"Robots can kill your account"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Robots can kill your account"
    If a trader is using a robot then he mus have to keep in mind that robots work very well if the market had a normal movement but if the market moves volatile then robot will kill your account and this is my personal experience.Just beware of it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    If a trader is trading on robot it is risky kion kay patha nahn chalta kay kis time robot main market ki waja say changing hoti rehti hayaurya pa ka sara balance bi finish kar sakti hain
    • #3 Collapse

      bhai jan man ne aj tak koi rabot us nahi kai ha is liy man ap ko si k bary man koch nahi bta ksta hn q k mn yahan pe abhi bhe larning kr rha han
      • #4 Collapse

        ye aik bohat acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un ke liye bohat acha hy aur ap ka thread bi boht acha
        he mujh ko es mein sekhny ke liye bohat kuch mila he aur mein isko bohat zyada like krta hon lekin jahan tak ap ke
        thread ke jawab ka taluq he to main abhi new hon mujh ko sahi tarah se pata nahi he islye abhi main sirf study kar raha hon thanks...
        • #5 Collapse

          dear forex main robot use karne kai leya hum ko complet full cammand hone chahiya robot kai barain main uss kai bad hum robot trading karain.bohot sarain traders ko robot suit be kartahai or bohot sarain traders ko nahi be.
          • #6 Collapse

            bhai jan man ne aj tak koi rabot us nahi kai ha is liy man ap ko si k bary man koch nahi bta ksta hn q k mn yahan pe abhi bhe larning kr rha han
             
            • #7 Collapse

              aap ki bath teak hay agar hum ko robot use nahi karna aata hay tu phr robot aap kay account ko khatam hi kar day ga kyun kay wo tu auto pay chal raha hota hay or kafi trade lagata hay.
              • #8 Collapse

                forex trading business main robot pe depend nahin karna chahiye robot trading ziada faida mand nahin hoti ziada tar log yahan robot trading se loss main he jaatay hain ager app ko acha kamana hai to app manual trading karain.
                • #9 Collapse

                  no me ap ki is bat se agree nahi karta ke forex me robot ap ke account ko kill kar sakta he agar me ghalat ho to yehi question mera senier se he ke wo zror apne comment hmare se share kare aur hmare knowledge me izafa kare is se ap ko be faida ho ga
                  • #10 Collapse

                    aap ki bath teak hay agar hum ko robot use nahi karna aata hay tu phr robot aap kay account ko khatam hi kar day ga kyun kay wo tu auto pay chal raha hota hay or kafi trade lagata hay.
                     
                    • #11 Collapse

                      my dear jahaan tak robot ki baat hai to robot ko istimaal krna kisi b new trader k bus ki baat nahi ek expert or knowledge able trader hi robot ko apni strategy k hisab se set kr k is earning kr sakta hai robot b ek stragy pe hi kaam krta hai jo us ko di jati hai
                      • #12 Collapse

                        jee ye baat bilkul sahi kahi hai bhai nay robots account ko kharab kar dete hen or wese bhi apna kaam khud karna chahye is liye trading khud karni chahye.
                        • #13 Collapse

                          g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree akrta hn forex trading business men agr ap success hasil krna chahty hen to robot use na kren manual trading kren q ky robot ap ky account ko kill kr dety hen
                          • #14 Collapse

                            Gee bilkul brother me tau rebot pr yaqeen he nahy krta, rebot trading is very very risky trading, rebot ky bijahy agr aap manually trading kryn tau best rehta hy rebot trading ka koi be bhroosa nahy kya ja skta, rebot trading is risky for investment.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              robot trading kisi hadd tak achi hai lakin robots technical analysis par trading kartay hain aur fundamental analysis par trade nahi kartay jiss ki wajah sey jab market main kisi news ki wajah sey movement ati hai aur robot humein heavy losses deta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X