaa suggision dea dea ap ko ,,
                      • #1796 Collapse

                        Yadd rakhen kaa bazz dafaa robots tradings mein aap ko bohat ziaed loss bhee a skta ha, aur aap aapna sabb koch lossi bhi kat skta ho,sao avoid yeh and koshish by apka self
                        • #1797 Collapse

                          Robots tradings bhai aik esi tradings ha, jiss mein hm aapne accounts ki robots ko apply kr deti ha, aur woh pir hmari tradings krta ha, aur iss sy hm good profits gaining krty ha, robots technology ke aik bohat hi shaendar ejaed kardaa technology ha, aap iss sy bohat sari faede uthaa sakti ha, od mein friend.
                          • #1798 Collapse

                            Robot trading yw hote hai k ap manually trade ni karte ho ap ek robot laite ho aur us k zarie se ap auto trading karte ho wo robot khud he trade lagata hai aur khud he close karta hai laikwn forex main robot trading merr khayal main allow ni hai
                            • #1799 Collapse

                              Assalamalaikum all, Mujaa yah lgta hai, kah agyr hamey aysaa kaam krna hotaa hai, as ko boot best kaam kr skta hai, as ko bohaot nice krna hotaa hai, as ko bohaot nice kaam krna hotaa hai, yah aek kaam.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                Gee haan robots tradings hooti ha, aor robots tradings us tradings ko kahaa jaata ha, jiss mein aap ko koch bhee nahin krna hotaa ha, yanee automatic tradings hooti ha, yanee robots khod hi trading ko start krta ha, aor khod hi trading ko bnd hotaa ha, jahaan tk fidaa kaa sawal ha, to mare tajruba yahee kehtaa ha, ki iss kaa koe fidaa nahin hotaa balki loss hi hotaa ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X