"Robots can kill your account"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    daikhain g ajkal rebort ka bohat trend chall rha hai aksar advatiser kahty hai k un ka rebort 80 % per ya 90% tak apko apki investment back day skata hai. lakin main na abi tak un ko use nahe kia or main waisjy un p yakeen b nahe rakhta ho. ap khud trade kro.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      han g bilkuk sai kaha hai robot zaida loss e daity hain es keyeh hmy chahiyeh k mehnat kry zaida sy zaida tub e kanyab ho sjty hain es keyeh hmy chahiyeh mehnat kry tu e ksnyab ho skty hain es keyeh hmy chahiyeh mehnat kry tub e kamyab ho skty
      • #18 Collapse

        yes bilkul thek hai k robots ap k account ko maar deta hai ...agr main apni baat kro to muje robots bilkul pasand nai hai ....main manual trading hi pasand krta ho aur k lye b manual best rhy gi ..
        • #19 Collapse

          bhai jee robot ham koi bhe use karen lakin hamko risk rahe ga kiu ke robot aese hi hi jaese ak newbie basic learn akrne ke bad tarde karta he toh jab ham khud trade karte hen toh ham asaani se sab handle karte hen or learn be karte hen so robot ko kabi be use na karen
          • #20 Collapse

            g ha bhai agar roboot se hamain high profit bhe hota hai to is se hamain high loss bhe ho sakta hai is liye main to ap ko yahi kahu ga k ap is ko manual karo koi bhe roboot use na karo...
            • #21 Collapse

              hume chahye k hum khud he sub yaha pay he kam ko kare aur is cheez ko seekhen k kesay hum nay karna hai to hum khud he sub yaha pay seekh jae gay aur apna kam kar len gay.
              • #22 Collapse

                Agr ap forex trading main robots trading ky mutalic sab iformation rakhty hen to robot trading main kamyab ho sakty hen lakin agr ap forex trading main robot trading ky bary main koch khas information nahi rakhty to robot trading ko mat karen .
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ushna17 پيغام ديکھيے
                  If a trader is using a robot then he mus have to keep in mind that robots work very well if the market had a normal movement but if the market moves volatile then robot will kill your account and this is my personal experience.Just beware of it.
                  may be,.,.,.aesa hu lekin aesa huna lazmi nhi huta hai keu k is trha tu apko loss ka sman kerna epr skaet ahai,.sisi leey khud he acount oepn ker k kaam kere.,
                  • #24 Collapse

                    ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to forex trading business main robot pe depend nahin karna chahiye robot trading ziada faida mand nahin hoti ziada tar log yahan robot trading se loss main he jaatay hain ager app ko acha kamana hai to app manual trading karain.
                     
                    • #25 Collapse

                      ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to forex trading business main robot pe depend nahin karna chahiye robot trading ziada faida mand nahin hoti ziada tar log yahan robot trading se loss main he jaatay hain ager app ko acha kamana hai to app manual trading karain.
                       
                      • #26 Collapse

                        je han robot app ko nuksan dy skta hai aur app es main best result nikal skte ho so forex main ager app ne ye kam karna hai tu app es main ye dekho k app es main robot ko choro khud par kam kro tu app es maini result nikal skte ho
                        • #27 Collapse

                          Friends ham apneytrading kayleya agar robot use kartayhain to ya hamarayleya zayada loss ka bais ban saktayhain is leya kayis main hamain experience b chheya hota ha or agar is keybajaya ham khod saytrading karain to ham zayada profit kama saktay hain .
                          • #28 Collapse

                            is baat main koi shak nahi k robo trading sy sirf or sirf nuqaan hi hota hai or robo trading main nuqsaan k chances ziyada hoty hain or robo k sr py risk nahi lay sakty
                            • #29 Collapse

                              dear , hume forex k buisness mein auto trading nai karni chahiye aur robots ko use nai karna chahiye kio k ye hamare leye koi faida nai rakhte hen balkay ye hamare liye sirf nuqsan he karte hen is liye mein samjta hon k humen robots use nai karney chaiyen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jee sahi kaha ap ney agr ap forex trading me acha result hasal krna chatey hai to rebot trading sey door he rahey to best hai warna loss key sewa kuch hasal nahi ho ga reboot sey trading me bohat he loss honey key chance hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X