Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han
    Dear members forex main nakami ki bahut si wajohat hain lekin sab se bari nakami ki wajah beghair experience our knowledge k forex main work karna our loss main a jana our forex k rules k against jana nakami ki wajohat hain our is k elawa business main interest k sath work na karna business main apne confidence ko kam kar k work karna our greed karna jis ki wajah se business main ap loss kar jate han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

    Assalamualaikum dear friend forex mein nakaami ki sab sy bring waja hamaray pass knowledge Orr experience ka na hona hai jab hum trade lagatay Hain tou knowledge Orr experience na honay ki waja sy hum naakaam ho jatay Hain Orr hamain loss ho jata hai iss liye agar hum forex mein aik kaamyaab trader ki heseeyat sy kaam karna chahtay Hain tou iss k liye hamaain mehnat karna ho gi Orr zayada sy zayada knowledge Orr experience haasil karna ho ga tbhi hum nakaami sy buch saktay Hain Orr kaamyaab ho saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

      Forex mein hum naakaam iss lye hotay hain kyun kay forex ko hum seekhtay nahin hain iss mein jo hum gnaltian kertay hain unn ko darust oernay ki koshish nahin kertay jis ki wajah sae humain bar bar loss hota hai aur account wash hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

        g dear ap bilkul theek farma raha ha bhot sa loog is waja sa he forex ma nakam hota ha kyo k un k pass na he knowledge hota ha aur na he experience aur na he wo is ko sikhn ma mehnat karta ha lakin pasa kamna chta ha jis ke waja sa nakam hota ha is laya huma chya k forex pa time spend kar k is ko sikha aur phr trading kara
        • #5 Collapse

          Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

          hum as mien as lye apna loss kerty hien k as mien aa ker hum log greed kerty hien or hum jab bee apni trade open kerty hien tu hamain as mien aa ker her bar stop loss or take profit ko use karna hota hai or hamain as mien aa ker in say fiada hasil karna hota hai agar hum in ko proper way say laga dety hien tu hum as mien aa ker her bar khud k lye earning generate ker sakty hien as lye hamian as ko use karna hota hai or hamain in dono tools ko use ker as mien khud ki life ko set karna hota hai as lye mien as mien aa ker her bin dono ko use karta hon or as mien aa ker earning hasil ker leta hoon as lye hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye behtreen earning hasil karna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ma lot of earning karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karnaa start kardaa q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or hum ko lot of learning be hotee ha laken ager hum greed or emotion ko use kartaa ha to per hum ko loss he hoga............
            • #7 Collapse

              Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

              Bhai jan hum nakam isi lye hote hain k humko is mein forex mein mehnat se kamkarte haina ur is mein nakam apni ghalti ki wajah se hota hain aur humk is mein ache se kam akrna chahye aur humko is mein sabar se kam karna chahye aur is mein humko is mein ache se kam karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                Forex Main Naakaam hoNay Ki SabSe Bari wajaaa yeH Hai k humEn accoUnt ManageMeNt Ka Nahi pta HoTa Or huM BhoT Hii ThoRay capital Se bhi Kaafi Achi Earning kaRNay kaaa SoChtay Hain Or Lott Bhi Bari Select KaR Letay Hain Jis K Nateejay Main MaRket Agar ThoRi c Bhi OpoSiTe moVe KaRay To Hamara accoUnt Wash Ho Jaata hai...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                  G Han ap.ki bat bilkul theek hay k boht se log aesa Hain Jo k forex start tou karte Hain lekin is main kamiab nai ho pate aur ye wo log hote Hain Jin k pass acha knowledge nai hota experience nai hota aur wo log Bina practice k hi real trading start Kar dete Hain jab k humain jald bazi se Kam nai Lena chaiay aur pehly proper knowledge hasil karna chaiay us k bad hi trading start karni chaiay take is business main survive Kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                    Forex mein nakami ki bht si vajoohat hti hein.Sab say bari reason rules ko follow na krna hein jo kay forex mein kamyabi kay liay zrori hay.Ya hmari practice achi nhi hti .Hmein acha tajurba ni hta jis ki vja say hm nkam ho jty hein ..Forex par kamyabi kay lia phly hmesha demo acoounnt ka istmaal krein takay ap ko learning achi ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                      Dear member aapne bilkul right kahan hai ghar Hamein Pakistan Forex Mein Kamyab hona hai aur na Kam Nahin Hona to Hamein is main Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi Kyunki Yeh Kaun line dekhne se uski movement ko samajhne ke liye Hamare Paas knowledge or experience Ka Hona bahut jaroori Hai Tabhi Hum isme Kamyab Ho paate Hain otherwise Hame sirf loss hi hota hai aur Hamara account Jald vash ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                        Mehnat se Agar Hum Apna Kaam Karenge to hum is business Mein Kamyab ko sakte hain aasani se is wajah se hamein chahiye ke hum zadache Sada mehnat Kare aur mahine se Jeena Chunav jitne Jyada Vishwanath Karenge Hum is business Ne Utari Hai Sada kamyabi Hum Hasil kar Payenge mehnat toh Karni hi padhti hai agar Hame kuch Aasan karna hai to Hamein minute karni pary gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
                          Dear members forex main nakami ki bahut si wajohat hain lekin sab se bari nakami ki wajah beghair experience our knowledge k forex main work karna our loss main a jana our forex k rules k against jana nakami ki wajohat hain our is k elawa business main interest k sath work na karna business main apne confidence ko kam kar k work karna our greed karna jis ki wajah se business main ap loss kar jate han
                          Assalamu Alaikum jahan tak Forex Mein Na Kami Ki Baat Hai uski vajah Ya Hai hi luxe new traders ke paas experience aur knowledge Ka Na hona hai jab tak proper learning hi hi hogi kamyabi nahi mil sakti Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                            forex main nakami ki boht sari wajah hai lekin jis wajah se mujhay b nakami howi wo profit ka daily target pura karna jis k liay lalch main profit laina hai jab aap ko ek galti se loss hota hai aap usy loss wali galti par zidi ho jao profit bananay ki koshash karo phir aap nakam ho jao gai jab tk mode change nai karo gai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Main Hum Nakam Kyon HO Jate Han

                              Forex mai ak trader es waqat nakam hota hai jab wo es business mai begar learning key trade krta hai aur es business mai trading rules ko follow nahi krta tou wo es business mai fail hota hai. Aur wo es business mai mehnat krney sey kamyabi ho gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X