aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

    G dear ap nay bohat achi baat ki hai agar hum apni mistakes theek nhi kartay tou hamain uss ka koe faida nhi ho ga Orr na he hum acha trader bunn saktay Hain hamain chahiye k hum apni mistakes theek karain Orr dubara mistakes karnay ka risk na lain kiun k agar hum dubara wohi mistakes karain gay tou hum kuch neya nhi seekh sakain gay lehaza humain iss sy doorr he rehna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

      Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein Ek mistake ko dusri Baar Karne Se Bachna chahi Agar hum ek hi Galti Dobara Karenge to Hamein loss Hoga isliye hamein chahiye Ki Ek Galti Dobara Nadu Agar Hum Ek Galti repeat karte rahenge Tu zahir si baat hai ki Hamein loss hoga
      • #18 Collapse

        Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

        G haan dost aap ne bilkul theek baat ki he hamen agar pata he k hamen pehle ye mistake kerne se loss howa tha to hamen wo wo risk dubara nahi lena chahiye, aisa bar bar karne se nuqsan hoga or ziada loss ho sakta he.
        • #19 Collapse

          Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

          dear bilkul forex me agr mistake ho to ap ko loss ka samna karna parta ha or forex me har traders se aik baar mistake ho jati ha or mostly apni mistake se hi zada learn kartay hain jub ap se aik baar mistake ho jaey to ap ko chahiey os ko ignore na karay balkay again analysis kar kay apni os mistake ko theek kar lena chahiey takay again na ho wo mistake
          • #20 Collapse

            Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

            repeat krty rhin gy or un syy na seekhin gy na usy avoid krin gy na uski wja nikalin gy to hm kbhi b achy trader ni bn skty q k ghlti repeat krny sy kuch bhe apnui mistakes ko dohrana nahi chaea kyun kay forex aik bohat hi difficult business hai ham is main bohat mushkil say mehnat kay earning karty hain or ager ham apni mistakes ko shai na kar kay dobara wohi galti ka ristamu hk laity hain or is say hamra mistake bari hosakti hai or hamen heavy loss ho sakt hai ya hamra acocunt wash ho sakta hain is lea aisa hargiz nahi karna chaea balky hum kisi mistake ko bar bar repeat kerge to loss humara apna hoga or hum kisi ka kuch nhi begar sakte or is terha bar bar aik hi mistake ko repeat kerne se hum kbi b kmyab nhi ho saktae is lei
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #21 Collapse

              Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

              Yes sir ap ki bat belkul right hai k hamain as mien aa ker ai bar aik he mistake karna hota hai or hamain as mien aa ker as ko repeat nahi karna hota hai jab hum as mien aa ker bar bar apni mistakes ko repeat kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil nahi ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker khud ka muhasba karna hota hai or hamain mistakes ko her giz repeat nahi karna hota hai.
              • #22 Collapse

                Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                Dear Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ki apni mistakes ko repeat na Karen Baal ke Hame apni mistake se learn karna chahie aur usko dubara repeat nahin karna chahie Kyunki friendship Forex trading main Hamesha Wohi Banda Kamyab hai jo ke apne mistakes se likhta hai aur Jyada Se Jyada achha aur Soch samajh CarTrade karta hai aur ek acchi trade Laga kar Ek accha profit Hasil kar sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                  Yes U Right Dear. Aisa Hee Hy Ke Jab Aik Mistake Karei Tou Learn Karein Aur Usey Hamesha Ke Liye Yad Rakhein Ke Kabhi Bi Repeat Nai Karengy Aur Apne Skills Ki Improve Karein Ke Next Time Aisi Situation Me Kes Handle Karna Hy. Jese Apne Kaha Aisa Hy Hay Ke Forex Band Nai Hone Wala Business Hy Long Term Hy Profit Able Hy Aur Yahan Barey Barey Log World Wide Kam Karahein Hain. Aur Proper Kam Karne Se Hy Hum Success Full Hongy.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #24 Collapse

                    Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                    Gee han forex main ek mistake 2nd bar karnay ki koshash nai karny chayie forex ek onlilne business hai kabi b band nai ho sakta yeh na sirf online karobar hai balke aap ka apna karobar hai jis tarah aap chaho karo lekin ho ga wohi jo aap karo gai is liay hum ko achi tarah forex sikh kar phir market ko analysis kar k start main profit nai banana chahte loss mistae ko avoid kar k khatam karna chayie phir kamyabi mile gi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                      A. O. A all forex members umeed h ap sb tk thak ho gy
                      G bilkul sae baat ki h ap ny agar hm sy ek mistake b ho jay to hmy ya full try karni chahiy k dusre mistake hm sy na ho kuk insan galti kar k hi sikhta ha r galti ka just ek chance hta ha r hmy apni usi ek glti ko learn karna chahiy r phr vo mistake ni karni chahiy r hmy achy tareky sy work bina lalach k karna chahiy thank u

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X