Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

    G dear ap na bht hi achi bat ki ha . Dear friend mere khayal ma aksar log is lia nakam hote han kunka wo baghair kisi knowledge aur experience ka trading start kar dete han aur tukkey pr trading krte han . Is condition ma inhen loss uthana parta ha aur phr wo mayues ho jate han aur kam bamd kr dete han.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

      G Han forex men nakami ki bohat sari wajohat hoti hain mere khyal see sab se Bari wajah money management hai jo log money management nahi janty unhen kabhi bhi forex men kamyabi hasil nahi hoti kyun KY jab tak hum apna account safe rakh kr trading nahi kren ge tab tak trading krny ka koi faida nahi ho GA is liye trading ko Agar kamyab bnana chahty hain to pehle money management ko ache tareeky se seekhen.
      • #18 Collapse

        Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

        Dear ap is meuin na kam is liy hote hain qk ap is mein mehnat nahi kar te hain is mein kamybi aun ko milte hain jo is mein hard working kar te hai n aur is mein daily posts kar te hain is mein mayari posts kar ne chiey aor ham ko chaiye k ham mehnat se kam lenis mein time pass na ker is mein mehnat karo jo is mein kamybi chhta hain is mein mehnat karte hain wo is mein kamyb ho jate hain iS mein ham ko apna posting oar dehan dena chaie uar is mein kamybi hasil kar ne ki koshsh karna chaiye is mein hard working kar ne wale log hi is mein kmay hote hain aur is mein cahe se kam karna chaiye tab ja kar ap is meinh kamyb ho sakte hain aor is mein profit hasil kar sakte hain aor apko is main kamybi hasil ho skata hain /
        • #19 Collapse

          Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

          Yahan Farooq Menaka Miki waise to bahut sari wajohat hai lekin Jyada tar member Vahi na kaam Hote Hain Jo jaldbazi karte hain market ke bare mein knowledge Nahin Hasil Karte aur Market Mein kaam karne par Jaate Hain Jo proper tarike se learning process aur practice Mukammal Karke market Mein jata hai wahi Kamyab Hota Hai...
          • #20 Collapse

            Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

            bhai forex main nakam hone ki eik hi waja ho sakti ha k hum is main trading ka knowledge hasil kr k kam nai krte hein jis ki waja se hume nakami ka samna krna oarta ha hume is main sab se phaly tradng k bhre main knowledge hasil krna chaiye ur phr menat krni hoti ha
            • #21 Collapse

              Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

              Ji han bikul aap ne sahi humain in chezo se bachna chahiay jo hamaray liay nakami ka bais banti hai aur humain koshish karni chahiay k jitni ho sakay mehnat krain aur mehnat bhi kisi proper tariqay se krain bilawaja koi kisi doaray kamo main interest ki bajaye forex ko seekhnay main interest show krain
              • #22 Collapse

                Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                My dear brother aap ne bilkul thk baat poochi hai forex main kese ham nakam ho jate hain agar ham es main mehnat nahi karen ge to ham na kam ho jain ge.hamen chaye k ham ache se kam karen ta k ham ko profit ho sake.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                  Assalamualaikum devsar aapne bilkul theek kaha hai ki Forex Mai Hamra kam ho Jate Hain Kyunki aksharo Mein To Hum is main bahut interest Le Jate Hain lekin Thodi Si Hasi ke baad hum Apna interest lost kar Jate Hain Kyunki posting karna Itna Aasan Nahin Aur Hum ISI Tarah is Main Na kam ho Jate Hain
                  Visit My Profile
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                    forex mein nakaami ki sab sy bring waja hamaray pass knowledge Orr experience ka na hona hai jab hum trade lagatay Hain tou knowledge Orr experience na honay ki waja sy hum naakaam ho jatay Hain Orr hamain loss ho jata hai iss liye agar hum forex mein aik kaamyaab trader ki heseeyat sy kaam karna chahtay Hain tou iss k liye hamaain mehnat karna ho gi Orr zayada sy zayada knowledge Orr experience haasil karna ho ga tbhi hum nakaami kay forex ko hum seekhtay nahin hain iss mein jo hum gnaltian kertay hain unn ko darust oernay ki koshish nahin kertay jis ki wajah sae humain bar
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                      G han aiseii hei bat hai forex main zaidaa tar log iseii waja syy nakam hotyy hai ounho kyy pass knowladge experincee ni hotaa dear forex trading bisnisess aisaa hai jb tk is ko smjhyu geyy nii learing nii kryy gyy practicee ni kryy gyy tuo forex markeet main kam ni kar skyy forex ky proper process par chlyy our kamyabb bannen..
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                        forex main nakami ki sab sy bari waja app ka lake of knowledge hai forex market k bary main sab sy ephlya p ko yeh sekhna chaheay k iss market main kam kesy kia jataa hai aur log is main kesy demand aur supply ka pata karty hain akyon k koi bhi market hogi tu uss main demand aur supply ka pata hona bohut he zrori hai phir he ap ko market ki samjh main ati hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                          g han dear brother main ap se sehmat hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main loss bhe hota hae or profit bhe hota hae to hamen cahiye ke hum is main zayada mehnat karen or loss hone ke waja hae lalach or sabar na karna agar hum is ko control kar len to hum forex main kamyab ho jate hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X