what is robot trading?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1756 Collapse

    Bro Robot treading ya hoti hy k ap ko kuch nae krna hota hy aike software k through ap auto treading ya robot k sth attach ho jata ho ,,treading analysis auto pa hoty hain,,order automatically cute hoty hain,,aaj tk robots treading sa kasi ko koi faida nae howa ,,ap manual treading kro learning b ho ge or earnings b ho ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1757 Collapse

      trading ko krny k bad is market main khud ko loss k bad say is market main kafi zada hard work say kaam ko krna hai laikin in k bad say hum nay kafi zada faida laina hai bus I k bad say is moka milta hai k khud ko robot say kaam ko kr saqty hain
      • #1758 Collapse

        g bahi jan aj kal jaded dor h har insan key pass atna time kah h key wo ak hi chez par har waqat fokas dey as ley robot teyar keya ga h aumay sofwear instal keya geya wo hi tarding karta h aur markat ko wash karta h
        • #1759 Collapse

          Robot aik qism ki machine hy Jo ap k hukm py trade kerta hy WO khud kuch ni hy bes Jo ap usko set kr k krwao gy WO kruy ga forex trading main robot aik fake kam hy aur yeh totally do numbri hy
          • #1760 Collapse

            Sir apki baat theek hai mager reboot trading say ap ko zeyada looss oe profit ho gay sp ye kaam nakare to best ho ga or disri baat ye expert ka kaam hai kisi or ka nshi hsi ap simple trading hi karo sp is say ksm loss may gay ye ssb batain apko mehnat say hasil ho ga waisay nshi thanks
            • #1761 Collapse

              humain robot trading main kam karny main kafi risk hota hay agr humain success hasil karni hay to learning kar rkay practice say kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho
              • #1762 Collapse

                Rebot trading wo hoti jis mn bnda rebot ko input dy dyta hae aur wo insan ki ghair majoodgi mn trade lagata aur close krta rehta hae.waisy rebot tradng nuqsan dy hae ye ni krni chaeay.
                 
                • #1763 Collapse

                  Me abi new hon tou reboot trading ka mjhe inta pta ni hai kia hita hai q k me ne trading start ni ki
                  • #1764 Collapse

                    jo trade manyual na ho expert ki helps ay ki jaiy is ko robot trade kaha jata hai kyu kay is me apki koi bi staretgy add nai hoti hai ap anay broker kay expert ki help say trade kar rahy hotay hai is ko hi robot trade ap keh saaty hai
                    • #1765 Collapse

                      ye boht hi riski trading hai is main trade karny k liye hard work karni ho gi aur risk ko manage kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur experience ho ga tab hi hum is main trade kar k earn kar skay gay
                      • #1766 Collapse

                        ye boht hi riski buisness hai is main hum trade kar k earn kar sakty hain is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k hum is main trade kar k kamyab ho sakty hain aur risk ko manage kar k with experience trade karo
                        • #1767 Collapse

                          aj kal bohat say traders robot trading bhi kar rahy hay so agar hum robot kay sath trading kar rahy hay to es waja say humay market main loss bhi ho sakta hay kyun keh robot hamesha humay profit nahi daity
                          • #1768 Collapse

                            ye ak riski trade hai is forex main hamain hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur risk ko manage kar k market main enter hona ho ga ta k hum achi tarhan earn kar k sucess ho skay aur profit hasil ho
                            • #1769 Collapse

                              robot trading basicaly robot indicators ko kaitay hain aap robots indicators purchase kartay ho or phir un ko aap activatear kar do to wo automaticaly trading shuru kar dain gay per yeh kuch samay kay laiy hun gay kiun kay aap ki jitnay time kay liay kharida ho ga wo utni dair kam karay ga aik acha source hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1770 Collapse

                                g jnb ap raobot training me ap ko market ka anylasis ka khayal ni karna parta ye ap ki trading ko auto pe openbor close karta ha ap bagir daikhy market ko profit ly sakty hain..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X