aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey
    forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga agar hum aik mistake ko bar bar rerpeat kary gy to hamy loss ho ga hamy mistakes ko avoid karna chahey forex aik unique business hain is mai hamara koi be boss nahi hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

    Ji Haan biLkuL foRex Main Hum kaafi Saari aysi MiStakes KaRtay Hin Jin Se Hamaara account wash ho jaata Hai Ya HuMen Kayi Dafa Loss Bhi Ho Jaata hai To huMen koShish KaRni Chaahiye k Jo Ghalti Aik Dafa ki Hai woH DoBaara Na Ki Jaaey Or us miStake se SeeKhaa jaaey or Zyaada AccoUnts greediNess ki Wajaa Se hii Wash HoTay Hain HumeN Laalch main Nahi paRNa chaahiYe...
    • #3 Collapse

      Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

      Asalaam alaikum my dear friend Hume apni Galti Dobara Nahi batana chahiye Kyunki Galti ko dobara dobara nahi Se Hum Kabhi Kamyab Nahin ho sakte balki Hame apni Galti ko Dur karna chahie aur uska pati ko Apne seniour ke sath hi share karna chahie tha ki Hamari Galti jaldi Dur ho sake aur uska dil ko Khatam Karke Hum Aur naya experience aise kaise kahi baki Dobara Hum Aisi Galti na Karen
      • #4 Collapse

        Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

        G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein apni mistakes ko ignore nahi karna chahiye our agar hum apni mistake ko ignore karen gen to ye mistake dobara ho sakti hai is liye hamein apni mistakes se learn karna chahiye our apne hosle ko increase kar k mazeed mehnat karni chahiye jis se business main hum success ho sakte han
        • #5 Collapse

          Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

          Dear ap ne theek kaha hame mistake ko avoid krna chahye ager ap lagatar wo he mistake krte ho jis ki wajah se ap ko loss ho raha hai tu ap kabhe bhe forex se acha profit earn nahe kr paye gyen kyn ke forex main jitna profit hai utna loss bhe hai hamesha sabar or tahmul ke sath kam kren or mind fresh ho kr trading kren jis mistake ki wajah se ap ko loss huwa hai os mistake ko avoid kren or jitna ho sake right time ka wait kren then forex se profit possible hai
          • #6 Collapse

            Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

            g ham log agar is ma koi mistake kar data han to ham logo ko is ma loss hota ha ar ham log agar ya mistake dobra kara gay to hi ham logo ko wapis loss ho jata ha is liya ham logo ko is ma loss ho jay to ham logo ko apni mistake ka pata karna chhiay ta ka dobara na kara ar ham logoko is ma loss na ho
            • #7 Collapse

              Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

              Bhai jan apne bilklu hi sahi kaha hain aur is mein apko apni mstakes par contorl karna chahye aur apko apni msitakes ko aik hi dafa is mein akran chahye aur is mein apko zada greed nahi karna chahye aur is mein pher ja kar ap is mein earning kars kate hain aur apni mistakes ko dobara is mein anhi karna chaye
              • #8 Collapse

                Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                G ha bhai app k bat me agree kerta ho qk ager hum kisi mistake ko bar bar repeat kerge to loss humara apna hoga or hum kisi ka kuch nhi begar sakte or is terha bar bar aik hi mistake ko repeat kerne se hum kbi b kmyab nhi ho saktae is lei humain apne mistake se learn kerna chahyi
                • #9 Collapse

                  Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                  hanji bhai ap thekkah rhay hain kay hamen kabhi bhe apnui mistakes ko dohrana nahi chaea kyun kay forex aik bohat hi difficult business hai ham is main bohat mushkil say mehnat kay earning karty hain or ager ham apni mistakes ko shai na kar kay dobara wohi galti ka ristamu hk laity hain or is say hamra mistake bari hosakti hai or hamen heavy loss ho sakt hai ya hamra acocunt wash ho sakta hain is lea aisa hargiz nahi karna chaea balky mistakes ssekhna chaea
                  • #10 Collapse

                    Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                    G dear ap ki bat thek hy ...hm agr mistajes ko repeat krty rhin gy or un syy na seekhin gy na usy avoid krin gy na uski wja nikalin gy to hm kbhi b achy trader ni bn skty q k ghlti repeat krny sy kuch b ni hona sirf or sirf loss hona hy
                    • #11 Collapse

                      Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                      g han dear brother agar hamen forex main aik mistake par loss ho gya hae to hamen us mistake par kam karna cahiye or koshish karne cahiye ke wo mistake dobara repeat na ho q ke aik kamyab trader apnimistakes ko repeat nhe karta or un mistakes se kuch na kuch seekhta hae
                      • #12 Collapse

                        Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                        g han hammya apni istake sa sabak sikhna chahya or trading ma be jo mistake hoti ha wo mamolio see ni hoti ha iss sa hmmya bohat sabak sikhna chahya or osska hmmya khod pa applya krna ki bohat zada zada ashad zarorat ha or hmm iss sa sabak sikh saktya han or apni tarding bahter sa bahter kr saktya han
                        • #13 Collapse

                          Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                          yes dear app nay bohut achi information share ki hai ap ko aik galti ko bar bar repeat nahi hony daina chaheay kyon k forex aik risk business hai jab ap ko galti hoti ha tu uss galti ki waaja say ap ko loss bhi uthana parta hai jiss say ap ko nuksan laina parta hai iss lea forex main galti ki koi bhi gunjaish nahi chorni chaheay app ko choti say choti galti ko bhi ignore nahi krna chaheay phir he ap is main success hasil kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                            Ap ki baat theak hai k forex mai hum ko risk nahi lena chahey. kyu k forex business phely he bohat zada risky business hai. Es waja sey hum ko es business mai low risky lena chahey. tk hum ko loss na ho aur hum market mai regular trade krey aur huri earning bhe regular ho gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: aik mistake ko dosre bar karny ka risk nahi lena chahey

                              g bilkul forex par aksar ham logo sa boht sari mistakes ho jati ha ku ka ham logo ko forex ka bara ma zada pata nai hota ha mgr ham logo ko ik acha trader bana ka liya chayai ka ham log kabhi be forex par ki gayi apni ik mistake ko dubra sa repeat nai karya ku ka is sa ham logo ko loss hona ka boht hi zada risk hota ha aur ham logo ko trading ka shuru ma zada risk nai lanya chayia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X